Tri star candlestick pattern in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tri star candlestick pattern in forex
    Tri star candlestick pattern in forex

    Assalamu Alaikum

    Dear forex member
    Umed karti hn sb kharyt sy hn gy or mahnat say apna work krrhy hn gy hmy kamyabi Hasil krny k ly mahnt sy kam krna hota h or hmy chye apna knowledge ko increase kry jitna zeda knowledge ho ga itna hi hm kamyab ho skty hai
    Hm apny topic p study krty hai

    How to use tri star candlestick pattern
    Trading chart ma tri star candlestick 3 bars ki sorat ma display hoti hai or ye trend reversal ko depict karti hai....
    Es pattern sy pehle market ma clear trend hona chahe. Es pattern ma 3 consective doji lazmi appear hoty hain. Second doji market ma lazmi gap create karyn first or third doji ki nisbat sy.

    Click image for larger version

Name:	tristar.png
Views:	11
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12539403

    Bullish tri star
    Bullish tri star candlestick down ward trend k bad market ma appear ho to eska clear matlab ye hai k market ma down trend end hony wala hai or marker reversal move karny ki position ma any wali hai. Es pattern ma stop loss k tor par trader ko second doji ka lowest point use karna chahe.
    Jo trader stop loss use ni karty unka account wash ho jata hai.
    Click image for larger version

Name:	bulish tristar.jpg
Views:	3
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12539404

    Bearish tri star
    Bullish tri star candlestick down ward trend k bad market ma appear ho to eska clear matlab ye hai k market ma down trend end hony wala hai or marker reversal move karny ki position ma any wali hai. Es pattern ma stop loss k tor par trader ko second doji ka lowest point use karna chahe.
    Jo trader stop loss use ni karty unka account wash ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	bearsh tristar.jpg
Views:	2
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12539405
    Trading on tri star

    Forex chart ma jb bullish doji market ki support k pass appear ho to trader ko es pattern ko lazmi consider karna chahe. Secondly bearish tri star pattern market ki resistance par create ho to trader ko sell ki trade k lae ye chance miss ni karna chahe. ...
    Jo trader achy points par trade ni karty wo aksar wrong points par trade open kar lety hain jo unk lae bhot nuksan dey ho sakti hai. Tri star pattern k sath agr kuch technical analysis use kaye jaye to ye achy results dey sakta hai. But trader ko enko alone use ni karna chahe jo nuksan ki waja ho sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tri star candlestick pattern in forex

    Introduction
    Assalam walekum doston Forex trading ke andar candle pattern sabse Jyada ahem chij hai aur agar aap Forex trading co karna chahte hain to sabse pahle aapko Tri Star candlestick ke bare mein pata Hona chahie Tri Star candlestick buniyadi Taur per market ke andar per kimat ke Utar chadhav Ko batati Hai Tri Star candlestick batati Hai Ki Kisi Khas Waqt Ke Upar kimat kya Thi market ke andar Kisi Khas commodity ya currency ki candlesticks ke Kai types hoti hain Har Tri Star Candlestick ka Apna
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	10
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12403250
    Types of Tri-Star Candlestick Pattern:

    i. Bullish Tri-Star Candlestick Pattern.
    ii. Bearish Tri-Star Candlestick Pattern.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12403251
    Understanding Tri-Star
    Yeh namona aik tosiay rujhan ke ekhtataam ke qareeb taizi se yakke baad deegray teen doji candlesticks ki zahiri shakal se numaya hota hai. pehla zahir karta hai ke bail aur reechh ghair faisla kin hain, dosra mojooda rujhan ki simt mein farq karta hai, aur teesra rujhan ke mukhalif simt mein candle stick khilnay ke baad market ke jazbaat ko badal deta hai. haqeeqat yeh hai ke har par saaye nisbatan chhootey aur putlaay hotay hain is se zahir hota hai ke utaar charhao earzi tor par kam sun-hwa hai .
    Ek maksad hota hai aur vah ek Khas signal de rahi hoti hai isliye agar aap Forex trading ke andar Kamyab Hona Chahte Hain To sabse pahle aapko Tri Star candlestick pattern ko samajhna chahie aur Har candles ke matlab ko samajhna chahie market ki is mazboot hichkichahat ka nateeja aam tor par is rujhan ke dramayi tor par ulat jata hai jis ki pairwi ki ja rahi thi. traders scanning tools ki madad se stock market mein patteren ziyada aasani se talaash kar satke hain. jab" teen sitaron" ka namona musalsal neechay ki taraf jane walay rujhan ke ekhtataam
    • #3 Collapse

      Re: Tri star candlestick pattern in forex

      registered: 3
      Dear members Assalamualaikum kesy hain ap log. Aj ma ap sa kuch important information of the candle kay bary ma share krna choun ga umeed hai bahut sary member ko is post sa kafi information or information hasil ho ge. Tu en ki details briefly ma ap kay samny share krny ki koshish krta hun.

      Marubuzu Candlestick:

      Ya aik candle important hoti hai or iski bhi continuously kuch types hoti hain iski long body hoti hai or iski long body ni ho ge tu wo marubuzu candle ni ho sakhti.

      Candlestick:


      Ya aik esi candlestick hoti hai js ko body bilkul choti hoti hai noma iski wick is sa babut zyda long hoti hai. Or the ski moves the body of the upper wali side per horn horn. Ya market main bullish trend ko show krti hai.

      Hanging Man:

      Ya's candlestick Hammer candles of kafi is similar to krti hai or ink shakal bilkul same hoti hai just ma ya difference hota hai kay ya bearish pattern show krti hai.

      Shooting Star:

      Ya bhai aik bahut important candle candle hoti hai ya hammer candle ki ki tarah hi hoti hai js ki body bilkuk na hony ka baraber hoti hai or iski wick kafi lambi hoti hai likn iski wick downside per hoti hai or hammer kick wick was high on the side pa hoti hai.

      Bullish candle:

      Easi candlestick js ma markit in trendy prices ma increment show kr rha ho usko ap bullish candlestick keh sakhty hain.

      Bearish candle:

      Yah candlestick ap ko market ma price main down trend show krti hai js sa ap idea lga sakhty hain kay price kam hony ka chances hain.

      Doji Candlestick:

      Yah bhi aik important candle holder hai js ki pele kuch types hain ya markit main apko reversal trend show krti hai iska size bhi kafi chota hota hai likn es candlestick ka shadows ni hota.

      Is ka fighting bhi kafi important hoti candle hain jin ka phr kisi threads ma ziker krun ga umeed hai ap en candlestick to follow krin ga or apni commercial for profit banain gay.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Tri star candlestick pattern in forex

        Trading In Tri Star Candlestick:-

        Tri star candlestick forex market main trading ky liay acha chance provide kerta hai ky jab market continuously downtrend main movement ker rehi ho tou aesy main jab market apni support per ponch ker aik aesi candle complete kery jin ki body small ho lekin dono taraf ko equal wick Ho tou usky complete hony ky bahd market reverse direction main mean uptrend main movement kerna shoru ker deti hai isliay jab bhi market ki downtrend main movement per Tri star candlestick pattern ban chuka Ho tou aesy time per ham trade open ker ky market ki resistance tak take profit set ker lain tou hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai aesa chance kabhi kabhi milta hai lekin jab bhi market main aesa pattern creat ho chuka ho tou hamain buy main achi lot use kerty huey trade open ker leny per bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai.

        Click image for larger version

Name:	img_5de5b2b80d812.png
Views:	5
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12403257


        Tri Star Candlestick Pattern In Forex:-


        Forex trading mai Tri star candlestick pattern aik best way of trading aur analysis Hy ham is aor ais market mai trade kar sakty hai hum ne agar ais market mai trade karni hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai candles stick ko dekh k trade lagaty hai to confirmation k baad entry le aor aus k sath sath hum ko ais mai resistance aor support par jo pattern bany aus par trade lagani chaye aus se hum ko faida hota hai agr hum ais market mai achi trade laga lety hai to aus par hum acha profit bana sakty hai aor aus se hum apna account growth kar sakty hai ais market mai hum jinti zayda mehnat karty hai hum ko ais market mai atna hi zayda faida hota hai agar hum ais market mai plan acha banaty hai to kamyab ho sakty hain. pattern ki madad se hum forex business mein bohot hi ziada achi tarah se work kar saktey hein aur forex ki totally market chalti hi candles par hey aur agar hum inki confirmation ko achi tarah se seekh len to hamen market mein daily basis par itni ziada opportunities milti hein keh hum sambhaal hi nahin saktey hein aur candlestick ko jo bhi achi trha se learn kar leta hey to us ko market mein har lambha ba lamha achi se achi trade milti rehti hey aur ziada tar successful traders bhi inhi ki wajha se kamiyab hotey hein kioun keh woh is mein achi learning karke daily basis par profit bana rahey hotey hein isliye hamen candlestick patterns ko zaroor achi trha se learn karna chahiye. Aur pattern per trade kerty huey ham forex market main achi trade kerty huey acha profit hasil ker lety hai.
        Click image for larger version

Name:	TriStar-5bfd6873c9e77c00517cf0b2.gif
Views:	9
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12403259

        اب آن لائن

        Working...
        X