Golden cross and death cross MN kia frq hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Golden cross and death cross MN kia frq hai
    Assalam alaikum dear members!umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apki trading achi ja ri ho ge.
    aj hum golden cross or dearh cross ko study karen gy jo technical tools hain or hum dekhen gy k inko kesy trade karty hain.
    Dear members golden cross or death cross ko smjhny se phly hum moving average ko smjh lety hain q k gokden or death cross basically 2 moving averages ka cross ha.
    What is moving average?
    Dear members moving average aik technical indicator ha jo k market ki price ko es k days se divide karta ha or aik average price nkl k btata ha.
    ye indicator aik line shape main hota ha or ye line market k sth sth chlti rhti ha or ye aik lagging indicator ha.
    Click image for larger version

Name:	940079CA-7F39-483B-9D20-3FDB02E10001.png
Views:	46
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12539350
    moving averages ki different values hoti hain or hum inko manually set kar skty hain laikin commonly use hony wali 10,50,100 or 200 ki moving average ha.
    What is Moving averages cross?
    Dear members jb hum 50 or 200 ki moving average ko chart py apply karty hain to baz oqat hamen aisa bhi dkhai deta ha k ye done moving averages line aik dosry ko cross krti hn.
    or kbhi ye cross opr se nechy ki trf hota ha or kbi ye cross nechy se opr ki trf hota ha.
    What is Golden cross?
    dear members jb 50 ki moving average line 200 ki moving average line ko nechy se opr ki trf cross cross karti ha to es cross ko golden cross kaha jata ha.
    or ye cross bullish trend ki nishani hota ha or es k bad market bullish hoti ha.
    Click image for larger version

Name:	ABC67401-5F16-45C7-80FB-3A9C963F40CF.png
Views:	23
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12539351
    es cross k bad hum market main buy ki position le skty hain or trend ki continuation cross k time frame py bhi depend karti ha.
    agr short time frame main cross ho ga to trend zada strong ni hota or thori der chlta ha.
    What is Death cross?
    Dear members jb 50 days ki moving average line 100 days ki moving average line ko opr se nechy ki trf cross karti ha to esko death cross kaha jata ha.
    or ye bearish market ka sign hota ha es k bad market bearish hoti ha.
    Click image for larger version

Name:	1414115A-204F-47C8-8572-2DEA7350894F.png
Views:	15
Size:	17.0 کلوبائٹ
ID:	12539352
    es k bad hum market main sell ki position le skty hain.
    or trend ki strength cross k time frame py depend karti ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Golden cross and death cross MN kia frq hai

    Assalamu Alaikum dear members agar aap Forex trading market mein kamyabi hasil karna chahte hain to ismein aapko hamesha jyada se jyada learning process ko complete karna hota hai kyunki Jab aap learning ko complete karte hain to ismein aapko hamesha bahut jyada careful hokar apni trading activities ko complete karna hota hai. Forex trading market me jab aap multiple types ke factors ko study karte hain aur apni learning ko perfect banaa lete hain to ismein aapko hamesha jyada se jyada fayda mil sakta hai aapko hamesha market mein kamyabi hasil karne ke liye different types ki learning ko study karna hota hai aaj main aapko moving average se related kuchh important information dene ja raha hun jo aapke liye helping platform provide kar sakti hain.

    Moving Average Definition

    Moving average basically aapko yah concept provide karti hai ki Jab market mein do different types ki average aapas mein crossover karti hai Jab aap moving average ko study karte Hain to sabse pahle aapko average ka concept ka pata hona chahie ismein aap 50 days ki movement ko 50 per divide karke ek average nikal lete hain aur iske sath aap 200 days ki movement ko calculate karke 200 per divide karke ek average nikal lete hain aur inki ek line draw kar lete hain Jab do different moving average ek specific level per cross karte hain to use per aapko kuchh important information available ho rahi hoti hain.

    Moving Average Classification

    Moving average ke concept ko Jab aap completely study karte hain to ismein aapko iski further classification milati hai kyunki Jab aap do different moving average ko study karte hain to inke cross aur ka concept bhi totally change hota hai kyunki Jab aap market mein crossover ko study karte Hain to sometime 50 days ki moving average 200 days ki moving average ko cross karti hai aur sometime 200 days ki average 50 days ki moving average ko cross karti hai to ismein aapko different types ki decision making aur interpretation karna hoti hai isko aap further Golden cross aur death cross mein classified kar sakte hain.

    Golden Cross

    Dear members Jab aap market mein 50 days ki moving average aur 200 days ki moving average ke concept per apni trading interpretation kar rahe hote Hain to aisi condition mein Jab 50 days ki moving average 200 days ki moving average ko down side se cross karti hai to isko aap Forex trading market mein Golden cross ke naam se jante hain aur yah ek bahut hi important aur familiar trading factor hota hai jiski base per aap apni decision making karte Hain Jab aap market mein is concept ko completely study kar lete hain to ismein aapko bahut acchi decision making milati hai kyunki sometime market exactly moving average ko touch karke rebound hoti hai.

    Death cross

    Agar aap market mein Golden cross ke concept ko aasani ke sath samajh jaate Hain to aapko death karas automatically samajh a jaati hai kyunki Golden cross aur death cross aapas mein totally opposite hoti hain Jab 50 days ki moving average 200 days ki moving average ko upar wali side se cross karti hai to aisi condition ko aap death cross ke naam se jante hain aur iski interpretation bhi totally different hoti hai.

    Interpretation

    Dear members Jab aap market mein Golden cross or death cross ki identification aur recognition kar lete hain to ismein aapko trading interpretation ka idea bhi hona chahie Jab aapko market mein Golden cross ka sign milta hai to ismein aapko market mein buying ki confirmation mil rahi hoti hai aur aap market mein police trend mein apni trade Le sakte hain aur iske against Jab aapko market mein death cross ki identification milati hai to aisi condition mein aapko market mein seling pressure mil sakta hai aur aapko market mein hamesha bear is trend mein apni trade leni hoti hai aur iske sath sath Jab Sam time market golden cross aur death cross ke sath market moving average ke point ko touch karti hai to use per bhi market rebound Ho jaati hai aur aisi condition mein bhi aap market mein different type ki entry ko utilise kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	GoldenCross-5c6592b646e0fb0001a91e29.png
Views:	13
Size:	20.3 کلوبائٹ
ID:	12403220
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Golden cross and death cross MN kia frq hai

      Dear forex me golden cross ka mtlb of tab show krta hy jab long term trading market bullish side move kry tab hota Hy jab Kay death cross forex me jab long term trading me bearish side mory kry tab hota Hy iska basic theme yahi Hy lekin die cross ko use krna ka simple treqa batana laga hon is golden cross pattern sab s easy or best hai is pattern ko dahk kr agr trade karain tu loss ka chances 20% rah jata hain inkomba 30 s 70 ka darmyan move krti hain is lia jab trade lagain tu dahk lain kis psition pr hai agr 30 ki position pr hai tu ap buy karain tu fida ho ga isi tahra agr RSI index of graph 70 ki position pr hai to sell karain tu ap ko profit opportunity zyda hon gan agr index center segrafu mai hai tu wait karain os wakat market ki samaj ki samaj nahi ah rahi hoti ka up jaya gu ya down tu bahtar ya ho ga ka is wakat market mai entery na karain wait karain jab market up ya down move kr jaya noma 70 ya 30 ko touch kr jaya tu trade laga in tu profit ka chances zyda hain level ko oper cross kary to hum ko ais mai sell lagani chaye aor jab bhi Rsi 30 se nechy ho to hum ko tab buy lagani chaye magar sath ye baat hai k market jab bhi range mai ho to aus time market gold cross pattern ko follow the karti hai warna Rsi par trade ni lagani chaye. Forex me kam karne ke liye Hamare account mein assistant and sports level ko bahut jyada ahmiyat Di Jati Hai Jisko Hum utilize kar sakte hain isko watch karne ke baad hum market cake cake current position to use kar sakte hain market ki current position ki traction Mein Hum Yahan Par investment bhi kar sakte hain aur kaam kar sakte hain.Click image for larger version

Name:	images (93).jpeg
Views:	6
Size:	57.5 کلوبائٹ
ID:	12403239

      اب آن لائن

      Working...
      X