Details of Bearish Breakway Candlesticks Pattren in Forex Trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Bearish Breakway Candlesticks Pattren in Forex Trading..
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe ummid hai ki aap sab theek Honge aur faraks Market Mein profitable trading kar rahe Honge dear jawab is market Mein kam karte hain to aapko hard work ki jarurat hoti hai aur Market ko acche tarike se Samajh Kar trading karna hoti hai isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap is market Mein demo account per Achcha Sa experience Hasil Karen Taki aapko is market Mein Kabhi Bhi loss Na Ho agar aap profitable trading karna chahte hain to aapko apni learning aur Apna experience perfect banana hoga tab hi aap is market Mein successful trading kar sakte hain adar wise aapke liye trading karna bahut hi Mushkil ho jaega aaj main aapko bahut important information share karne ja rahi hun jo aapki trading Ho successful banaa sakti hai to Mera topic hai Bearish break way candlesticks pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke profitable trading kar sakte hain...

    What is Bearish Breakway Candlesticks Pattren:

    Dear member for a trading Mein Jab aap kam karte hain to usmein break and sticks pattern mein bahut jyada candles hone ki vajah se ek best result dene wala pattern Hai Japanese candlesticks pattern Mein candles ki tadad jitni Jyada hoti hai aur Jitna Jyada time frame hota hai utna hi Ek real reliable aur Achcha leading indicator sabit hote hain Viresh break and take pattern 5 candles per must Mel hota hai jismein Shamil first candle Ek long real body wali Bole candle Hoti Hai Jiske bad teen Sawal candles aur Veeresh candles Banti Hain Jo ki first candle se Apar gap Mein tarteeb ke hisab se banti hai pattern ki last candle Ek bhi risk candle hoti hai jo ki 4th police candles ke bad open hokar first aur second candles ke game Mein close hoti hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-18T182538.141.png
Views:	26
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12539342

    Identification of Bearish Breakway Candlesticks Pattren:

    Dear member for a studying Mein Jab aap kaam kar rahe hote hain to usmein best kam karne ke liye aapko bearish k break and candlestics pattern 5 candles per mustamail hone wala Aisa pattern jismein aapko acche tarike se study Karni Hoti Hai iske liye first four candles jyadatar Bole soti Hai jabki pattern ki last gendal ek strong biresh candle banti hai jo ki train reversal ka Sabha banti hai pattern Mein Shamil candles ki formation aapko mil rahi Hoti Hai Bole break and Steak pattern ki first candle extra strong Hoti Hai yah candles price ke sab ka Bole stand ki strongness Dikhati Hai yah candle color Mein white Aa Gayi hoti hai jo ki Shadow just Shadow ke bagair bhi ho sakti hai pattern ki second candle be sent jyadatar Bole hoti hai but Jaruri Nahin Hai Kijiye कभी-कभी virya bhi Hoti Hai yah candle first candle se Apar side per Gair Nahin banti hai jo ki Sambhal real body wali candle Hoti Hai yah candle first candle say about ik waziha gap mein banti hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-18T182603.590.png
Views:	5
Size:	12.0 کلوبائٹ
ID:	12539344

    Dear member Forex trading Mein bearish brakewke candlestick pattern ki third candle be second candles Ki Tarah Ek Saman real body Mein banti hai jo Ke Bole Jabir is Dono taraf se ho sakti hai yah candle B shadoja bagair Shadow ke ho sakti hai jo ki second candles ke bad banti hai bear is break break and the stick pattern ki forth candles bhi jyadatar Bearish candal hoti hai but important nahi hai ki yah baat bhi ho sakti hai yah candle bhi Sambhal real body mein ho sakti hai jo ki third candles ke bad banti hai..

    Trading With Bearish Breakway Candlesticks Pattren:

    Dear member for a studying mein agar aap profitable trading karna chahte hain to usmein bearish break and stick pattern price ke top Mein banta hai jo ki ladder top Aur concealing Baby pattern Mein Milta julta Hai but candles ki formation Mein Thoda Sa difference Hai is pattern Mein 5 candles hoti hain jismein first candle Ek long real body wali bullish candle Hoti Hai pattern ke bad Mein banne wali teen candles Sambhal real body Mein hoti hai jo ki Rish aur bullish donon Tarah Se hoti hain yah candle first candle se above gap Mein banti hai but Sambhal real body ki vajah se price Ke Bole Jaane Mein rukavat dalti Hai pattern ki last candle Ek long real body mein wali bearing scandal hoti hai jo ki Sambhal candles ke bad open hokar first aur second candles ke between banne wala gap Mein close hoti hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-18T182552.351.png
Views:	10
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12539345

    Dear member Forex trading Mein Barish brake whake and the sticks pattern ke aagaaj mein buyers market mein bahut jyada strong hote hain Kyunki first candles Ek long real body wali scandal Hoti Hai pattern ki Agali teen candle small hone ki vajah se price ko Majid bulls Jaane Mein dushwara dushwari ka Samna karna padta hai job ke last candle stand reversal ka sabab banti hai pattern ki last candles ke bad Ek trend confirmation ki important hoti hai jo ki real body Mein honi chahie trend confirmation CCI indicators aur statistics oscillator indicator Shamil Hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of Bearish Breakway Candlesticks Pattren in Forex Trading..

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Breakaway Candlestick Pattern


    Bearish Breakaway candlestick pattern prices k top par jahan par stock ki supply ziada aur demand kam hoti hai, banta hai, jo k aik bearish trend reversal ka kaam karta hai. Financial market main candlestick patterns ya chart patterns ko supply aur demand ke darmiyan tawazun ko zahir karti hai. Jab koi stock oopar jata hai to buyers matket par control mein hotay hain. Market ki iss situation main supply se ziyada demand hoti hai. Buyers stock haasil karne ke liye ziada active hote hen, jiss se wo ask price par buy karte hen. Jab koi stock fall kar raha hota hai to uss waqat market ki condition iss se mukhtalif hoti hai. Sellers market ko mojooda qeemat par sell karke uss ki qadar main kami karte hen, jiss wo nechay jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (99).png
Views:	8
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12429912

    Candles Formation


    Bearish Breakaway candlestick pattern prices k top main panch candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil pehli aur akhari candles long real body main hoti hai, jab k darmeyan main teen small real body ki candles hoti hai, jo k prices k main pause peda karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai ;

    Click image for larger version

Name:	breakaway-bear-1024.jpg
Views:	3
Size:	64.2 کلوبائٹ
ID:	12429913

    1. First Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka close open se upper hota hai. Ye candle long real body majn hoti hai, jiss main pattern ki real body shadow k muqabele main ziada hoti hai. Ye candle prices k mojoda bullish trend ki akasi hoti hai.

    2. Second Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali hoti hai, jo k pehli candle se above gap main banti hai. Ye candle wese to ziada tar bullish hi hoti hai, lekin zarori nahi hai, k aisa hi ho. Pattern ki dosri candle umoman pehli candle k top par banti hai.

    3. Third Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki teesri candle bhi dosri candle ki tarah small real body main hoti hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, lekin aksar ye dosri candle k inverse main banti hai. Ye candle dosri candle k top ya parallel main banti hai.

    4. Fourth Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki fourth candle aik ziada tar dosri candle ki tarah hoti hai, jo k same small real body wali candle hoti hai. Ye candle teesri candle k top par banti hai, lekin aksar ye bullish candle hoti hai, jo k zarori nahi hai, q k ye bearish bhi ho sakti hai.

    5. Fifth Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k strong real body main banti hai. Ye candle prices main sellers ki mazboti ki akasi karti hai. Ye candle fourth k baad banti hai, jo k teeno small real body wali candles ko cover karne k baad pehli aur dosri candle k darmeyan wae gap main close hoti hai. Bearish candle ki strong real body se bullish ka trend khatam ho jata hai, aur market sellers k control main a jata hai.

    Explanation

    Bearish Breakaway candlestick pattern prices k bottom ya bullish trend main banta hai. Ye candle akhaz main market par buyers ka control, darmeyan main prices ka pause aur akher main market par sellers k dabao ko dekhaya jata hai. Ye pattern panch candlestick par muheet aik bearish trend reversal pattern hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo market par buyers ka control zahir kia jata hai. Pattern ki agli teen candles small real body main hoti hai, jab k ye bearish aur bullish dono ho sakti hai. Teeno small candles pehli candle k top par gap main banti hai. Pattern ki akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k strong real body main hoti hai. Ye candle teeno small candles ko cover karti hai, jo k open fourth small real body k upper par ho kar aur close pehli aur dosri candle k darmeyan gap main hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (98).png
Views:	26
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12429911

    Trading

    Bearish Breakaway candlestick pattern majn strong bullish trend k baad prices sellers k control main a jati hai, jo traders ko sell ka signal deti hai. Ye pattern high prices area main hona chaheye, jab k last bearish candle k baad aik confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle real body main bearish honi chaheye. Pattern k baad bullish candle banne par pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation CCI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jo k overbought area main hone chaheye. Pattern k leye stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se upper par ya small candles k top se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (100).png
Views:	3
Size:	33.4 کلوبائٹ
ID:	12429910

    اب آن لائن

    Working...
    X