What is scalping trading in forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is scalping trading in forex market
    AOA
    INTRODUCTION



    Friends kya hal hain aapki ummid karta hun aap sab log khairiyat jaisi honge aur for extrating mein acchi trading karte hue achcha profit hasil kar rahe honge forex trading ek complicated market hai aur ismein jarurat hai ki hamare pass jyada se jyada knowledge experience ho isliye hamen har waqt market ke sath attach rahte hue information different countries ka data aur knowledge karte hi rahana chahie is vrat mein Ham behtar trading kar sakte hain market ko acche tarike se focus karna hota hai jo traders market ko proper time dete Hain aur market mein different time frame ko open karte hue MMS karte hain vah hamesha successful ho sakte hain agar aap market mein trading ko successful banana chahte Hain To aapko proper market mein judgement karna hoga aur market ko successful banane ke liye aapko trading mein karna Hogi aaj aapko bahut hi acchi information Dena chahta hun jo aap trading ho successful banaa sakti hai aur aap trading mein clapping kaise karte hain aur yah kis Tarah ki jaati Hai yah main aapko brief karta hun aur main knowledge ko share karta hun Taki aapko bhi isase fayda has lo aur aapka knowledge bhi improve ho

    WHAT IS SCALPING

    Forex market mein jab aap kam kar rahe hote hain to usmein aapko bahut hi careful hokar kam karna hota hai forex market mein scalping trading ka ek style hai jo ki bahut se trader adopt karte Hain ismein shorter time frame 1 minut se lekar longer time frame maximum 1 ghante ke chart per jaati Hai is trading style mein trade apni trades minimum second aur maximum mint hold karte hain is trading style mein jyadatar five5 and 15 minutes ka chart use hota Hai aur ismein 10 to 20 moving average ka bhi use Kiya jata hai to aap bahut hi achcha profit mil sakta hai aur aap is market mein achcha result hasil kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	rsz_1eurusd-scalping-strategy.png
Views:	14
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12539339
    LAYER TRADING


    Forex market mein layer trading ka matlab hai different trades different price open karna scalping mein bhi aisa hi kiya jata hai jo inter price hoti hain vahan per hi vah kuchh trades li jaati hai aur agar market hamare opposite jaaye to price kya aapke sath new trades li jaati Hai aur Is Tarah jab market hamare fever mein aye To sab se last entry per sabse jyada profit hota hai liye trading style mein loss kam aur profit jyada hota hai kyunki agar stop loss set ho jaaye to har traders ka first entry se loss kam hota Hai aur agar aap Tp hit ho to last ka sabse jyada profit hoga is trading style mein 2230 tips target Kiya jata Hai lekin ismein layer trading ki jaati Hai
    Click image for larger version

Name:	3-point-turn-layers.jpg
Views:	1
Size:	85.1 کلوبائٹ
ID:	12539340

    RICK IN SCALPING


    Forex market mein jab kam karte hain kar rahe hote hain to ismein aapko bhi tamam trading style ki Tarah scalping mein bhi risk nahe hota hai ismein properly to itna jyada risk Nahin hota Hai kyunki 10 to 20 tips ka hi stop loss hota hai lekin layers increase ki vajah se vahan loss ho sakta hai Kafi jyada loss ho sakta hai aur ismein slspage ka bhi dar hota Hai aur agar traders apni trade close na karen to loss badh bhi jata hai
    Scalping ka matlab hai ki market ke utaar chadhav ya up down moment ke nukte najar se smart trading karna aasan aur kam risk Hai kyunki vahan mauka jyada milta Hai pahle ek hi chhota sa profit hasil kar lete hain UN logon ya un traders ki long term se different hote Hain jinke trades long term ke liye open hoti hai aur long term trade hoti hai aur hafton aur mahinon tak bhi chalti rahti hain jaise yah profit hasil karte Hain jab Kisi khel per comment setup different hota hai aur vahan jyada time trades open rakhne ki bajay small time main small profit se achcha profit hasil kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	JXRpPPz1_mid.png
Views:	1
Size:	45.9 کلوبائٹ
ID:	12539341
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is scalping trading in forex market

    What is scalping trading in forex market

    Scalping aik aisi trading strategy hai jiss say traders bohat achi trading ker saktay hain aur scalping say earning bhi bohat achi hoti hai. Scalping strategies mai traders bohat Kamm waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hain kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Scalping mai loss kay chances bhi bohat ziada hotay hain kiyu kay lot size big rakhay jatey hain aur Agar market ki movement achanak reverse ho jaey tou uss say loss hota hai aur woh loss bhi bohat ziada hojatey hain. Forextrading ki market Mein Jab Ham scalping strategy ke sath kam kar rahe ho To Hamen Hamesha careful hi Rahana chahie Hamen scalping strategy ke related complete knowledge Hasil karna chahie Hamen scalping strategy ko Apne account mein balance ke hisab se hi istemal karna chahie Jab Ham scalping strategy ke sath kam kar rahe ho To Hamen kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie Hamen Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	11.jpg
Views:	4
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12403191



    Advantages and DisAdvantages scalping trading in forex market

    Advantages DisAdvantages
    Scalping main hame Quick profit hota hai scalping main loss b quick hota hai
    is main time ki bachat hoti hai agar hame loss ho jay to small negative move b hamra sara profit khatam kar skti hai
    scalping main kam wakt main bara profit hasil kar sakte hai high Lot k sat ham trade karte hai jo k bohat risky hota hai
    Scalping Strategy asaan hoti hai agar hamra experience nahi hai to ham bra loss hasil kar sakte hai
    Click image for larger version

Name:	22.jpg
Views:	1
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12403192


    Main types of scalping trading in forex market

    Scalping aik esa trade type hai jahan ham bht short time kilie trade krty hain din main 3 4 trades bhi laga k close krskty hain aur yeh kafi short time trading hai.
    (1)Entry:Trade mai entry esy hi ai k jab bhi hamy indication mil jti hai k trade zara badlny wali hai trend yaa zara c bhi changng aany wali hai trade main tw ham trade laga dety hain aur jab phr trade apna rukh bdlny wali hi ham trade bnd krdien
    (2)Lot Size:ismy lot size bri hti hai tbhi chiti trades p bhu hamy bht zayda profit mil jaata hai aur ham kafu kuch kama lety haun short trade main.
    (3)Trade Time:Iska trade time depend krta hai k kab tk wo trade ek tarf e jati hai jahan bhi fluctuation aati hai ham trade band krdety hain.yeh trade 10 15 mind sy leky 1 2 ghnty ki bi hskti hai.

    Click image for larger version

Name:	33.jpg
Views:	1
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12403193
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is scalping trading in forex market

      What is Scalping in forex market

      Assalaam.o.alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay or achy tariqy sy apna kaam kar rhy hun gay jaisa k ap janty hain k forex mai ap jitna ziada soch samjh kar kaam karty hain utna ziada ye ap ki earning mai izafa karta hai agar ap jaldbazi mai or baghair sochy samjhy es mai kaam karen gay tu ye ap ko loss ky ilawa kuch bhi nhi dy sakta scalping bhi es cheez ka name hai scalping aik short term ki trading hai es mai ap ko sch samjh kar analysis ky sath kaam karna hota hai ye short time mai ap ko kafi acha profit deti hai kiyun scalping mai market taizi ky sath move karti hai or apny target ko hit karny ky bad wapus apni previous value per chali jati hai jis ka trader intazar karty hain jaisy he scalping ki confirmation hoti hai tu woh apni trade ko open karty hain or acha profit hasil karny ky bad apni trade ko close kar lety hain or apni earning mai kafi ziada izafa kar lety hain scalping woh chez jo ap ki earning mai taizi sy izafa karti hai lakin es ko samjhna lazmi hota hai es ki confirmation ka intazar karna hota hai tab ja kar ap es sy faida hasil karny mai kamyab ho sakty hain gu koshish karwn k scalping ko baghair samjhy kabhi bhi na kar jaisy he ap ko confirmation ho tu es sy faida hasil kar lain

      important types of scalping strategy

      Dear forex member scalping woh chez hai jis mai choti c mistakes sy ap ka account bhi wash ho sakta hai kiyun k ye riski hoti hai or ham trading mai baghair sochy samjhy risk nhi ly sakty tu aye ham dakhty hain scalping ki types kn kn c hain
      (1) Entry point. Dear member scalping mai sab sy ay important hota hai entry point scalping mai ham ny confirmation ka wait karna hota hai kis point sy ham scalping ki entry ly sakty hain es mai trend ky bhi change hony ka wait karty hain jaisy he hamen trend change hony ka indication milta hai ham apni trade ko open karny mai kamyab ho jaty hain
      (2)Lot size.dear member scalping mai trade ko open karny sy pehly hamen lot size ko bhi set karna parta hai kiyun trade mai loss or profit ka daro madar lot size per hota hai ham jitna ziada lot size ko set karty hain utna he acha profit hamen hasil hota hai es liye jab hamen scalping ki confirmation ho jati hai tu ham apny account ky mutabiq bary lot size ka istamaal karty hain taky kam time mai acha profit hasil karny mai kamyab ho jain kiyun scalping mai time kam hota hai or profit ziada milta hai
      (3) trade time.dear member scalping mai bhi trade ka time hota hai es mai trade 5 mint sy ly kar 2,3 khanty ki trade hoti hai ye market per depend karta ki market mai condition kiya chal rhe hai us ky mutabiq ye apna time set kar lety hain
      Last edited by ; 19-06-2022, 06:23 PM.

      اب آن لائن

      Working...
      X