Asslam O Alaikum!
Dear members, aaj hum jis topic ko discuss karain gy wo hai hook reversal pattern. Hum is k bary mai information share krty hain r trading mai is k impacts janty hain.
Introduction.
Hook reversal pattern 2 candlestick per mushtamil Hota Hai Isko analyse karna bahut Aasan hai is Mein sabse pahle is downtrend aur uptrend Ka progress Mein Hona bahut jaruri hai dusre number per pettren per mushtamil hona zaruri hai aur Teesra second candle ka first candle ke ke andar Banna zaroori hai number aur chauthe number per second candle k higher low r lower high hona chahiye r ye market trend k color ko red ( down trend ) ko green ( uptrend ) me tabdail kr deta hai is me dono candle k size me ziada fraq ni hota , ya ye green ( uptrend ) ko red ( downtrend ) man tabdeel ker deta ha . . Hookreversal pattren bullish r bearish dono ho sakty hain . Lekin bullish bearish hookreversal pettern similar Hota Hai Lekin pettern ki formation Mein opposite hota han .
![Click image for larger version
Name: images (7).png
Views: 13
Size: 2.9 کلوبائٹ
ID: 12539296](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12539296&d=1640090166)
Trading with hook reversal pattern.
Is pattern man trader ko " Stop loss aur Take profit " k liye technical indicators ko use kerna chaheye , q k " HookReversal Pattern " sirf trend reversal k bara man batata ha lakin kitna move kara ga ye nahe batata . Forex trading ke andar trade karte hue Hamen hookreversal candlestick patterns ka knowledge Hona chahie aur ek bahut hi importance pattern hota hai jo is market ke andar ose Waqt Banta Hai Jab market Ek uptrend ki series banati Hai yah downtrend ki series banati Hai To Jab vah apnaya trend todti Hai To Uske bad hookreversal candlestick pattern banta hai is market mein jo Hamen bahut hi jyada information provide karta hai aur Agar Ham is market mein jyada time active Hain To Ham is market se is pattern se bahut hi jyada fayda Utha sakte hain . Is market ke andar hookreversal candles pattern two types ke Hote Hain Jo Main aapko niche explain kar raha hun .
How it works?
Hook reversal patteren fa - aal taajiron ke darmiyan maqbool candle stuck patteren hain kyunkay yeh kaafi kasrat se paye jatay hain aur doosri candle stuck mukhalif rang mein tabdeel honay ki wajah se is ki nishandahi karna nisbatan aasaan hai . patteren ki mazbooti aur bharoosay ka inhisaar aksar is se pehlay walay oopar ya neechay ke rujhan ki taaqat par hota hai , aur ziyada tar tajir ulat jane ki tasdeeq ke liye deegar candle stuck patteren , chart patteren , ya takneeki isharay istemaal karte hain . sab ke baad , patteren nisbatan kasrat se hota hai , jo bohat se ghalat masbat ki taraf jata hai jin mein riayat ki jani chahiye .
[IMG]null[/IMG]

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим