The different types of forex chart??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The different types of forex chart??
    assalium o alekum

    dear forex member
    ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge mehnat se apne worker complete kar rahe Honge jaise ki AAP Sab Jante Hamen ki bhi kisi bhi Business mein kamyabi Hasil karne ke liye mehnat se Bhar karna padta hai isliye Hamen chahie Hamen mehnat se apne worker complete Karen knowledge increase Karen Jitna Jyada hamare pass knowledge Hoga Ham apne business Mein acchi Tarah Laga sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Ham daily Ek new topic share Karte Hain jisse Ham sabka knowledge Jarur Dena hota hai aaj ke is topic se Ham sabka knowledge Jarur Den Hoga Chalte Hain Ham Apne topic ki taraf


    Different types of forex chart


    forex charts mukhtalif shaklon mein atay hain, lekin chart ki teen sab se ziyada maqbool aqsam line charts, baar charts aur candle stuck charts hain. yahan aap ko un mein se har aik ke baray mein jan-nay ki zaroorat hai .



    line charts


    un sab mein sab se aasaan, line charts aik band qeemat se doosri qeemat tak line khenchte hain. jab aik lakeer ke sath jora jata hai, to woh aap ko waqt ke sath sath currency ke jore ka urooj aur zawaal dikhata hain .

    baar charts


    baar charts kuch ziyada paicheeda hain lekin jab aap ko mazeed maloomat ki zaroorat ho to is ke liye behtareen hain. woh currency ke jore ki ibtidayi aur ikhtitami qeematon ke sath sath oonchai aur kmyan bhi dikhata hain .

    amoodi baar ka nichala hissa is muddat ke liye sab se kam tijarat shuda qeemat dekhata hai, jab ke oopar wala sab se ziyada qeemat dekhata hai. amoodi baar currency ke jore ki majmoi tijarti had ki nishandahi karta hai .

    baar chart ke baen janib ufuqi hash hai, jo ibtidayi qeemat ko zahir karta hai. dayen taraf aik ufuqi hash hai jo ikhtitami qeemat dikha rahi hai .



    candle stuck chart :


    euro taa Amrici dollar




    deegar forex charts ki terhan, candle stuck charts amoodi line ke sath aala se kam tijarti hudood ki nishandahi karte hain. hamaray darmiyan data ke bhukay logon ke liye, woh iftitahi aur ikhtitami qeematon ke darmiyan ki had ki nishandahi karne ke liye darmiyan mein blaks ka bhi istemaal karte hain .


    agar darmiyani bock bhara sun-hwa hai ya rangeen hai, to currency jora khilnay se kam qeemat par band ho jata hai. jabkay aik ghair bhara sun-hwa ya mukhtalif rang ka darmiyani bock zahir karta hai ke ikhtitami qeemat ibtidayi qeemat se ziyada thi .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: The different types of forex chart??

    Dear forex members forex trading may haumay move the final payment indicators trading aur chsrts patterns ko samajhna zarori hota hai Kyu Kay jab haum apni behtareen strategy Kay saath trading market ki movement ko analyz karna chahtey hay to haumay hsmesha terminal pay indicators aur kisrts information hasal karney ki zarorat hoti hay phir haum kamyab tareekay say market ki movement ko daikhtay hoye aur samajhtay hovey apni trade open kar saktay hay aur uss ki waja say haum Profitable Trading kar saktay hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat Kayda me saath saath information ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath learning ki base pay trading kertay hay to haumay zayada achay tareekay means complete information Kay saath Kam karnay Ki koshish kerni chahiye takay haum market ki movement ko analyz kartay hoye ukuh weba kar sakay aur ka myaabi hasal Kar sakayForex trading may haumay information ki zarorat hoti hay takay haum relevant tareekay means complete information Kay saath CHART ki different types ko achay tareekay say complete information Kay saath trading kartay hoye market ki movement ko daikhtay hoye aur samajhtay hovey chart ki madad hasal Kar sakay aur kamyaabi Kay sath trading kartay hoye zayada profit hasal kar sakay forex trading may har traders ko trading karney Kay has charts ki different types ki mukamal information honi chahiye takay jab trading kartay hay market may trends ko judge karney may chsrts ki help ko avail Kartay hoye successful trading ki ja sakay.


    Forex trading may jab haum terminal pay indicators aur chart ki madad Kay saath trading kartay hay to haumay zayada achay tareekay say complete information Kay saath Kam karnay may madad milti hay forex trading may charts ki three different types hoti hay.
    CHANDAL STICK CHANCH CHAPTER.


    LINE CHART.


    BAR CHART.


    Usually forex trading traders are likely to trade key market ki movement ko daikhtay hoye open trading kernay Kay has candal sticks patterns ko zayada axhay tareekay say complete information Kay saath istamaal kartay hay Kyu Kay Candal Sticks patterns bohaut zayada active patterns hota hay aur issko istama funda karna har trader Kay liye bohat zayada assan hota hay aur Candal Sticks amathethini ki madad say haum market ki movement ko bohaut zayada anas method Kay saath Bheka Kar saktay hay Kyu Kay haumay market may prices Ki high swing aur low swing ko judge karney Kay liye patterns of previous candal sticks ko samajhna zarori hota hay ya pher next movement Kya baray may information hasal karney Kay is next candal sticks ko proper study karna parta hay jiss ki waja say haum market ki movement ko easily analaysis kartay hoye apni trade open kar saktay hay aur kamyab tareekay say complete information Kay saath trading kartay hay kuya haumay kamyabi hasal hoti hay.


    Har Candal Sticks patterns apney andar makhsoos time independent ki mukamal information rakhti hay aur Candal Sticks ki mukamal information ka hona bohut zayada kamyaabi ki zamanat hay Kyu Kay haum jab relevant information aur information Kay sath candal sticks ki different types ko market ki movement ko monitor karney Kay has istamaal kartay hay to haumay market Kay trends ka easily pata chalta hay jiss ki waja say haum asani Kay saath trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal kartay hay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay has bohat zayada mehnut Kay saath saath information hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko monitor karna bohaut zayada important hota hay aur iss Kay has haumay hamesha apni learning skills to develop kartay hoye trading karni parti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: The different types of forex chart??

      Dear Pakistan Forex forum members aapane bilkul sahi kaha hai aur bahut hi acchi information hamare sath Pakistan Forex forum per share ki hai dear yah ek bahut hi jabardast platform hai jismein ham dekhte hain ki agar ham acche se work Karen aur is platform ka fayda acche se uthaen to ham apni learning strong kar sakte hain aur is platform se fayda hasil kar sakte hain dear forex market mein kam karne ke liye aapko bahut hi acche se hard work karna hota hai aur is market mein mehnat karna hoti hai to aapko kamyabi milati hai.

      WHAT IS CHART: dear forex market mein hum dekhte hain ki agar ham is market mein acche se kam Karen aur Market ko time den to ham is market mein kam kar sakte hain forex market mein chart use chij ko kaha jaate Hain jis per aap market ki live prices ko dekh sakte hain aur iske साथ-साथ aap market ki previous movement ko bhi iske jarie dekh sakte hain jahan per aapko different movement dekhne ko milati hai use chart ko kaha jata hai.

      KINDS OF CHART: dear forex market mein ham dekhte hain ki hamare pass different kinds of chart soti Hain jinke zari hum market mein Apne analysis ko perform kar sakte hain.
      LINE CHART
      BAR CHART
      CANDLESTICK CHART

      In kinds of chart ki detail mein aapke sath share karta hoon.

      LINE CHART: dear forex market mein aap dekhte hain ki ismein aapke pass sabse pahli kind jo hoti hai vah line chart ki hoti hai ismein aap dekhte hain ki aapko line ke jarie market ki previous movement aur current movement line ke jarie show ho rahi Hoti hai iske liye market mein support and resistance ko find karna aasan ho jata hai.
      Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	3
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12403223

      BAR CHART: dear forex market mein ham dekhte hain ki bar chart ek jabardast kind hai jiske jarie aapko barf ki shape mein market ki movement show ho rahi hoti hain ismein opening aur closing hoti hai aur ek yah ek lambi stick ki Tarah show ho rahi Hoti hai jiski ek side per opening price aur dusri side per closing price ki aap value dekh sakte hain iske jarie bhi market mein Apne analysis ko perform Kiya ja sakta hai.
      Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	6
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12403222

      CANDLESTICKS CHART: dear forex market mein yah chart ki sabse famous kind hai aur yah bahut jyada is market mein use Hoti hai takriban heart trader hi isko dekh raha hota hai iske jarie market mein analysis perform karna bahut jaruri hota hai ismein opening price closing price aur Market mein high price aur lo price aap ek candle mein dekh sakte hain iske साथ-साथ aap different candlestick patterns ko dekhkar market mein trade laga sakte hain yah sabse jyada technical analysis ke liye use Kiya jata hai.
      Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	8
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12403221

      اب آن لائن

      Working...
      X