Aligator indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aligator indicators
    Introduction

    Assalamu Alaikum dear members with karta hoon aap sab khairiyat se Honge aur Forex Mein acchi kar rahe Honge. Aaj ka Mera Sawal bahut hi important
    hai aapko information aur knowledge provide Karega aaj ka Mera Sawal hai ki 4x trading ke andar aligator indicator pattern in forex trading kiya hota hy. Ap is ko kasy used kr kay ap kasy profit gain kar sakhty hy.

    What is aligator indicator

    afsanwi tajir bil Villiams , jo market ki nafsiat ke ibtidayi almbrdar hain, ne rujhan ki pairwi karne walay alligator isharay ko tayyar kya, jo is bunyaad ki pairwi karta hai ke maliyati mandiyon aur infiradi sikyortiz ka rujhan sirf 15 % se 30 % tak hota hai jab ke side ways ke zariye peesnay ka rujhan baqi 70 % tak hota hai. waqt ka 85٪. Villiams ka khayaal tha ke afraad aur idaray –apne ziyada tar munafe ko mazboot rujhan ke douran jama karte hain .


    Click image for larger version

Name:	download (61).png
Views:	8
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12539224

    Key features

    Villiams alligator indicator aik takneeki tajzia ka aala hai jo hamwar harkat Pazeer ost ka istemaal karta hai. isharay shuru karne ke liye aik saada moving average ( sma ) ke sath hisaab ki gayi hamwar ost ka istemaal karta hai. yeh teen harkat pazeeri ost ka istemaal karta hai, jo paanch, aath, aur 13 adwaar par set hai. teen mutharrak ost mein jabray, daant aur alligator ke hont shaamil hain. isharay tijarti signal bananay ke liye conversion and diversion taluqaat ko laago karta hai, jabray ke sath sab se sust mourr aur ko mazboti krti hy.

    Working of alligator indicator

    alligator indicator teen hamwar harkat Pazeer average ka istemaal karta hai, jo paanch, aath, aur 13 periods par set hotay hain, jo tamam fabiceies numbers hain. ibtidayi hamwar ost ka hisaab aik saada moving average ( sma ) ke sath kya jata hai, jis mein izafi hamwar ost shaamil hotay hain jo isharay ke mourr ko kam karte hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aligator indicators

    Alligator Indicator:-

    alligator indicator aik trending indicator ha jis ko use karke hum is bat ka pata chala sakte hain ke is wakt market ki direction kis taraf ha yeni ke alligators indicators ki help se asani se yeh pata maloom kia ja sakta ha ke market is wakt side way me ha ya trend me ha agr trend me ha tu is ki direction kis taraf ha yeni ke up trend me ha ya down trend me or jub ap ko trend ki direction ka pata chal jata ha tu os wakt trade find karna easy ho jata hea aur agr alligators indicators ko momentum indicators ke sath use kia jaye tu ap ko best result dkhny ko mile ga.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	3
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12403094

    Indication:-

    alligator indicator market ky trend ko show ker raha hota hai agar market kisi aik hi jaga per koi time ky liay stay ker jati hai tou aesy time ko alligator sleeping mode kehty hain jabky market ka trend upward ya downward chal raha ho tou alligator moving smoothly hota hai ky ham same trend ko follow kerty huey trade open ker sakty hain alligator indicator market ky trend ko show kerwa hai ky jab Alligator apni direction change kerta hai tou sath main market ky trend change ki indication hasil hoti ha. alligator apni position change kerta hai tou aesy time per hamain previous open trade ko profit main close ker ky new trend per trade open kerny ky liay ready hona hota hai isterha jab market main trend change hota hai tou hamain new trend ky mutabiq trade open ker ky continue rakhni hoti hai ky hamain market ky both trend main movement sy acha profit hasil ho saky.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	13
Size:	42.1 کلوبائٹ
ID:	12403098

    alligator ky Jaws ko red teeth ko aur green alligator ky lips ko show kr rahe hain dear Agar hum is indicator ko proper tareeky see apni trading Mein follow kren to hum is see ache trading ko possible bana sakty hain kyun KY yeh bhi humein market see relevant ache signals provide Krta ha.
    Indicator koi bhi ho humein is waqat tak us se profit hasil krny ka moqa nahi mil sakta jab tak ky hum us ka sahi istemal krna na seekh Lyn jab hum us ka use seekh jaen ge to hum profit bhi Hasil kr Lyn ge.

    اب آن لائن

    Working...
    X