What Is Swing Trading? Complete Guide

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Swing Trading? Complete Guide
    Introduction


    Swing trading ka maqsad chand dinon se le kar kayi hafton tak mukhtasir se darmiyani muddat ke stock ke munafe ko haasil karna hai. soyng traders takneeki tajzia ka istemaal karte hue tijarat ke mawaqay talaash karte hain .qeemat ke rujhanaat aur namonon ke ilawa, soyng traders bunyadi tajzia istemaal kar satke hain.



    Understanding


    Swing trading mein aam tor par kayi hafton ya mahino tak lambi ya mukhtasir position rakhna shaamil hota hai. yeh aik aam time frame hai ؛ kuch soyng tridz do mah se ziyada chal satke hain. trading session ke douran intehai utaar charhao ki wajah se tijarat mein tabdeeli aa sakti hai, lekin aisa Shaz o nadir hi hota hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is Swing Trading? Complete Guide

    How To Make Swing Trend In Market:-

    Dear forex trading market mai yeh financial market me jab price aik khas position k hisab se move kar rahi hoti hai to ye aik trend kehlati hai, trend mai ya to upward trend hogi ya downward trend aur ya sideways trend ho sakti hai. Trend me candle sticks aik makhsos length k hisab se ja rahi hoti hai. Aur market me ye trend supply aur demand ki waja se banti hai. Lekin agar market me achhank demand ya supply ziada ho jaye to is se market aksar breakout karke aik lambi candle stick banati hai jo k aik khas waqat k leye bohut unchi position pe chali jati hai ki swing movemnt ko dekhty hai to sirf average se andaza lagaty hai k is ky ilawa baqi patterns par koi khas twajah nahin di jati.Sirf market ki swing movemnt ko analyze kar ky hi trading ki jati hai. Is trading mein aapko ek din mein bhi orofit mil skta hai. Lekin yeh profit baqi techniques sy liye jany wly profit se kam hoskta hai.

    How To Take Profit:-


    Forex trading main hamain swing trading ka pata hona chiay kay market main jab ham trading kartay hain.To hamain forex market main swing trading ka pata hona chiay kay forex trading main hamain.Chiay hita hai.Kay swing trading main support or resistance area ko zaroor madenazar rakhna chiay.Apnay insta forex bonus account per aap ko pata hona chiay kay market main jabbhi trading karain.To swing trading per bhi buy support or sell support per stop loss zaroor dain aur forex market main movement ko he humay juge karna hota hay aur jab hum es movement ko samjh jaye gay to hum esmain jo trading kar sakty hay wo bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen tab he humari trading skill enhance hoti hay aur hum kamyab ho paty hay esmain aur forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hai.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	11
Size:	83.4 کلوبائٹ
ID:	12403100


    How To Take Profit:-


    Dear friends Swing trader mai hum market ko ayse follow karty hai k wo humy weekly base par acha profit deti hai jis se hum apni earning karty hain swing trader basically ayse trading karty hain k un ko scalping karny ka bhi moka mil jata hai or wo market ki os sort e hal ko follow kar k apni trading karty hain jis se profit hasil kar skty hain forex main aghr swing trading karni hotiu tu es main break ou strategy ko follow kiya ja ksta hai jis main trades zyda tar break outs par trade lety hain or esi method ko follow kar k apni trading kar skty hain or achi earning kar skty hai. bhotse trading method hai laken swing tarders ayse hoty hain jo apni trading patience level ko strong rakh kar karty hain q k es method main trading hmain profit zara ahista ahista deti hai jis main some time trade main loss bhi show ho rha hota hai jis k bad hum jub trading karty hain tu hmain os main profit tab milta hai jub market hmary hisab se move karny lag jati hai tu swing trading k liye practice ki boht zarort hoti ai jub hum practice karty hain tab he hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar rahy hoty hain demo account best option hai js mai hum har wo method ki practice kar sagty hai.
    Click image for larger version

Name:	major_swing.png
Views:	1
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12403101

    اب آن لائن

    Working...
    X