Forex trading market mein Jab aap different peoples ko observe karte hain to aapko yah idea milta hai ki Forex trading market mein jitne bhi members working kar rahe hote hain vah different sectors ki base per trading activities ko complete kar rahe hote Hain isliye Jab aap market mein different members ki technics aur Strategy ko find out karte Hain to har member ki technic aur strategy totally different hoti hai Koi members price action ki base per trade kar rahe hote hain aur koi member indicators ki base per rate kar rahe hote hain iski kuchh details aapko batana chahta hun.
What is Price Action
Price action trading basically ek aisi trading strategy hoti hai jismein aap indicator ke use ke bagair market mein trading karte hain aur apni decision making totally candlestick ki base per kar rahe hote hain aisi trading ko aap price action serategy ka naam dete Hain.
Feature of Price Action
Jab aap price action Strategy ji ko find out karte hain to aapko iske definitely bahut jyada features available ho rahe hote Hain basically Forex trading market mein price action technique aap use time per utilised kar sakte hain Jab aap market mein jyada se jyada learning complete kar lete hain Jab aap market mein candlestick pattern ki complete information hasil kar lete hain aur inki learning complete kar lete hain to use time per aap Fark trading market mein price action technique se advantages hasil kar sakte hain.
1 : Price Action technique ki base per Jab aap trading karte hain to ismein aapko indicators ko totally ignore karna hota hai aur Market mein available jitni bhi indicators Hain un per depend nahin karna hota.
2 : Price Action technique ki base per Jab aap trading karte Hain to aisi situation mein aapke learning bahut jyada perfect Ho jaati hai kyunki aap market ko regularly watch karte hain aur ismein aapko hamesha jyada se jyada fayda hasil karne ke liye different important analysis ko find out karna hota hai aur ismein aap apni learning ki base per trading kar rahi hoti hain aur apni mistakes ko improve karte Hain.
3 : Jab aap market mein price action Strategy ki base per trading karte Hain to aisi situation mein aap apni mistakes ko aasani se eliminate kar sakte hain kyunki Jab aap Koi mistake karte hain to next time aap use mistake ko repeat nahin karte hain jiski vajah se aap apni mistakes ko minimise karne ki position mein a sakte hain.
Factors in Price Action
Forex trading market mein Jab aap price action technique ko study karte hain to ismein aapko candlestric pattern ki complete information ka idea hona chahie Jab aap candlestric pattern ki complete information hasil kar lete hain to iske sath aapko isase associated different important factors for example support level resistance level aur iske sath aapko market mein available different price zones break out aur isase associated important factors ko base banakar decision making karna hoti hai aur apni learning ko complete karke decision making karna hoti hai.
INDICATORS BASED TRADING
Forex trading market mein Jab aap indicator ki base per trading karte Hain to aisi condition mein aap maximum advantages hasil kar sakte hain ismein aapko apne platform per indicator ko install karna hota hai aur uski guidelines aur information ki base per aapane decision making karna hoti hai market mein available different indicaters se jo aapko different locations per different guidelines provide karte Hain.
Easy way to Trade
Market mein agar aap indicator ki base per trading karte Hain to yah aapke liye ek bahut hi aasan method hota hai kyunki Jab aap regularly basis per indicators ko watch karte rahte hain to usmein aapko time to time guidelines mil rahi hoti hain aur aap aisi situation mein market mein trade Le sakte hain isliye agar aap beginning level per indicator use karte hain to aap aasan trading kar sakte hain.
Conclusion
At the end of my post main aapko yah conclude karna chahta hun ki Jab aap market mein trading karna chahte hain aur aap jyada se jyada profit hasil karna chahte hain aur iske sath aap apne nuksan ko minimise karna chahte hain to aapko hamesha price action ke sath indicator ko bhi use karna chahie aur kabhi bhi indicator per 100% depend nahin karna chahie kyunki agar aap totally indicators per depend karenge to aap successful trading nahin kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим