Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members dear aaj aapke sath mein trading plan ke bare mein apni maloomat share karna chahta hoon dear forex market mein aap dekhte hain ki aap koi bhi trade open karte Hain to uske liye aapko proper planning Karni hoti hai aapko trade kis Tarah se open karni hai apni trade ka take profit kahan lagana hai aapko apni trade ka stop loss kahan lagana hai aapane kitna target set karna hai kaun se time frame ko dekhkar aapane market mein apni trade lagani hai isko ek trading plan aur trading strategy aur is Tarah aap isko trading style ka naam bhi de sakte hain.
TRADING STYLE: dear forex market mein ham dekhte hain ki agar ham kam kar rahe hote hain to iske liye hamen learning karna hoti hai aur apna knowledge hasil karna hota hai ismein ham dekhte hain ki agar ham koi bhi trade open karte Hain to iske साथ-साथ hamen apni ek proper trading planning karna hoti hai aur ek apna trading style banana Hota hai jiski mutabik ham market mein koi bhi trade open karte hain iske liye aap different strategies ka istemal kar sakte hain.
DAY TRADING
SWING TRADING
POSITION TRADING
SCALP TRADING
Dear aapke trading style mein yah different trading strategies use ho sakti hai jinke mutabik aap trade laga sakte hain.
Day Trading: dear forex market mein aap jab day trading karte Hain to iske liye aap dekhte hain ki aap forex market mein kuchh ghanton ke liye ya jyada se jyada aap ek din ke liye market mein trade open karte hain isko aap day strategy ka naam dete Hain aur iska do raniyan kuchh ghanton se ek din ke andar andar tak hote hain aap chhote time prem per Apne technical analysis perform Karke trade lagate Hain.
Swing Trading: dear forex market mein jab aap trading kar rahe hote hain to ismein agar aap swing trading karna chahte hain to iske liye aap dekhte hain ki aapko market mein Apne swings pakdana hote Hain ham dekhte hain ki market waves ki shakal mein upar ja rahi Hoti hai kuchh time ke liye bye position mein hoti hai aur kuchh time ke liye seling position mein a jaati hai isliye aapko market ka showing pakdana hota hai aur use per trade karna hoti hai iska do raniyan aapka ek din se jyada aur ek hafte ke andar andar tak ho sakta hai yah short aur medium per hi trading hoti hai.
Position Trading: dear forex market mein yah trading strategy ek long term trading strategy Hoti hai iske liye ham dekhte hain ki aap ek lambe arse ke liye forex market mein apni trade open karte hain jiska target bahut jyada hota hai aur iske liye aapko bahut jyada vate karna hota hai aur yah aap use waqt karte Hain ki jab aap long term trading kar rahe hote hain kyunki iska kuchh hafton se lekar Salon tak is trade ka dauran ya chalta hai iske liye big time frames ka market mein istemal kiya jata hai aur analysis kiye jaate Hain ismein sentimental analysis use hote Hain.
Scalp Trading: dear forex market mein yah sabse short term trading hoti hai ismein aap dekhte hain ki market mein kuchh waqt ke liye aap apni trade open karte hain lekin uske liye laut size aap increase karte hain aur yah ek risky trading strategy hai jiske jarie aap forex market mein apna jyada profit le sakte hain bahut kam waqt mein lekin ismein loss hone ke chances bhi bahut jyada hote hain yah professional trading kam karte hain aur scalping ke liye aapka experience Hona bahut jaruri hai iske liye short time frame Ka istemal Karke market mein trade ki jaati hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим