What is moving average:
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is moving average:
    Moving average aik technical indicator ha jsko analyst or traders market k trend ki direction ko jan'ny k lye istmal karty hain.Ye kisi bhi trading pair yabphir commodity jesa k Gold ya Silver k financial data ko sum kr k phr number of data py divide kr k average nikalata ha. Esko moving average es lye kaha jata ha k ye market ki movement k sth move krta ha or movement k hisab se average nkalta jata ha.market analysis main ye hamen support or resistance find karny main help karta ha.
    Ye kisi bhi trading pair k price action ko show karta ha or esy lagging indicator kaha jata ha q k ye historical data ko use kr k kam karta ha.

    Click image for larger version

Name:	B8A530CF-77C0-4374-AE10-FBDB921A04DC.jpeg
Views:	7
Size:	68.5 کلوبائٹ
ID:	12537037

    Types of moving average;

    Moving averages ki basically 2 types hain jo k nchy bayan ki gai hai
    Simple moving average;

    Simple moving average 1 technical indicator ha jo k taza tareen values jo k ksi bhi trading pair ki hoti hain unka sum nkal k unhnen total number of values py divide krta ha or phr aik average deta ha.
    Traders simple moving average ko entry or exit point ki pehchan k lye bhi istmal karty hain.laikinh SMA backword looking indicator ha q k ye historical data ko use kr k fiture ki prediction karta ha.
    simple moving average 1 trading pair ki different prices k lye istmal hota ha for example opening price closing price ya phr high and low.

    Exponential moving average;


    Moving averages ki or type exponential moving average ha jo k simple moving average se ziada reliable hai.Exponential moving average recent data points ko ziada weight deta ta k unhen recent prices k lye ziada responsive bana skay.jb k es k muqably main simple moving average tmam prices ko 1 hi weight deta ha.
    es lye ziada traders or analysts exponential moving averages hi use kart hain ye bhi price ki low high or open close py lgaya ja skta hai.


    Or es k ilawa moving average ap apni marzi ki istmal kar skty hain apni marzi k days k mutabiq jesa k most commonly use hony wali moving averages 10,20,50,100,200 hain.


    Baz oqat 50 or 200 moving averages ko ikthy as a technical indicator istmal kia jata ha market ki direction or trend ko janchny k lye.jb in do moving averges ko ikthy istmal kia jay to in main cross bhi hoty hain.

    There are two types of cross:


    Golden Cross;

    Golden cross 1 bullish chart indicator ha.Golden cross us situation ko bolty hain jb 50 moving average 200 moving average ko nechy se opr ki trf cross karta ha market 1 up trend main hoti ha.
    jb golden cross ho jy kisi bhi trading pair main to hamen us pair ki prices main 1 boom dekhny ko milta ha.Es trha hm golden cross mtlb k moving averages ko istmal kr k achi bullish entry dhond sakty hain

    Death cross;

    Death cross 1 bearish chart indicator ha.Death cross us situation ko bolty hain jb market down trend main ho or 50 moving average 200 moving average ko oprr se nechy ki trf cross kary.jb Death cross kisi bhi trading pair main hota ha to hamen us pair ki prices main dump dekhny ko milta ha.es trha hum moving average ko istmal kr k achi bearish entry dhond sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is moving average:

    What is moving average?

    Moving Averages Bohot he Power Full Indicator hai or Iss Ko Almost Sabi Traders apny Chart main Use karty hain Ku kay is Ko Use karny say aap market Main Different Hel Lay Sakty hain or Acha profit gain kar Sakty hain iss Kay liy aap Ko Different Moving Averages Ko Different Period Kay Sath Set karna Hota hai tabi aap Perfect Treeky Say in Ka Use Kar Sakty hain iss Liy aap ko Chaye Kay pely Moving averges Ko Understand Karna Seek Lain Ku kay Moving Averages Ko understand Karny kay Bad He aap Inn Ko Different Types Ke tradinf main iss Ka Use kar Sakty hain or Acha Result hasil kar Sakty hain Aisy main aap Ko Moving Averages ke Strategy Ko use karna Or In Say best Strategy mabe karna lazmi Sekna Chaye.

    Click image for larger version

Name:	1111.png
Views:	4
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12401197


    Types of Moving Average:

    Moving Averages ki types:
    majors moving averages ki Two types hain jin ko traders use kartay hain.
    1) Simple moving averages
    2)Exponential moving averages

    Exponential moving average:

    Exponential Moving Averages Indicator jiss Ko Hum EMA be Khty hain ye aap Ko Fast or Accurate Result Dyti hai Ku kay ye market Kay Sath Move Karti hai orr aap Ko Best Signal Provide karti hai Iss Ko Trader trend Find karny kay liy Be Use karty hain.Exponential Moving Averages Kuch Fast Work karti hain Or Market Ky Move ka Correct Signal Provide karti hain.

    Simple moving average:

    Simple Moving Averages Jiss Ko SMA Be Khety hain Ye EMA Kay Jaisy Fast Work Nhi Karti hai Ku kay ye Simple Moving average Hoti hai or is Ko Use karna Bohot he Easy Hota Work Dono Same He Karti hain.

    Click image for larger version

Name:	44.jpg
Views:	1
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12401198

    Important information of Moving Average:

    Forex trading may haumay behtareen tareekay Kay sath Kam karnay Kaye liye MT4 tarminal trading pay mojood Indicators aur Candal Sticks patterns ko samajhna bohaut zayada lazmi hota hay Kyu Kay inki information ki base pay trading market ki movement aur trends ka mukamal knowledge milta hay jiss ki waja say haum apni trade place Kartay hay aur forex trading may zayada profit hasal kartay hay forex trading may different types Kay Indicator aur tools mojud hotay hay agar unko trading may haum proper watch kartay hay aur proper samjh Kar trading may istamaal kartay hay to haumay zayada kamyaabi hasal hoti hay aur forex trading may behter tarikay say trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna aur phir uss ko expert traders Kay Analysis ki base pay trading may apply karna appki trading quality ko better karti hay aur app training may achi earning hasal kartay hay.

    Click image for larger version

Name:	55555.png
Views:	1
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12401199





    • #3 Collapse

      Re: What is moving average:

      Asalam o Alaikum dear friends,Aj ham jaiza len ge k moving average kia ha aur kese kaam karti hai ye market ke top indexes men se ek hai indicator ko use kar ke ham market ke trend ka pata laga sakte hain aur is ko kahin se download krni ki zaroorat nahi hoti ye -hamari trading platform ke andar hi hota hai ap jante hai isey kese use kia jata hai sab se pahle apna open trading platform karen or us ke bad apko index list pr click karna hai index list by clicking karo uski bad ab niche practice pr click karen i -aur phir moving average per click karen ab ap ko ok pr click on krna hai or es trha ap then my moving chart reference ho ho jayega.HOT AVERAGE KAM KASE KARTI HAI.Dosto moving average indexes of use market ki trend ka pta karne ke has kia jata hai agar market moving average ki uper hai to eska matlab market trend up ka hai or agar market moving average niche hai to trend down trend hai or apne aisey trade nahi lagani is to use krne ke rules hain jese then the market moves upar hai rate to ap ko by pe ankh band kar ke trade nahi lagani ap ko buy ka trend dekhna hoga aise nahi karna ke market ma ke paas ho noma aap trade laga do apko wait karna hoga jab tak koi candlestick ka signal na mile apko aise hi same down trend me karna hai apko market price ma se down ho or revrsal signal mil rha ho tabi apko trade karni hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is moving average:

        Moving Average

        moving average ( ma ) aik bunyadi takneeki tajzia taknik hai jo musalsal up date honay wali ost qeemat ka hisaab laga kar qeemat ke data ko hamwar karti hai. ost ka hisaab waqt ki aik muqarara Tawalat par kya jata hai, jaisay ke 10 din, 20 minute, 30 haftay, ya tajir ki taraf se mutayyan kisi dosray waqt ki muddat. aap ki trading mein moving average istemaal karne ke kayi faiday hain, neez mukhtalif qisam ki moving averages mein se intikhab karna hai .





        Why Use a Moving Average

        qeemat ke chart par, mutharrak ost shore ko kam karne mein madad karti hai. qeemat kis andaaz mein chal rahi hai is ka andaza laganay ke liye, mutharrak ost ki simt dekhen. agar yeh oopar ki taraf jhuka sun-hwa hai to, qeemat barh rahi hai ( ya haal hi mein thi ) ؛ agar yeh neechay par mabni hai, qeemat gir rahi hai ؛ agar yeh aik taraf zavia hai to, qeemat aik had mein honay ka imkaan hai. aik mutharrak ost ko muzahmat ya madad ke tor par bhi istemaal kya ja sakta hai. 50-دن, 100din, ya 200-din ki harkat pazeeri ost, jaisa ke zail ke chart mein dekhaya gaya hai, izafay ke douran support level ke tor par kaam kar sakta hai. qeemat ost se barh jati hai kyunkay yeh farsh ( support ) ke tor par kaam karti hai. aik harkat Pazeer ost neechay ke rujhan mein muzahmat ke tor par kaam kar sakti hai. aik chhat ki terhan, qeemat satah se millti hai aur phir girna shuru ho jati hai. harkat pazeeri ost ka hamesha qeemat se ehtram nahi kya jaye ga. is tak pounchanay se pehlay, qeemat mukhtasir tor par is ke zariye chal sakti hai ya ruk sakti hai aur ulat sakti hai .
        agar qeemat harkat pazeeri ost se oopar hai, to rujhan aam tor par oopar ki taraf hota hai. agar qeemat chalti ost se kam hai to rujhan neechay hai. doosri taraf, harkat Pazeer ost mein mutaghayyar Tawalat ho sakti hai ( zail mein wazahat ki gayi hai ), is terhan aik ma aik oopri rujhan ka ishara day sakta hai jabkay dosra zawaal ki nishandahi kar sakta hai .
        Types of Moving Averages

        chalti ost ka hisaab laganay ke liye kayi tknikin hain. har roz aik nai ost qaim karne ke liye, paanch din ki saada moving average ( sma ) paanch haliya yomiya band honay wali qeematon mein izafah karti hai aur kal ko paanch se taqseem karti hai. har aik ost ko agli se jornay se wahid bahao line banai jati hai .
        Exponential moving average aik aur maqbool qisam ki moving average ( ema ) hai. farmolh ziyada paicheeda hai kyunkay haliya qeematon ko ziyada wazan diya gaya hai. jab 50 din ka sma aur 50 din ka ema aik hi chart par banaya jata hai, to aap note karen ge ke ema qeematon mein honay wali tabdeelion par sma se ziyada taizi se radd amal zahir karta hai, jis ki wajah haliya qeemat ke adaad o shumaar par wazan mein izafah hota hai. Charting software aur trading plate forms, is liye moving average istemaal karne ke liye dasti rayazi ki zaroorat nahi hai .
        aala am ae jaisi koi cheez nahi hai. aik muddat ke liye, aik ema stock ya maliyati market mein behtar karkardagi ka muzahira kar sakta hai, jabkay sma dosray adwaar mein behtar karkardagi ka muzahira kar sakta hai. aik harkat pazeeri ost ke liye istemaal honay walay waqt ka is baat par bhi assar parre ga ke yeh kitna mo-asar hai ( qisam se qata nazar ) .


        اب آن لائن

        Working...
        X