What bullish& bearish kicker candle stick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What bullish& bearish kicker candle stick pattern
    AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya hal hain aapke main umeed karta hn aap khairiyat se honge aaj main aapke sath bullish and bearish kicker pattern per Apne knowledge ko share karna chahta hun friends kicker candles ki pattern current trend ke reversal ko show karta hai yah bullish aur Barish donon Tarah ka hota hai yah bahut kam najar aane Wala pattern hai aur itna real reliable bhi nahin do position candles mein milkar banta hai jo price gap ke sath open Hoti hai normali yah pattern tab banta hai jab market ke moment aik perticular session mein one side Rahe jismein high ya low per close hokar candle Kisi taraf real body mein jaati hai aur koi Shadow Nahin hota

    BULLISH KICKER CANDLESTICK PATTEN

    Yah pattern down trend mein banta hai iske bad trade open karne ke liye hamen next candle confirmation ke taur per dekhni padati hai ismein pahli candle low or bearish Hoti hai jisko Marubozu kahenge uske bad pahli aur dusri candle mein gap Hoga phere dusri candle long aur bullish Hogi donon candles ke wicks Nahin honge aur yah jitni log honge pattern ki utani hi reliability jyada ho gai
    Click image for larger version

Name:	bulish-kicker-pattern.png
Views:	38
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12537000
    BEARISH KICKER CANDLE STICK PATTERN

    Ye bullish pattern opposite hote hain aur uptrend mein banta hai ismein bhi confirmation candle ke jarurat Hoti hai pahli candle long bullish hoti hai aur phere pahli aur second candle ke darmiyan gap down hota hai uske bad dusri candle long bearish murbozu Hogi is pattern ki candles ke lambai per depend karti hai Lekin is signal se trader apni trade open aur exit Nahin Karni chahie yah sirf ek possible pending reversal ka signal ho Sakta hai iski information ke liye next candle ki shapes per depend karna padta hai

    Click image for larger version

Name:	c9a921c2afeb3d6945fb88404e6a583c.png
Views:	10
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12537001
    HOW TO IDTENTIFY THIS PATTERN IN TRADING CHART



    Market mein ek maujuda pattern trend ki taraf se kuchh khususiyat hai pahle din ek safed maruson ka mushada kya jata hai FIR Ham dusre din ek black marbuzu ko dekhte hain dusre din jisim to ki Fark se kam kholata ha

    Click image for larger version

Name:	kicker-signals-sample.jpg
Views:	1
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12537002
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What bullish&amp; bearish kicker candle stick pattern

    Introduction:-

    forex trading market m different candlestick pattern m apko ye situation clear krdy to apko hmesha market k different factors ko completely study krna hota hai. forex trading market mai different candlestick pattern app ko yeh situation clear krdy to apko hamesha market k different factors ko completely study krna hota hai forex trading main long time earning kar skte hain jaab tak trend ko follow kare gy ek trend he ek traders ko kamyab traders bana dete hain bullish trend and bearish trend ko find karna must hota hain analysis karna must hota hain qk jaab tak trend ko findout nhe kia jata hain tu kamyabi b nhe mil skti hai.


    Bearish Kicker Candelstick:-

    Dear member Bearish kicker candelstick pattern mai pehle candle bearish banti hai or ye opening point sy kafi down ja k closw hoti hai. Second candle bullish banti hai or ye market ma gap up k sath open hoti hai or market ko mazeed bull ma ley kar jany ma kamyab ho jati hai. So market ka trend change ho jata hai.bearish kickkar candle stuck patteren market / sarmaya karon ke jazbaat mein barray pemanay par tabdeeli ka ishara hai aur bunyadi tor par achanak heran kin khabron par mabni hai .

    Click image for larger version

Name:	c9a921c2afeb3d6945fb88404e6a583c.png
Views:	10
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12401170


    Bullish Kicker Candlestick:-


    Dear friends Bullish kicker candlestick mai phali candlestick batii ka siyah ya bearish candle stick hona zaroori hai dosri mom batii ( jo ke safaid ya taiz hai ) ko pehli mom batii ke band honay se oopar khilna chahiye jo aik khalaa banati hai teesra doosri mom batii ki tashkeel ke douran qeemat ki harkat kabhi nahi honi chahiye.is mai pehli aur doosri mom batii ke darmiyan peda honay walay khalaa mein gireen jaisa ke aap ne andaza lagaya hoga ke is ka matlab yeh hai ke doosri candle stuck par Shaz o nadir hi koi neechay ki trf hoti hai blush kukkar candle stuck patteren ko ahem kami ke baad ban'nay ki zaroorat nahi hoti lekin yeh aksar aisa hota hai jab aisa hota hai ke ravayye mein achanak tabdeeli game tabdeel karne wali khabron ki wajah se hoti hai .
    Click image for larger version

Name:	example-kicker-1.png
Views:	14
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12401169

    اب آن لائن

    Working...
    X