Details of Bullish Squeeze Alert Pattern in Forex Trading..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Bullish Squeeze Alert Pattern in Forex Trading..
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe Umeed hai kya aap sab theek Honge aur faraks Market Mein best war kar rahe Honge dear jab aap is market Mein Apni working karna chahte hain to aapko Hamesha hard work ke sath kam karna hota hai aur Mani management and Rose regulation ko follow karke kam karna hota hai jo members acchi strategies ke sath Aurat is scalping Karke trading karte hain vah Hamesha successful Ho Jaate Hain isliye aapko Hamesha Koshish Karna Hogi kya aap ismein Jyada Se Jyada acche experience ke sath kam Karen aur Market ko acche tarike se Samajh Kar trading Karen Taki aapko is market Mein Achcha result mile main aaj aapko bahut hi important information dene ja rahi hun jo aapki trading ko successful banaa sakti hai mera topic Hai bullish squeeze alert pattern kya hai Ham is per Kaise kam kar sakte hain...

    What is Bullish Squeeze Alert Candlesticks Pattren:

    Dear member forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein price chart per Kabhi Ek trend Hamesha ke liye barkrar Nahin rahata Hai yah Trends Aakash mein bahut fast ke sath moment karte hain but Jab Bhi Inka Ekta Mata Hai To candles ki formation Mein changing Aati Hai bullish Sab Koi ji alert cantastic pattern be Is Tarah Se Banta Hai Ki price ke bottom per yah Veeresh Trend ke bad teen Sambhal real body wali candles ISI Banti Hain Ki Har Agali candle last candles ke real body Mein close Hoti Hai any pattern ki first candle Ek long real body wali Veeresh scandal Hoti Hai Uske bad Ek Saman Veeresh scandal Banti Hai Jab Ke pattern ki last candles sabse Chhoti dusri candles ke real body mein open aur close hoti hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-15T110919.029.jpeg
Views:	3
Size:	22.2 کلوبائٹ
ID:	12536969

    Identification of Bullish Squeeze Alert Pattern:

    Dear member forex market Mein bullish Squeeze Alert Pattern teen Veeresh candles ka ek Majboor Hai jismein Har agale Din Ki candles Pichhle Din Ki candles ke real body ke andar open bhi hoti hai aur close bhi Hoti Hai pattern Veeresh trend Mein banta hai jismein candles ki formation aapko mil rahi hoti hain..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-15T110905.360.png
Views:	4
Size:	34.6 کلوبائٹ
ID:	12536970

    Bullish Squeeze Alert Pattern keep first candle Lake long real body wali scandal hoti hai jo ki market Mein stand ki taslsul aur uski strongest ki Nishan Dahi Karti Hai yah candle color Mein Viresh friend ke mutabik black ya red hoti hai pattern ki second candle beef first candle Ki Tarah Ek Baarish candle Hoti Hai Jiska color sem first candles Ki Tarah black ya red Hota Hai Kyunki yah police bhi ho sakti hai yah candle first candles ke real body ke andar open aur close hoti hai...

    Trading With Bullish Squeeze Alert Pattern:

    Dear member for exchading Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein Bullish Squeeze Alert Pattern per trading ke liye important hai Kijiye area price ke top ya Bole stand ka ho pattern Ki Sabse Badi Hasya yah hai ki ismein Shamil Sare candles Veeresh Hain but Iske bavjud bhi yah Bole stand reversal pattern ki haisiyat Rakhta Hai pattern per trading se pahle confirmation Ka Hona important hai jo ki third candles ke bad Ek real body wali police candle honi chahie Bole scandals ke bad market Mein entry ki Ja sakti hai Bulleh Jaati Hai Is vajah Se Bole is confirmation candles ke bad market mein buy ki entry Karen..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-15T110853.900.jpeg
Views:	4
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12536971

    Bullish Squeeze Alert Pattern market Mein seller skate trading Mein Masjid Adam dilchaspi aur buyers ke market Mein control Karta Hai yah pattern price ke bottom ya be restraint Mein banne ki vajah Se Bole strand reversal pattern ka work Karta Hai pattern 3 candles per mustamel hota hai jismein pattern ki teenon candles beeresh hoti hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of Bullish Squeeze Alert Pattern in Forex Trading..

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Squeeze Alert Pattern


    Bullish squeeze alert pattern teen candles par mushtamil aik unique pattern hai, jo bearish trend main ya low prices area bullish trend reversal ka sabab banta hai. Pattern ki khas baat ye hai k iss main shamil pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka baad do small real body wali candles hoti hai, jo k kisi bhi pattern yanni color ki ho sakti hai, ye candles dono color main combine bhi ho sakti hai. Lekin ye dono candles pehli candle ki real body main open aur close hote hen, jiss katarah k bearish harami ya homing pigeon pattern main hota hai. Pattern ki last candle sab se small real body wali hoti hai, jo k dosri candle ki real body main banti hai.



    Candles Formation


    Bullish squeeze alert pattern main shamil candles ki body tarteeb k hisab se kam hoti rehti hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad banni wali small candles uss k real body main bante hen, jiss ki tafseel darjazzel hai;



    1. First Candle: Bullish squeeze alert pattern bearish trend main vanne ki waja se pattern ki pehli candle bhi bearish hoti hai. Ye candle aik long real body wali candle hoti hai, jo k bearish trend ki mazboti ki akasi karti hai. Ye candle volor main black ya red banti hai.

    2. Second Candle: Bullish squeeze alert pattern ki dosri candle pehli candle se small real body wali candle hoti hai, jiss ka open aur close pehli candle k real body k andar hota hai. Ye candle zarori nahi k kisi khas pattern ki ho yani ye bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai.

    3. Third Candle: Bullish squeeze alert pattern ki teesri aur akhari candle sab se small candle hoti hai, jo k dosri candle k real body main banti hai. Ye candle bhi dosri candle ki tarah kisi bhi pattern ki ho sakti hai, jiss k leye bullish ya bearish ka hona zarori nahi hai.

    Explanation

    Bullish squeeze alert pattern low prices area main buyers k market main take over karne ka aik zarya banta hai. Pattern main teen candles aik aise tarteeb se bante hen, jiss main dosri candle pehli candle ki real body main banti hai, jab k teesri candle dosri candle ki real body main banti hai. Pattern ki pehli do candles aik bullish homing pigeon ya bullish harami pattern banate hen, jab k akahari do candles bhi same issi tarah ka behaviour rakhti hai, iss waja se agar iss pattern ko double bullish harami, ya double homing pigeon pattern kehna bhi darust hai. Ye pattern bearish trend ki kamzori ka bahis banti hai, jiss k baad prices bullish trend reversal main badal jate hen.



    Trading

    Bullish squeeze alert pattern bearish trend main kamzori ka zarya ban kar prices bullish trend reversal main badal deta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik strong aur real body wali bearish candle hoti hai, lekin baad wali candles aik to small real body main banti hai, dosri unn ki hasseyat bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai. Bearish trend ki ye kamzori buyers k leye market main entry ka moqa deti hai. Market main entry karne se pehle trend confirmation candle ka hona zarori hai, jo k aik real body wali bullish candle honi chaheye. Technical indicators par bhi prices oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se lowest point jo k pehli candle ka lower ya close price banata hai, se two pips below set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X