forex trading with bullish hammer candle stick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading with bullish hammer candle stick pattern
    what is bullish hammer candle stick pattern



    bullish hammer candle stick pattern aik single candle stick pattern hota hey jo keh frex market mein price kay chart par pai jate hey jo keh forex market mein bullish reversal janay ko indicate karte hey yeh dosray candle stick kay mokabellay mein different hota hey aik single candle stick jo keh kame kay trend mein indicate ho jate hey
    forex market mein hammer kay nechay kay candle stick es bat ko indicate karte hey keh jo keh forex market ke candle stick open close high or low level ko indicate karte hey hammer bananay kay ley currency pair kay ley price ko wazah kea price ko wazah tor par sell kea jata hey tahum es low kay bad prices mein wazah tor par ezafa hota hey jes ke wajah say prices aik chote body rakhte hein or es ke starting price tak price tak pohnch jate hein
    Click image for larger version

Name:	trading-the-bullish-hammer-candle_body_2019_05_07_09_38_06_IG_Trading_Platform_Spread_Betting.png
Views:	14
Size:	2.3 کلوبائٹ
ID:	12536833

    yeh yad rakhna chihay keh bullish hammer candle stick pattern ke lambai kam say kam double wick hona chihay candle stick ya t red ya phir green hona chihay jo keh forex market kay reversal janay par depend karta hey
    zyada tar bullish hammer candle stick pattern hanging man candle stick pattern kay sath oljh jata hey kun keh dono candle stick aik jaice nazar ate hein en dono candle stick kay darmean farq trend saz market mein on ke jagah par fix kea jata hey hanging man candle stick pattern mein aik small body hote hey laken yeh upper trend kay end mein hanging hove hote hey hammer ke body small hote hey or sath mein long wick bhe hote hey or yeh serf down trend mein indicate hote hey




    trading with bullish hammer candle stick pattern



    bullish hammer candle stick pattern mokhtalef kesam kay chart or time frame say mell kar banta hey nechay wallay chart mein yeh dekhaya geya hey keh bullish hammer candle stick pattern AUDUSD ke aik mesal dekhai gey hey 20 april say 31 may tak 892 pips ka ger hova hey es down trend ka end bullish hammer ke aik mesal say kea geya hey or es kay bad price nay aaj kay price action mein total 792 pips ka ezafa kea hey
    Click image for larger version

Name:	trading-the-bullish-hammer-candle_body_Bullishhammer.png
Views:	15
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12536836
    chokeh hammer ke strength graph par es ke jagah par depend karte hey aam tor par trader price ko es ke jagah par trader price ko dosray support ko dosray indicator kay sath mell kar estamal karta hey jaisay pivot point Fibonacci retracement jo aik mesale manzar namay mein hota hey hammer kay wick support level mein enter ho jata hey laken body buying kay new jazbay par support kay opar close ho jay ge forex market mein buying kay aik new chance kay sath trader es kay bad support kay nehay banay gay wick kay nechay stop laganay ka entazar karay ga



    bullish hammer candle stick pattern in equity market



    bullish hammer candle stick pattern ke tashreeh tamam financial market mein hote hey tahum stock kay analysis ke confirmation kay tr par mazeed data ke zaroorat hey yeh note karna zaroore hey keh broker aam tor par frex kay sath dosree financial market kay andorone volume kay atar charhao ko dekhatay hein jes ke wajah say volume indicator market kay otar charhao or over all volume kay ley kabel e aitmad nahe hota hey
    nechay deya geya chart PLC ka chart hey jo keh bullish hammer candle stick pattern ko dekhata hey bullish hammer candle stick kay sath mell kar jaisa keh wazah kea geya hey trading volume bad mein nesbatan ezafa ho jata hey big volume ke wajah say yeh es period kay ley edara jate activity par zoor karta hey
    Click image for larger version

Name:	trading-the-bullish-hammer-candle_body_bARCLAYSSHARE.png
Views:	3
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12536837
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading with bullish hammer candle stick pattern

    Hammer Candlestick


    Hammer candle market me sellers k prices ko bottom position me push karne k baad uss waqat banta hai, jab bhi assets par demand me izafa hota hai, aur prices apne position ko barqarrar nahi rakh pati hai, jo k aik bullish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Hammer ki aik long lower tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candlestick hammer banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (295).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12403480

    Candle ki Pehchan k Rules

    1. Hammer candle aik small real body wali candle hai, jo Umbarella k family se taluq rakhti hai.
    2. Candle aik bullish trend reversal ka kaam karti hai, iss waja se qeematon ka pehle se low price area ya bearish trend me hona chaheye.
    3. Candle ki lower side par aik lamba shadow ya saya hota hai.
    4. Candle k upper side par koi shadow nahi hona chaheye, sewaye aik chote se nose wick k.
    5. Candle ka shadow real body se size me dugna ya us se ziada hona chaheye.


    Click image for larger version

Name:	images (6) (179).jpeg
Views:	4
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12403481

    Pattern ki Tafseel


    Hammer candle prices k bottom main ziada supply aur kam demand k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k downward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Hammer candlestick agar prices k bottom main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye bullish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai. Candle k upper side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai, lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jayi hai. Real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi hai, lekin iss candle ki lower prices main hona ziada aham hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (294).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12403482

    Pattern par Trading ka Amal


    Hammer candle aik small real body ki candle k lower side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bullish signal genrate karti hai, jiss par confirmation k baad buy ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka white real body main hona zarori hai, jab k bearish candle banne se ye candle invalid ho jati hai. Indicator aur oscillator par value oversold zone main trade karni chaheye, jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (293).png
Views:	41
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12403479

    اب آن لائن

    Working...
    X