dunya k 5% kaamyab traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    G dekhiye bhai forex me 4% log is liy kamyab hoty h q k un k pas achi knowlege learning or or experianc hota h jis se wo planning kr k heard work krty h news ko dekh kr or market ki position dekh kr trad lgaty h tabi wo kamyab hoty h ye hr insan ka kam nahi h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mqasim6692 پيغام ديکھيے
      Kiya koi bata sakta hay k dunya k 5% kaam yab traders kin tariqo ki wajah say kaamyab hain...... or un ki strategies kiya ho sakty hain
      Mery bhai first off all k duniya main 4%hi log is forum pr win karty hain or jo win karty hain wo experience yafta hoty hain aam log nhi hoty hain wo. un main greed nhi hoti hy
      • #273 Collapse

        a huge number of trader do there trade at forex market,but there number is too low,only less than five % trader got success,those trader operate there trade with good knowledge and skill,they got success as a trader
        • #274 Collapse

          Yar traing aik aise filed hay jahan koi apni success ki stratgies share nahn karta hay kion kay phr to sary sirf wahe follow karen gy yahe waja hay kay aksar traders jo kamyab hotay hain wo apny ideas share nahn karty hain aur yahe un ki kamyabi ka raz bi hota hay
          • #275 Collapse

            main to is bat sy itfaq na krta hon keh sirf 5% hi kamayab trader hain blekh hr koi apni trading achi kr skta ha sirf main to yhi khon ga keh 5% hi loser hon gy baqi sb is sy earning apni achi hasil kr kay trading main success laty hain
            • #276 Collapse

              forex trading main kamyab honay walay traders ke percentage ziada hai forex trading main ak kamyab trader haemsh trading main earning kay sath learning ko bhe prefer kartay hain wo trading main hamesha achay knowledge kay sath strong planing kartay hain aur wo practice kar kay apany skills ko improve kartay hain tab ja kay wo successful hotay hain trading main
              • #277 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: cancer پيغام ديکھيے
                mere khayal se dunia me jo bhi traders kamyaab hain wo apni mehnat or lagan ki waja se hain agar wo trading me serious ho kar work kareingy to wo kamyaab houngy warna unhein loss he hoga
                salam! mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai is wesite pe new hun is lye mai is k bare mai ziada hi jata mai to bs is pe posting kar ta hun baqi kam mera dost kar ta he ap logo ka shukria forex k bare mai itni malmat dene ka
                • #278 Collapse

                  Just woh trader forex pay successful rehta hai jo kbhi lalch nahi krta .or learn krta rehta hai or jo trader apni hi galtio'n say seekhta hai wo kbhi bhi apni galtio'n ko duhrata nahi hai .
                  • #279 Collapse

                    mara kayal ka mutabik to wo present or fresh mind sa kam karta hn ga or wo is kam ko impotance bhi data hn ga aur dil laga ka karta hn ga..
                    • #280 Collapse

                      yes dear i agree with you totally forex trading main ya woh successfull traders hain jin ko forex main complet knowledge expriance or ya traders good strategy kai sath trading karte hain
                      • #281 Collapse

                        very nice thread i like it and appreciated this type of threads which increase our knowledge and i am new here at forum an di seek many things from this forum like this threads but as concern of answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely. but i know that this forum is very best
                        • #282 Collapse

                          trader forex pay successful rehta hai jo kbhi lalch nahi krta .or learn krta rehta hai or jo trader apni hi galtio'n say seekhta hai wo kbhi bhi apni galtio'n ko duhrata nahi hai .
                          • #283 Collapse

                            ji haan dunya ma bhut hi kaam trader kamyab han kun ka un ko is ma trading ka lia bhut kuch mil jata ha aur woo log is ma profit lata han wo log isi waja sa profit bhi lata han kun ka woo loog manat karta han bhut hi zyada
                            • #284 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: 5081012 پيغام ديکھيے
                              janab is bare main mujhe abhi nahin pata main khud abhi forex ke bare main knowledge or experince gain kar raha hoon abhi maine trading start nahin ki hai.
                              jo b trader aj successful hian us ki waja un k pas knowledge hai ager ham apne knowledge main boht ziada izafa kare to hamari strategy aisi hogi k hame loss nahi hoga aur profit hi profit mile ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                G han broap ne achi baat ki ha ma ap ko baat ho k ye wp log hain jo k pore experince ki waja se un ko ek acha trader bany hain un ko bhout ziyda experince ha or practice b ha thanks

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X