AOAINTRODUCTION
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap khairiyat se honge aaj main aapke sath Apne knowledge share karna chahta hun jiska topic hai three black crow candlestick pattern isko Ham trading chart mein kaise identify kar sakte hain aur is pattern per Ham kis Tarah Apne trade open kar sakte hain yah tamam baten main aapko share karna chahta hun Taki tamam members traders Ko fayda ho aur knowledge mein improvement ho
THREE BLACK CROW CANDLESTICK PATTERN
Three black crow candle stick pattern price ke top per bullish trend mein use waqt banta hai jab sellers market mein aahista aahista dilchaspi Lena Shuru karte hain yah pattern teen bearish candles per mushtamil ek bearish trend reversal pattern hai jiski pahli candle ek long real body wale bearish candle Hoti hai yah candle body wali Hoti hai jiska upar aur lower side per Shadow ya Vicks Nahin Hoti Hain jiski real body bhi same pahli candle ki Tarah long Hoti hai jabki yah bhi bagair Shadow ya vruksh ke candle Hoti hai pattern ki last candle bhi dusri candle ki Tarah Hoti hai three black crow candles pattern price ke bottom mein banne wale 3 white soldier pattern ka opposite hota hai
CANDLE FORMATION
Three black crow candles pattern teen bearish candles per mustmeel hota hai jiski formation bhi descend black candles pattern se milta julta hai Lekin ismein shamil candles mein shadow. Nahin hote pattern mein shamil candles ki formation niche brief ki jaati hai
First candle
Three black crow candlestick pattern ki pahli candles ek long real bodywali bearish candle Hoti hai yah candle zada tar bagair wicks ya Shadow ke hoti hai jo ke black ya red color mein hoti hain pattern price ke pahle se Rahe downtrend ki taraf ishara karta hai
Second candle
3 black crow candles pattern ki dusri candle bhi bearish candle hoti hai jo ki pahli candle ke bottom per banti hai dusri candle bhi zada tar bagair Shadow ke Hoti hai yah candle price ko pahli candle ki Tarah tazi se bearish push karti hai
Third candle
3 black crow candles stick pattern ki teesri candle be same pehli aur dusri candle ki Tarah Barish candle hoti hai teesri candle bhi bagair Shadow ke hoti hai jo ki market mein sellers ki tavajja hasil karti hai
EXPLANATION
Three black cross candlestick pattern price ke bullish ya top trend ko bestish trend reversal me change ka kam karta hai yah pattern descend black pattern ki Tarah 3 bearish candles per mustamil pettern hota hai Lekin uske bad ek bearish and reversal ka kam karta hai three black candle second pattern ki pahli candle ek long real body wali Barish candle hoti hai jo ki jyadatar bagair Shadow ke yah Ssme bearish ke sath Hoti hai yah candle price mein bearish trend ki strong hai dusri aur teesri candles arm size mein same hote Hain Jo ki pahli candle se Badi ho sakti hai ho jata ha
TRADING
3 black crow ki vajah se hamen market mein yah pata chal jata hai ki ab down trend shuru ho chuka hai aur ab Ham sell ki entry open kar sakte hain aur market mein hamare Liye Kafi opportunity hai kyunki iske matlab hai ki aap market mein Kafi sell pressure hai aur iski vajah se market area of interest ki taraf jaane wali hai candle pattern reversal simple hai jo ke bearish candle ko identify ke liye use hota hai jab bhi market place mein ya Western Ban jaaye to yah trend reversal ki taraf ishara kar raha hota hai traders ko friend se before fayda uthane ke liye jaruri hai ki agali candle ka v Jo ke trend ki information ke liye jaruri hai three black croc candle pattern ke candle ki rral body trend ki strong hone ka ilm ho jata hai agar candle real body mein se jyada hai To yah trend ki majbuti ka ek strong signal de rahi hoti hai aur ham market place mein sell karne ke liye apni trade ko open karne ke liye taiyar hote Hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим