- Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Forex trading is profitable business hai lekin is mein kamyabi hasil karna itna aasan Nahin hota hai kyunki trading karna kafi mushkil hote hain aur jab koi new trader is business ko join karta hai to use kafi kuchh sikhana padta hai agar vah is business ke bare mein sakta Nahin Hai to use kamyabi nahin milati hai isliye is business ko join karne se pahle is business ko sikhana chahie aur jab ham is ke metallic acche tarike se knowledge hasil kar lete hain to tab hi hamen is ko Jain karna chahie otherwise ham is business mein kamyab Nahin ho sakte hain aur hamara is business mein nuksan ho jata hai isliye is business ko pahle sikhana bahut jaruri hai tab hi hamen kamyabi mil sakti hai agar ham Sikh kar is business ko join Nahin karte Hain to fir hamen kamyabi Kabhi Nahin milati Hai aur hamara is business mein nuksan ho jata hai.
Money management in forex trading:
Forex trading me money management karna bahut hi jaruri hota hai kyunki agar hamari money management Na ho to fir hamen kamyabi Nahin mil sakti hai money management ke liye pahle ham Apne capital ko dekhte hain aur jitna hamara account balance hota hai usi hisab se hamen money management karni padati hai agar hamara capital bag hota Hai to fir ham Apne account mein bag trading karte hain aur agar hamara account balance kam hota Hai to fir ham Apne account balance ko dekhte hue market mein trading karte hain money management karna bahut jaruri hai kyunki money management ke alava hamen kamyabi Kabhi Nahin mil sakti hai isliye hamen money management jarur Karni chahie kyunki main management se hi kamyabi Hai.
Risk management in Forex trading:
Money management ki Tarah market mein risk management karna bhi bahut jaruri hota Hai jab hamara risk management behtar hoga to tab hi hamen trading acchi milegi aur agar market mein hamara risk management achcha Nahin hoga to fir hamari trading Kabhi profitable Nahin ho sakti hai kyunki hamen market mein kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie aur hamen market mein hamesha hi rules ke sath kam karna chahie aur jitna hamara account balance hota hai utna hi hamen risk Lena chahie agar ham over risk lekar kam karenge to fir hamara nuksan ho jaega aur market mein hamen profit bhi nahin milega isliye market mein bahut jyada risk Nahin Lena chahie aur utna hi risk Lena chahie ki hamara account bhi safe rahe aur hamen market se profit bhi milta rahe.
Risk Management and money management Psychology:
Risk management and money management ke liye ye hamen ek physiology ke sath kam karna padta hai kyunki hamen pahle risk management and money management ki planning karni padati hai aur tab hi ham market mein acche tarike se risk management aur money management ko follow kar sakte hain agar ham market mein risk management aur money management ki acchi planning Nahin karte Hain to fir bhi hamen kamyabi nahin milati hai isliye market mein hamen risk management aur money management ke liye acchi planning Karni chahie jab hamari planning acchi hogi to fir hamari kamyabi jarur hogi aur agar hamari planning acchi Nahin hogi to fir kamyabi Nahin ho sakti hai isiliye hamen apni planning ko behtar karna chahie.
The role of money management and risk management:
Money management and risk management ka hamari trading mein bahut bada roll hota hai agar ham apni trading mein money management or risk management Nahin karte Hain to fir ham kamyab Nahin ho sakte hain kyunki jab ham overtrading karte Hain to ham Kabhi kamyab Nahin hote agar ham overtrading karte hue market se profit utha bhi Lete Hain to fir bad mein ham apna profit bhi waste kar dete hain aur hamare capital bhi waste ho jata hai isliye hamen chahie ki ham kabhi bhi overtrading se kam na Karen aur hamen hamesha hi market mein money management or risk to reward ke sath kam karna chahie tab hi hamen kamyabi ho sakti hai hamari trading mein money management or risk reward ka bahut bada roll hota hai isliye Kabhi is ko ignore nahin karna chahie.
Principals of money management and risk management:
Money management and risk management ke liye kuchh rules or regulations hoti hai aur hamen inko follow karna bahut jaruri hota Hai jab tak ham money management or risk management ke liye rules and regulations ko follow Nahin karte Hain to tab hamen kamyabi Nahin mil sakti hai isliye hamen chahie ke ham money management aur risk management ke in rules ko jarur follow Karen taki market mein hamen kamyabi aasani ke sath mil jaaye Varna kamyabi aasani ke sath Nahin mil sakti hai aur ham apna market mein nuksan karte Hain.
Importance of money management and risk management:
Jo trader market mein money management or risk management ki importance ko Nahin samajhte Hain vah Kabhi profitable trading nahin kar sakte hain kyunki market mein jab bhi koi new trater Forex trading co join karta hai to sabse pahle use money management or risk management ko sikhana chahie agar money management or risk management acchi hogi to market mein kamyabi aasani se milegi aur agar market mein risk management aur money management acchi Nahin hogi to fir market mein kamyabi bhi aasani ke sath Nahin mil paati hai isliye hamen jaruri hai ki market mein apni risk management aur money management ko behtar banaye taki ham future mein market se achcha profit le saken.
Thanks
Thread Ka Jawab Dain.