What is morning Star candlestick?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is morning Star candlestick?
    Morning star candlestick

    morning star aik taiz three candle stick patteren hai jo mumkina neechay ki nishandahi karta hai. yeh neechay ke rujhan mein kamzoree se khabardaar karta hai jo mumkina tor par rujhan ko tabdeel karne ka baais ban sakta hai. subah ka sitara teen mom btyon par mushtamil hota hai jis mein darmiyani shama aik sitara banti hai. blush reversal patteren mandarja zail teen mom btyon par mushtamil hai : aik lambi jism wali siyah mom batii jo mojooda kami ke rujhan ko barha rahi hai. aik choti darmiyani mom batii jo khuli jagah par gir gayi thi. aik lambay jism wali safaid mom batii jo khuli hui aur pehli mom batii ke jism ke wast point ke oopar band hoti hai. sitara aik taizi ( khaali ) ya bearish ( bhari hui ) candle ho sakta hai .

    Click image for larger version

Name:	morning-star.png
Views:	2
Size:	996 بائٹ
ID:	12536570

    Recognition critaria

    morning star ki shanakht karne ke liye darj zail mayarat ko talaash karen : signal anay se pehlay qeemat neechay ke rujhan mein honi chahiye. pehli mom batii ko aik lambi siyah ( ya surkh ) body ke sath neechay ke rujhan ki tasdeeq karni hogi. is se zahir hota hai ke rejho ka stock par mazboot control hai. doosri mom batii ko star candle stuck ( kisi bhi rang ki ) ya doji ke zariye ghair faisla kin haalat ka izhaar karna chahiye. is se zahir hota hai ke talabb aur rasad barabar hain, aur reechh aur bail control ke liye lar rahay hain. teesri mom batii ki numaindagi safaid ( ya sabz ) candle se honi chahiye jo pehlay din ki kaali ( ya surkh ) mom batii se kam az kam adhay rastay par band ho jaye. yeh aakhri mom batii is baat ki tasdeeq karti hai ke ulat palat aaye ga .


    Meaning:-

    morning star candle stuck patteren evening star ke bar aks hai, jo aik sab se oopar ulatnay wala signal hai jo zahir karta hai ke kharab cheeze ufaq par hain. pehli mom batii se pata chalta hai ke neechay ka rujhan ho raha tha aur reechh control mein thay. taham, aik tig of waar aur be yakeeni ke daur ke baad, belon ne kamyabi se qabza kar liya. aap stock ki qeematon mein izafay ki tawaqqa kar satke hain. fatah ki is kahani ke baray mein mazeed maloomat haasil karne ke liye, morning star ki mom batii ki khususiyaat par tawajah den. darj zail alamaat ko talaash karen : mom batian jitni lambi hon gi, Reversal force itni hi ziyada hogi. agar pehli aur doosri mom btyon ke darmiyan faasla hai ( tashweesh ke mazboot ehsas ko pahunchana ), to ulat jane ke imkanaat barh jatay hain. agar star candle ke dono taraf khalaa hai to palatnay ka imkaan aur bhi ziyada hai. pehlay din ki siyah ( ya surkh ) mom batii ke silsilay mein teesri mom batii ki safaid ( ya sabz ) candle jitni onche hogi, ulatnay ki taaqat itni hi ziyada hogi. Wasnoshi mein is had tak izafah hota hai jis had tak teesri candle stuck ka asli body pehli candle stuck ke asli jism ko sidha hai, khaas tor par agar teesri shama daan ka oopri saya kam ya koi nah ho. agar volume data dastyab hai to, agar pehli mom batii par volume ost se kam hai aur teesri candle stick par volume ost se ziyada hai to aitbaar bhi barh jata hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is morning Star candlestick?

    What is morning Star candlestick?

    Morning start pattern forex market main trading ky liay acha chance provide kerta hai ky jab market continuously downtrend main movement ker rehi ho tou aesy main jab market apni support per ponch ker aik aesi candle complete kery jin ki body small ho lekin dono taraf ko equal wick Ho tou usky complete hony ky bahd market reverse direction main mean uptrend main movement kerna shoru ker deti hai isliay jab bhi market ki downtrend main movement per morning start pattern ban chuka Ho tou aesy time per ham trade open ker ky market ki resistance tak take profit set ker lain tou hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai aesa chance kabhi kabhi milta hai lekin jab bhi market main aesa pattern creat ho chuka ho tou hamain buy main achi lot use kerty huey trade open ker leny per bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai tou hamain aesy pattern ka knowledge bhi hona chahiay aur is per hony wali market ki movement ka bhi pata hona chahiay ky ham is achy chance ky faida utha sakain.

    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	1
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12400604


    Morning star candlestick and its pattern

    Morning star pattern:
    MorningStar bullish changing ka aik pattern hay jo k three candles pay mushtamil hota hay. Pehli red color main big candle stick aor dosri small body wali candle(Star) kay darmian gap hota hay tesri(3rd) big body pehli candlestick ki body kay andar move karti hay. Aik Morningstar main dosri body say pehlay aor baad main gap hota hay yahi MorningStar Pattern hay.

    Flexibility in morning star pattern:
    Star pattern main two gap hotay hain. Pehla pehli candlestick aor star kay darmian aor dosra star and 3rd candle kay darmian. Traders ko dosray gap say careful rehna chahiay yehni es gap kay doran trade open nahi karni chahiay kun k es main trade open karna kafi risky hota hay kun k os time trend change honay wala hota hay. Agar tesri candle ki closing praice pehli candle ki body main ho to aik strong movement ko follow kia ja sakta hay khas kar jab tesray din ziada trading volume bana ho. Baz dafa tesray din ki closing price pehli candlestick kay center say aagay badh jati hay.

    Pattern style:
    MorningStar pattern hammer ya paper umbrella ki soorat main ban sakta hay aor yeh pattern ki bullish soorat-e-hal ko sabit karta hay es kay bad jab trend change ho jata hay to trader easily apni trade open kar sakta hay aor kamyab trading kar kay achi earning kar sakta hay.
    Trader ko hamaisha apni learning complete kar kay hi trading start karni chahiay aor jitna ho sakay utna hi ziada say ziada knowledge bhi hasil karna chahiay kun k agar knowledge ho ga to tab hi charts and indicators ko understand kia ja sakay ga warna kuch samajh nahi aay ga aor na hi thek taran say koi order open ho ga. MT4 ko samajhna aik successful trade kay liay har soorat zarori hay kun k charts and indicators MT4 main hi use ho rahay hotay hain. Baqi jis taran oper bian kia gia hay bil kul thek hay main nay to mazeed es baray main kuch knowledge share karnay ki koshish ki hay.

    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	2
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12400605


    Main points of morning star pattern and its importance

    MorningStar :
    Ya pattern just Support level per hi sirf banta hai. Jab markit main strong down trend chal rha hota hai usk bad agr aik choti see candlestick banti hai jski body choti see hoti hai or uski wick donon turf per hoti hai isko ap morningstar pattern keh sakhty hain.

    Reversal Trend:
    Jab ya pattern ban jata hai tu ap ki samjh mai a jana cheye kay ab market main reversal trend hony ja rha hai. Is liye carefully candlestick ko focus krna bahut important hai.

    Colure of Candlestick :
    Dear is candlestick ko properly samjny kay liye apko pata hona cheye ka is candlestick ka kei bbi colure ho sakhta hai.

    Entry in Market :
    Is patterns ka banny kay bad apko confirmation candlestick is bat ka indication deti hai kay ab ap market main entry la sakhty hain.

    TP and SL :
    Jab ap is patterns kay bad market main entry laty hain tu apko stop-loss hamesha support levels sa neechy rakhna hota hai or Take profit phaly wali resistance per set krna cheye. Ya limit apply krna apki account ki safety kay liye bahut important hoti hain.

    Importance of MorningStar Patterns :
    Dear market Mein different patterns Hamare liye bahut jyada useful hote hain aur Hamari trading co profitable Banane mein bahut hi important role play karte hain isliye aapko market Mein jitni bhi patterns Hain unko samajhne ke liye koshish Karni chahie Is Tarah morningstar pattern ke Hawale se aapko information share ki hai aap ki complete learning Hasil Karke apni trading co profitable Banane mein bahut jyada help answer kar sakte hain. Tu ap ka kam hai kay ap es mai usi hisab say kam karain jis hisab say ap ka pattren ap ko support karta hai ya market mai kuch aisa hota hai jis ki waja say ap es mai kam kar rhain aur ap ka kam kafi acha ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	29
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12400606

    اب آن لائن

    Working...
    X