Matching High Pattern Kia Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Matching High Pattern Kia Hai?
    Matching high aik do candlestick pattern hai jo bullish trend ke ekhtataam par dekha jata hai. Is qisam ka patteren rujhan ke ulat jane ki nishandahi karta hai aur is ke baad mandi ki really dekhi jati hai. chunkay aik misbet rujhan hai, is liye pehlay din aik lambi sabz mom batii banti hai jo mazeed taizi ki nishandahi karti hai. kuch bail jo kaafi der tak really mein thay ne mehsoos kya ke qeemat ab aik premium par trade kar rahi hai aur unhon ne apni lambi chorrie kholna shuru kar di. jis ki wajah se dosray din waqfa kam hogaya. taham, chunkay market mein taizi hai, is liye qeemat barhi aur guzashta roz ki buland tareen satah par band hui. taajiron ne doosri mom batii ke band honay ko dekha jo pichli oonchai ko uboor nahi kar sakti thi, jo muzahmat ki nishandahi karti hai. kuch aur belon ne apni lambi lambi chorrie kholi aur reechh bhi manndi mein anay lagye.

    Explanation:-

    matching candlestick pattern
    dear forex trader ye two candlestick pattern hoti hai jo observed krti hai at the end of the bullish rally mein ye pattern ki esi type hai jis mien indicated kya jata hai ye trend reversal aur bearish rally seen thereafter hoti hai is mein two line hoti hai ek line ko resistance line khety haen aur jub ky dosri ko trader psychology khety haen hain agar to ap positive trend mein dekhen to ye long green candle formed ki jati hai on the first day indicating further bullishness mein . is mein few bulls hoty haen jo rally for long time felt krti hai price ko is mien tradeing at the premium aur started initating their long unwinding hoti hai. ye led gap down ho jati hai second dy jub bhe market bullish price rose up krti hai to pher ye closed around the high of the previous day ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (22).png
Views:	31
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12536514

    candlestick pattern ko it candlestick pattern ke upar Ham grade B Cut Hain Ham Yahan Se Match Karti Hai candles ko uski formation ko understanding ke upar Lekar Aate Hain FIR Ham dekhte hain ki jo Hamara trading ka kaun sa app hota hai uske sath Ham Math ka technique and Uske ko Ham dusre pattern ko understand karte hain dekhte hain ke kaun sa Mein candlestick pattern yahan se kam kar raha hai aur kis pattern per Hamen Ek acchi trade open karne ka chance Milega isliye Hamen trading ki activity Mein Khud Ko Achcha karna hai to sabse pahle Humne yah technique ko use karna hai ki kaun sa point Hamen acche se profit De sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Matching High Pattern Kia Hai?

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Matching High Candlestick Pattern


    Matching High Candlestick pattern two days canrles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bullish trend k baad banta hai, ye pattern market main prices k mazzeed bullish na jane aur bearish trend reversal ka signal deta hai. Matching High Candlestick pattern dekhne me same "Tweezers Top Candlestick Pattern" jaisa lagta hai, lekin Tweezers Top pattern main dino candles ka bullish hona zarori nahi hai. Matching High Candlestick pattern k banne ki peche ku psychology kuch iss tarah se hoti hai, k jab bhi prices main pehli candle aik khas bullish point par close ho jati hai aur dosre din ki candle pehle candle k close price ki bajaye nechay se open ho jati hai lekin pehli candle k same top price par close ho jati hai. Yanni dono candles ka close ya high price same hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (26).jpeg
Views:	6
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12429207

    Candles Formation


    Matching High Candlestick pattern main dono din k candles same format ya trend yanni bullish trend ki candles hoti hai. Ye candles same resistance position par close hoti hai, jiss se prices mazzeed bullish nahi jati. Matching High Candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (35).png
Views:	25
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12429208

    1. First Candle: Matching High Candlestick pattern main pehli candle aik strong real body main banti hai, ye candle color main white ya green yanni bullish hoti hai. Pehli bullish candle prices main bullish trend ki mazboti dekhati hai, jo k pattern k banne se pehle prices follow kar rahi hoti hai.

    2. Second Candle: Matching High Candlestick pattern ki second day candle bhi same bullish trend wali hoti hai. Matching High Candlestick pattern aur "Tweezers Top Candlestick Pattern" dono dekhne main same lagte hen, lekin tweezer top pattern main dono candles ka bullish hona ya candles ka close point same honna zarori nahi hai. Ye candle aik munfared iss waja se hai, q k aik to iss candle ka high ya close price same pehli candle jaisa hota hai, jab dosra ye candle pehli candle k close point k bajaye nechay below gap main open hoti hai. Ye candle bhi aik strong real body wali candle hoti hai, jiss ka color white ya green hota hai.

    Explanation

    Matching High Candlestick pattern aik munfared pattern hai, jiss main shamil dono din k candles bullish hone k bawajood bhi ye pattern aik bearish trend reversal ka kaam karta hai. Pattern high price area ya bullish trend main banta hai, jiss ki pehli candle aik strong real body main banne wali bullish candle hoti hai. Dosre din ki candle bhi same bullish hoti hai, lekin ye candle pehli candle k top par ya close point par open honne ki bajaye nechay se open hoti hai, lekin close same pehli candle k close point par hoti hai. Pattern ki pehli aur dosree candle ka high ya close price same hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (37).png
Views:	31
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12429206

    Trading

    Matching High Candlestick pattern prices main double top pattern banati hai, yanni prices do dafa same price ya point se reject ho jati hai. Ye point prices k leye aik strong resistance level ka kaam karta hai, q k pattern ki dono candles bullish trend aur bullish pattern honne ki bawajood same point ko breakout nahi kar pati hai. Ye point iss waja se aik strong resistance ka kaam karta hai.
    Matching High Candlestick pattern par trading karne k leye zarori hai, k prices top area ya bullish trend main hon. Dosra candlestick ki timeframe long term ki honni chaheye, jo kam az kam oneday se ziada ho. Matching high candlestick pattern par Trading se pehel confirmation candle ka honna zarori hai, jo k bearish honna zarori hai. Matching High Candlestick pattern k bad banne wali teesri bearish candle par sell ki entry karen, ye position ziada tez selling position sabi ho sakti hai. Matching High Candlestick pattern par Stop Loss ka lagana zarori hai, q k reversal pattern ziada reliable nahi hotte hen. Stop loss pattern k sab se top position, jo k dono candles ka resistance level banta hai, se aik do pips top position par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (36).png
Views:	24
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12429205

    اب آن لائن

    Working...
    X