Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members, dear hum jab forex market mein kam karte Hain to ismein ham dekhte hain ki hamen ismein bahut hi acche tarike se aur hard work Karke is market mein kam karna hota hai kyunki jab ham market mein mehnat karenge aur ham knowledge hasil Karke kam karenge to is market mein hamen jyada advantage Hoga aur ham is market se jyada profit le sakte hain isliye is market mein Soch samajhkar kam Karen aur mehnat karen to aapko kamyabi jarur milegi.
WHAT IS RELATIVE STRENGTH INDEX INDICATOR: dear forex market mein ham dekhte hain ki agar ham ismein trading karen to ismein hamare pass bahut jyada indicators hote hain jinka ham apni trading techniques mein istemal kar sakte hain relative setranth index indicator ek aisa indicator hai jo ki aapko market mein overbard aur over sold ki situation ko zahar karta hai ismein aap market mein entry points ko find kar sakte hain jab market ka down trend hota hai aur Market down ho rahi hoti hai to aapko market mein indicators over soul level indicate karta hai aur jab market ka ab trend hota hai aur Market ab trend mein movement kar rahi Hoti hai to ismein indicator jab aapko overboard ki situation karte Hain to Uske bad market girne ke chances hote Hain.
LEVEL OF RSI INDICATOR: dear is indicators mein aapke pass major do levels hote hain aur is level mein aap changing bhi kar sakte hain jo ki default ismein level use ho rahe hote hain vah ismein 70 aur ismein 30 ka ek level hota hai jo ki ismein use hote hain ek overbrut aur ek over sold ki position ko jahir karta hai.
Overbought (70)
Oversold (30)
Dear in level par kis Tarah trade karte hain iske bare mein main aapko batata hun aur iske bare mein guideline deta hun.
WHAT IS OVERBOUGHT LEVEL: dear is market mein jab aap kam kar rahe hote hain aur is indicator Ka istemal Kar rahe hote hain to jab bhi market relative sentence indicator ki 70 ke level ko touch karegi to isko aap overbrut kahate Hain ismein aap sel ki trade laga sakte hain aur different candles ke pattern aur chot patterns ko dekhkar aap market mein trade kar sakte hain overbought per hamesha sel ki trade lagai jaati hai.
WHAT IS OVERSOLD LEVEL: dear is indicator mein yah Jo 30 ka level Hota hai isko aap over sold ka level kahate Hain jab market bahut jyada down ho rahi hoti hain to yah indicator aapko 30 ki line ko touch karega aur aapko oversold ki position show karega ismein aap candlestick patterns aur apni entry point ko dekhkar market ki trend ko change hote hue dekh sakte hain aur ismein buy ki trade aap find kar sakte hain yah level over sold ka level Hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим