What is Homing Pigeon Candlestick Pattern In Forex Trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Homing Pigeon Candlestick Pattern In Forex Trading...
    Assalamu Alaikum dear member I hope of sub khairiyat se Honge aur faraks Market Mein Achcha kam kar rahe Honge dear jawab is market Mein kam karte hain to aapko acchi planning ke sath sath apni learning ko bhi complete karna hota hai jo members is market Mein acchi learning ke sath aur acchi experience ke sath kam kar rahe hote hain vah market Mein successful Ho Jaate Hain isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap is market mein jyada Se Jyada hard work Karen aur acche experience aur acche knowledge ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha result mile main aaj aapko bahut hi important information share Karunga jo aapki trading Ho successful banaa sakti hai to Mera topic Hai homing pigeon kya hai Ham is per Kaise kam kar sakte hain...

    What is Homing Pigeon:

    Dear member forex market Mein bullish homing pigeon pattern to candles per mustamel Ek bullish trend reversal pattern where is trend yellow price area Mein paya jata hai yah pattern bear is trend continuation ka bhi work karta hai agar yah pattern market ke price Mein Paya Jaaye to pattern Mein Shamil donon candles black hoti hain jismein first candle Ek Badi real body wali Hoti Hai jabki second candle Ek Saman real body wali Hoti Hai pattern ke Khas Baat yah hai ki ismein second candle first candles ke real body ke bilkul mid Mein banti hai....

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-06-11T230859.759.jpeg
Views:	23
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12536404

    Identificatoin Of Homing Piegon Candlestick Pattern:

    Dear member forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein bullish homing pigeon Ek bulish reversal pattern Hoga Agar yah pattern Lo price area Jabir is Trend ke bad banta hai pattern Agar market ke price and continuation pattern ka work Karega pattern to candles black per mustameez hota hai pattern ki first candle Ek Badi black real body wali Badi candle Hoti Hai pattern ki vajah se second candle Sambhal black real body wali Hoti Hai pattern ki second Sambhal black and first candles ke bilkul mid point mein banti hai..

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-06-11T230906.740.jpeg
Views:	11
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12536405

    Dear member forex market Mein bullehumium pigeon pattern Ek Aisa pattern hai jo ki train reversal ka varg karta hai aur trend contination Ka Bhi Agar yah pattern Lo price area Mein banta hai to yah police train reversal ka war Karta Hai Jab Ke price Ke Darmiyan Mein banne per yah bear stand ke tasalsul ka work Karta Hai huming pigeon pattern Mein Tu Candles black hoti hain jismein Shamil first Black and Ek Badi real body wali hoti hai aur Iske bad banne wali second black candle se ek Sambhal real body wali Hoti Hai second black candle ki open aur close first Black candles ke open aur close se kam hoti hai yani second black and first Black candles ke real body mein open bhi hoti hai aur close bhi ISI Tarah is se second black and uski high aur Lo price bhi first Black candles ke high aur low price se kam hoti hai...

    Trading Stratgy:

    Dear member forex market Mein Bullet swimming pigeon pattern per donon Tarah Se trading ho sakti hai pattern per trading se pahle Hamen is pattern ki market Mein position Maloom Karni Hogi Agar homing pigeon pattern market ke midpoint Mein banta hai to yah bear is Trend ke continuation ka work Karega is vajah se traders ko Yahan per Sel ki entry Karni chahie but Agar yah pattern Lo price area Mein banta hai to ISI position per traders ko bye ki entry Karni chahie pattern per trading se pahle confirmation signals Ka Hona important hai is vajah se traders ko third candles Ka vate Karna chahie....


    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-06-11T230914.812.jpeg
Views:	17
Size:	20.3 کلوبائٹ
ID:	12536406
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Homing Pigeon Candlestick Pattern In Forex Trading...

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Homing Pigeon Candlestick Pattern


    Homing pigeon candlestick pattern uss waqat bante hen, jab bhi price chart par jab prices sellers k bohut ziada pressure ki waja se bearish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, jo do candles par mushtamil hote hen. Homing pigeon candlestick pattern prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik small bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k andar banti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k andar open bhi hoti hai aur close bhi hoti hai. Ye candle prices ko aik to bearish jane se rokti hai aur dosra ye candle aik small aur kamzor bearish candle hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (21).png
Views:	20
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12429191

    Candles Formation


    Homing pigeon candlestick pattern prices k bottom par do same candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jiss main shamil donk candles bearish hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	38
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12429192

    1. First Candle: Homing pigeon candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle aik black ya red color ki candle hoti hai.

    2. Second Candle: Homing pigeon Candlestick pattern ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bearish candle hoti hai. Ye candle small candle hoti hai, jo k open aur close pehli candle k andar hoti hai. Bearish candle bhi black ya red color main hoti hai, jo k prices ko bearish jane se rokti hai.

    Explanation

    Homing pigeon candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k bottom par ya bearish trend main banne ki waja se prices ko mazeed bottom jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main aik "Bullish Harami Candlestick Pattern" ki tarah dekhta hai, lekin dosri candle ki real body same black candle banti hai. Homing pigeon pattern ki dosri candle aik small real body wali hoti hai jo k pehli candle ki real body main open aur close dono hoti hai. Candle k open aur close same point par nahi hona chaheye, q k iss se ye pattern "Bullish Harami Cross Pattern" main badal sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	35
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12429193

    Trading

    Homing pigeon candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main buy ki entry karte hen. Pattern k bottom par buyers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bullish ya white candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bearish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya pehli candle k close point se two pips below select karen.

    Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	12
Size:	28.4 کلوبائٹ
ID:	12429190

    اب آن لائن

    Working...
    X