How to forex trading market indicators importance ,,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to forex trading market indicators importance ,,,
    Aslam o alaikum

    Introduction

    I hope all friends ummid karta hun sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath completely kar rahe honge aaj ka jo hamara topic hai vah aapko bataenge forex market Mein indicator kaise istemal kiye jaate Hain aur kon kon se indicator best hain,,,


    How to indicator ,,,

    Dear forex members indicator aik asa tool hai jo hamen market ki next movement measure krny k lye hamen use ful information provide kr raha hota hai. Indicators ko hum leading or legging indicators ma classified kr sakty hain. Is ma 3 indicators hain.


    1. Sentiment Indicator
    2. Technical Indicator
    3. Momentum Indicator


    What is Sentment indicator ,,

    Dear forex members sentiment indicator hamen market ma aik time py ye btaty hain k kis direction ma hum mtlb k sell or buy ma kitni trades lgi hwi hain. Sentiment indicator hamen market ka volume k bary ma b indicate krty hain k kis time kn c trade lgani hai. Is k ilawa ye indicator hamen trade ki direction ka b tata ha.


    How to technical indicator ,,

    Dear forex members technical indicator is k name sy he ye zahir hota ha k ye market ma technical analysis ma hamhri bht help krty hain. Is k ilawa ye market k trend k bary ma b help ful hoty hain. Or is k ilwa support or resistance K sath market ma entry or exit ko b easy bnaty hain. Is ki behtreen example Moving average hai.
    Moving average Market k trend k sath support or resistance ko find krny ma hmhri bht help krty hain.

    How to moment indicator ,,,,


    Dear forex members momentum ka mtlb hota ha kisi trend ki strength. Market jb trend ma move kr rahi hoti hai.Agr to uska momentum uski direction ma ho or strong ho to market ka b trend strong ho ga.Agr market up trend ma ho or momentum b up ho or ye 50 ki oper ki values ko zahir kry to is

    Most accurate indicator,,,

    Most accurate indicators ye hain.


    Moving average convergence divergence (MACD)

    Relative Strength Index (RSI)


    Bollinger Band

    Stochastic Indicator

    (MACD).
    Dear forex members Moving Average Convergence Divergence indicator aik familiar indicator hai. Jo market ma hamen difdifferent information provide krta hai. Is ma prices or chart ki virection ki base par entries available hoti hain.

    (RSI).

    Dear forex members RSI aik asa indicator haihai jo hamen market ma overbought situation oror oversold ki situation par value provide krta hai. Is is situation ma hamem overbought situation ma hamen sell ki or oversold ma buy ki entry leni chajye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to forex trading market indicators importance ,,,

    Assalamu Alaikum dear member for extra din market mein aap different method istemal karke kamyabi hasil kar sakte hain Jab aap Forex trading market ki information hasil karte hain to ismein aapko indicator ki complete information honi chahie kyunki yah bhi ek bahut hi achcha method hai jisko istemal karke aap reasonable profit hasil kar sakte hain indicator basically aapko market ki prediction share kar rahe hote hain jiski vajah se aapki decision making perfect ho sakti hai iski kuchh important information Main apni post mein shamil karna chahta hun.

    What is Indicator

    Indicator basically ek aisa platform hota hai jo market ki prediction karta hai aur Market ki expected next movement se related kuchh important guidelines aur hint provide kar raha hota hai is platform ko aap indicator ke naam se jante Hain Jab aap Forex trading market mein indicator ko study karte hain to ismein aapko leading indicators aur legging indicators ki information milati hai inki kuchh information mein aapko batana chahta hun.

    Leading Indicators

    leading indicator basically aise indicator hote Hain Jo market ka trend banne se pahle hi aapko information de dete hain aur aap is platform per entry lekar achcha profit hasil kar sakte hain aise indicators ko leading indicators kaha jata hai aur yah bahut hi informative indicators hote Hain. Kyunki Jab aap leading indicator ka istemal karte Hain to aap exact time per market mein entry Le sakte hain aur exact time per market se out ho jaate Hain.

    Legging Indicators

    Legging indicator essay indicator hote Hain Jo market ka trend banne ke bad aapko information aur guidelines provide karte hain legging indicator basically jyada reliable hote hain lekin yah aapko let guidelines provide karte hain jiski vajah se aapki entry kuchh confirmation ke bad hoti hai lekin aise indicators ke results as compare tu leading indicators jyada perfect hote Hain.

    Relative strength index

    Dear members Jab aap market mein relative se strength index indicator ko use karte hain to aisi condition mein aapko bahut jyada advantages available ho sakte hain is indicator ko istemal karna bahut jyada aasan hota hai is indicator ki help se aap do important information hasil karte hain jismein aapko overbard situation aur over sold situation ka idea milta hai aur ine position per aap trading karke apne profit ko increase karte Hain.

    Momentum Indicators

    Jab aap market ke momentum ka completely idea Le lete Hain to aisi condition mein bhi aapki decision making perfect ho sakti hai basically market ka momentum ka idea lena aur iski calculation karna bhi important factor hota hai Jab aap different indicators ko use karte hain to usse aapko market ka momentum bhi completely pata chal jata hai aur aap bahut acchi decision making kar sakte hain.

    Ichimouko Kinko

    Forex trading market mein Jin currency pairs aur Jin commodities ki bahut jyada volatility hoti hai unke liye yah indicator bahut jyada helping information provide karta hai kyunki is indicator ki help se aap market mein jyada se jyada decision making karke apne profit ko increase kar sakte hain yah ek bahut hi perfect aur strong indicator hota hai.

    Moving Average

    Moving average indicator bhi ek bahut hi important aur familiar indicator hai jo aapko market se related important guidelines provide karta hai aur iski help se aap market ki bahut acchi prediction kar sakte hain is indicator ki help se aap market mein reasonable profit hasil kar sakte hain ismein aapko ek specific time period ke bad different grasshopper trade Lena hoti hai.

    Bollinger Band

    Jab aap market mein indicators ko study karte hain to ismein aapko bullinjar band indicator milta hai yah indicator bhi aapke liye helping platform provide kar raha hota hai aur ismein aapko maximum advantages mil sakte hain is indicator ke bhi bahut jyada advantages hote hain aur ismein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai lekin is indicator ko istemal karne ke liye aapko iski complete information aur iska completely idea hona chahie.

    Click image for larger version

Name:	Relative Strength index.png
Views:	32
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12400414

    اب آن لائن

    Working...
    X