What is Hammer Candlesticks Pattren in Forex Trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Hammer Candlesticks Pattren in Forex Trading...
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur farax Market Mein acchi earning kar rahe Honge dear jawab market Mein kam karte hain to ismein aapko different candles take se per study karna hoti hai aur pattern ko acche tarike se samajhkar trading karna hoti hai agar aap proper judgement karte hain aur Market ko acche tarike se time Dete Hain To aapko bahut jyada fayda Milta hai aur aap ek acchi entry Lekar trading kar sakte hain agar aap is market Mein profitable trading karna chahte hain to aapko Iske related proper study karna Hogi aur demo account per Achcha experience karna hoga tab tak aap study Mein successful Nahin ho sakte jab tak aapke pass Achcha experience Nahin Hoga isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur acche experience ke sath kam Karen main aaj aapko bahut important information dene ja rahi hun jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic Hai hammer candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise kam kar sakte hain...

    What is Hammer Candlesticks Pattren:

    Dear member forex market Mein Jab Hum kaam karte hain to usmein hammer candlestick se ek Saman real body wali long lower Shadow wali candle hai jo Ke Bole strand reversal pattern ka use time ka work Karti Hai Jab Bhi price market ke lower area se ya bear stand mein ho jyadatar hammer candles Mein Dekha Gaya Hai Ke candles ka Shadow Uske real body ke size Ka dugna Hota Hai hammer candles ke banne ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai ki awaaz mein price Bole stunt ke hisab se Lohar per Jaati Hai but buyers ke pressure ki vajah se yah Bole standard ki shape Mein close Ho Jaati Hai jisse candle ki haisiyat bhi bullish candal Ho Jaati Hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-10T233615.692.jpeg
Views:	51
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12536265

    Identification of Hammer Candlesticks Pattren:

    Dear member forex market Mein hammer candle single pattern ki candle Hai Jiska position price ke bottom Jab beare stand Ka Hona chahie yah candle Sambhal real body Mein Hoti Hai Jiska open aur close sem Nahin Hona chahie candles ki formation aapko bahut jyada mil rahi Hoti Hai hammer candles Sambhal real body aur ek long down word Shadow wali candle Hai Shadow candles ke real body ke takriban dugna ya usse Jyada Hoti Hai hammer candles ka color koi bhi hai yani yah white ya green Jo Marji Ho iski haisiyat bullish Trend reversal ki hoti hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-10T233625.022.jpeg
Views:	27
Size:	30.1 کلوبائٹ
ID:	12536266

    Dear member forex market Mein Jab aap work kar rahe hote hain to usmein hammer candle hoti to Ek Saman real body wali single candle hai but price ke bottom Mein yah Bole friend reversal pattern ka work Karti Hai yah candle Sambhal police body aur long lower Shadow ki wajah se price ko bullish body aur long lost Shadow ki wajah se price ko Majid downward jaane se rokati hai hammer candles Mein normal bear is stand ko hi follow karte hue down side per bear is real banati hai but market Mein Bullet pressure ya buyers ki dilchaspi ki vajah se price aap ward Chalna start Karti Hai jisse candle Apna open price ke kareeb close Ho Jaati Hai...

    Trading With Hammer Candlesticks Pattren:

    Dear member for X market Mein hammer candles ke price selling pressure ki vajah se downward Jaane Ki Koshish karti hai jo nakam hoti hai price ke lower side per injection batati hai aur yah Jahan Se Bole stand reversal ka Ishara Deti Hai pattern ke liye important hai ke price down trend mein ho candles ki Lo aur side per long Ve honi chahie Jo bearing stand ke tasalsul ka khatma batati hai pattern per trading ke liye dusre confirmation Bole scandals ka vate important kar Hona chahie Kyunki single candles per trading kiski Hai Is vajah Se Jaise hi dusre candles banati Hai To Yahan per buy ki entry Karen....


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-10T233633.961.png
Views:	41
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12536267
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Hammer Candlesticks Pattren in Forex Trading...

    Introduction:

    Assalam Alaikum dear friends jasa k aap sab ko is bat kapta hy k forex trading ak bohot risky business hai. Or is main profit k sath sath hamen loss bi kafi hota hai. Isi leye jb tk hamen forex market ka knowledge or is ka experience na ho to is main hamen trading nahe krni chaheye.Hamar candle k bary mein aj ap k Sath bht important decisions ho gi ju ap ko forex trading main bht zada help dy gi Aur ap successful treading kr skty hain.

    Hammer Candlestick Pattern:

    Forex market main ap work karty hain. Tu os main hammer candlestick see aek Saman real body vali long ldown Shadow vali candle hay. Jo Key bole strand reversal pattern ka os time ka Kam karti hay. Jab bi price market key lower area see yah bear stand main ho zadatar hammer candles main dekha gea hay. Key candles ka Shadow os key real body kye size Ka double hota hay. Hammer candles key banny ki psychology koch is tarah See hoti hay. ki awaz main price boly stunt key hisab see Low par jati hay. But buyers key pressure ki wajah see yah bole standard ki shape main close ho jati hay. Jis see candle ki hesyat bi bullish candle ho jati hay.This is called Hammer Candlestick Pattern.

    Click image for larger version

Name:	hammer-candlestick-pattern.png
Views:	13
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12400265
    Treading Strategies:

    Market main hammer candles key price selling pressure ki wajah see nechy jane ki Koshish karti hay. Jo nakam hoti hay. Price key nechy side par injection batati hay. Or yah jahan See bole stand reversal ka alamat deti hay. Pattern key leay eham hay. key price down trend main ho candles ki low or side pr long V honi chaey. Jo bearing stand key tasalsol ka khatam krna btati hay. Pattern par trading key leay 2osre confirmation bole scandals ka wait eham kar hona chaey. Q ki single candles par trading kis ki hay. Es wajah see jesy hi 2osre candles banati hay. To Yahan par buy ki entry Karen. Tu ap ki tread profit main chalna start ho jaey gi. Aur ap achi success hasil kr skty hain.

    Click image for larger version

Name:	Image1322092018.jpg
Views:	1
Size:	4.2 کلوبائٹ
ID:	12400266

    Identifying in forex:

    Forex market main hammer candle single pattern ki candle hay. Jis ka position price key nechy Jab beare stand ka hona chaey. Yah candle smbhal real body main hoti hay. Jis ka open or close sm nahin hona chaey .Candles ki formation hmein baht zada mil rahi hoti hay. Hammer candles smbhal real body or aek lmbi nechy ki trf shadow vali candle hay. Shadow candles key real body key andzan double yah us see zada hoti hay. Hammer candles ka color koi bi hay.Yani yah sufeed yah green Jo mrji ho. Or is ki hesyt bullish trend reversal ki hoti hay. Jis sy hm is ko Pehchan skty hain.Market main Jab hm kam kar rahe hoty hain. Tu os main n hammer candle hoti to aek Saman real body is i single candle hy. Lekin price key bottom main yah bole friend reversal pattern ka kam Karti hay . yah candle smbhal real body or lmbi lower Shadow ki vajah see price ko bullish body or lmbi akhri Shadow ki vajah see price ko market nechy jaane see rokti hay. Hmmer candles main normal bear es stand ko hi follow karte hwi nechy side par bear es real banati hay. Lekin market main bullet pressure yah buyers ki dilchaspi ki wajah see price hm vard chalna start karti hay.Jis see candle apna open price key nazdeek b close hoti hay.aur es trha hm hammer candles ko pechcan kr treading ka step lety hain.

    Click image for larger version

Name:	hammer-candlestick-pattern_body_Bullish_hammer_candle_EURUSD.png.full.png
Views:	17
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12400267

    Explain:
    Dear members agr ap candle ko achy sy study kr k treading krty hain tu ap successful treading kr skty hain Aur acha profit hasil kar skty hain. Lekin forex k Koch important rules hain in ko smny rkh k Kam krna ho hay. Others wise ap success hasil nahin kr skty.
    Last edited by ; 11-06-2022, 09:28 AM.
    • #3 Collapse

      Re: What is Hammer Candlesticks Pattren in Forex Trading...

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Hammer Candlestick


      Hammer candlestick aik bullish trend reversal candle hai, jo prices ya bearish trend k akher main namudar hoti hai. Candle ka open, close aur high price aik dosre k qareeb hote hen, jiss se candle ki aik small real body banyi hai, lekin candle ka lower prices bohut zyada nechay hone ki waja se candle k lower side par aik lamba shadow ban jata hai. Candle k upper side par aik small si wick acceptable hai, jo bohut ziada lamba nahi hona chaheye, jiss se iss candle ki shape change hone ka khadsha ho, lekin agar upper side par shadow ya wick nahi banta hai, to uss waqat ye aik strong candle react karti hai. Ye candle bullish trend main banne wali hanging man candle jaisi hoti hai, lekin dono ka banne wala prices zone change hota hai.

      Click image for larger version

Name:	images (235).png
Views:	3
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12400348

      Candles Formation


      Hammer candlestick candle prices k bottom main supply aur demand k radu-badal k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k downward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (236).png
Views:	12
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12400349

      Hammer Candle: Hammer candlestick agar prices k bottom main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, lekin essey aik bullish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai.

      Explanation

      Hammer candlestick aik strong bullish trend reversal candle ka kaam karti hai, agar ye candle bearish trend k baad banti hai. Ye candle aik timeframes k dowran prices ka apne aghaz wale position se pehle lower jana aur baad main wapis higher ja kar apne aghaz wale price k qareeb band hota hai, iss amal se candle k lower side par aik lamba shadow ban jata hai, jab k candle ki aik small real body banyi hai. Candle ki real body lazmi honi chaheye, yanni candle k open aur close prices same price par nahi hone chaheye, jiss se ye candle dragonfly doji candle main bandalne ka khadsha ho. Ye candle prices k bearish trend ka khatma karti hai, jiss se prices new bullish trend par move karna shoro karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (165).jpeg
Views:	4
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12400347

      Trading

      Hammer candlestick price chart par selling pressure ko khatam karta hai, jahan se market buyers k control main chala jata hai. Low prices area aur long timeframes main ye candle aik positive response deti hai. Candle par market main sell ki entry ki ja sakti hai, lekin single candle hone ki waja se trend confirmation ka hona zarori hai. Candle k baad aik bullish candle ka hona zarori hai, jo k candle k top par close honi chaheye. Lekin bearish candle banne ya bullish candle agar iss candle k lower par close hoti hai, to uss sorat main entry nahi karni chaheye. Hammer candle ki confirmation indicators jaise, CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss candle k sab se lower price se two pips below set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (237).png
Views:	41
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12400346
      • #4 Collapse

        Re: What is Hammer Candlesticks Pattren in Forex Trading...

        Hanging Man Candlestick


        Hammer candle forex trading main aik single candle pattern hai, jo k qeematon k lower zone me support level par paye jati hai. Ye candle aik bullish trend reversal k leye istemal hoti hai, jo k single candle pattern par mushtamil hota hai. Candle ki aik small real body hoti hai, jiss me qeematon ka open aur close aik dosre k bohut ziada qareeb hote hen. Candle k lower ki taraf aik bari wick ya saya banta hai, jo k real body ka taqreeban dugna ya us se ziada hota hai.

        Click image for larger version

Name:	images (10) (137).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12400325

        Pattern ki Pehchan k Rules

        1. Hammer candle aik single candle pattern hai, jo k low qeematon wale zone ya bearish trend me banti hai.
        2. Candle k upper side par aik small real body hoti hai, jis me open aur close aik dosre k qareeb hote hen.
        3. Candle k lower side par aik lamba shadow ya saya hota hai.
        4. Candle ka shadow ya saya candle ki real body ka taqreeban dugna ya us se zyada ho sakta hai.
        5. Candle white aur black dono pattern me ho sakti hai, lekin sab se zarori point is ka bottom prices par banna hai.


        Click image for larger version

Name:	images (6) (86).jpeg
Views:	51
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12400326

        Pattern ki Tafseel


        Hammer candle bullish trend me qeematon ko badalne k leye istemal hone wali aik single candle pattern hai, jis me qeematen confirmation ka baad upper rising karna shoro karti hai. Ye candle prices k top me banni wali shooting star candle se melti julti hai, lekin qeematon k bottom par hone ki waja se ye candle mukhtalif ban jati hai. Candle me qeematen aik small real body banati hai, jis me open aur close aik dosre k qareeb banta hai, jab k candle k lower aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se size me ziada hota hai.

        Click image for larger version

Name:	images (10) (138).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12400327

        Pattern par Trading ka Amal


        Hammer candle trading k leye tab aik achah signal deti hai, jab bhi qeematen low area ya bearish trend me ho. Candle k baad aik white candle ka banna zarori hai, jis par buy ki trade enter ho sakte hen, jab k black candle hammer candle ki asarat ko khatam karti hai. Ye candle next white candle par market me entry jab k real body k bottom par stop loss ki position hoti hai.

        Click image for larger version

Name:	images (10) (139).png
Views:	1
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12400328
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is Hammer Candlesticks Pattren in Forex Trading...

          Hammer Candlestick Kia Hai?

          Hammer candlestick aik small real body wali long lower shadow candlestick pattern,jiss par markete mein buy ki entry ki ja sakti hai. Hammer candle ke banne ke Piche ki psychology kuchh Yun hoti hai ki yah candlestick hamesha prices ke botal area ya peer strand mein use waqt banta hai yah per market mein assets ya kisi stocks ki value mein numaya kami waqia hui hoti hai aur yahan per value ki demand mein aage se izaafa hone wala hota hai is vajah se hammer candlerstick price ke liye agale mom ke na bole trend reversal ka ek signal deti hai jis per market mein buyers active hona shuru ho jaate Hain aur yahan per sailors ki adam dilchaspi hone ki vajah se market bearish moment karna band kar deti hai.

          Click image for larger version

Name:	images (177).jpeg
Views:	5
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12400390

          Hammer Candlestick Kaam Kese Karta Hai?


          Hammer candlestick k banne k leye zarodi hai, prices pehle se bearish trend ya lower area me trade kar rahi hoti hai. Hammer candle ki ek small upar real body Hoti hai jismein open our close candle ke ek dusre ke kareeb Hoti hai jab ke lower side per ek lamba Shadow hota hai yah Shadow prices ke nichle satah per rejection ko jahir karta hai Jahan se prices majeed niche Jana band kar deti hai candle ke lower side per shad ho market mein prices ke liye extra support level muhaiya karta hai jis per hamesha prices ruk jaati hai aur yahan se bullish train reversal ka sabab banti hai. Hammer candle ke liye prices ka botal area mein hona bahut jyada aham hai kyunki yahan per candle banne ke bad prices apna rok badalna shuru kar deti hai.

          Click image for larger version

Name:	download (2) (13).png
Views:	19
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12400389

          Hammer Candlestick Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


          Hammer candlestick hamesha aik positive signal deta hai,jis par trader market main bullish trend k mutabiq entry karte hen, aur buy ki entry se apne trading ka aghaz karte hen. hammer candle stick per entry karne se pahle yah baat jaruri hai ki market mein prices Gautam area mein trade kar rahi ho aur iske sath sath ek confirmation candle ka bhi hona bahut aham hai kyunki yah ek single candle pattern hai to is vajah se bahut jyada risky hai ke bagair confirmation ke hi ham market mein bike ki entry karte hain. Hamen hammer candle per ek white candle jo ki confirmation candle hoti hai, vah hammer candle ke top per banna jaruri hai jiske bad hi ham market mein bye ke entry kar sakte hain, jab ke stop loss ko hammer candle ke shadow ke bottom per set karna chahie.

          Click image for larger version

Name:	images (262).png
Views:	21
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12400388

          اب آن لائن

          Working...
          X