Important information about "Bullish Meeting Line Pattern"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important information about "Bullish Meeting Line Pattern"
    Meeting Line Pattern Kia Hai?

    Meeting line candlestick patteren mein linon ka milna bilkul ahem nahi hai, yeh saada aur nayaab dono hai. blush meeting lines patteren mein sirf do mom batian shaamil hain : aik siyah aur aik safaid. Candlesticks ka yeh jora band honay par milta hai, yani doosri ( bulish ) candle ki band honay wali qeemat pehli ( bearish ) candle ki band honay wali qeemat ke barabar hai. taham, kyunkay blush meeting lines ka patteren dosray signals se milta jalta hai, jaisa ke hum zail mein baat karen ge, is ko talaash karna mushkil ho sakta hai, lehaza apna waqat nikalen aur tafseelaat par nazar rakhen.

    Click image for larger version

Name:	images (216).png
Views:	6
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12536220

    Meeting Line Pattern Kaam Kese Karta Hai?


    Bullish meeting lines ka patteren itna nateeja khaiz nahi hai jitna ke is se milta jalta kuch signals, jaisay ke blush piercing line patteren, phir bhi yeh aap ke ehtram ka mustahiq hai. yeh belon aur bears ke darmiyan ta-attul ka izhaar karta hai. Market neechay ke rujhaan ke darmiyan hai, jis ki mazeed himayat aik mazboot siyah mom batii ki zahiri shakal se hoti hai. is ke baad, aglay din kaafi kam khilta hai, jis se bears ko market k qeematon mein kami par aur ziyada aetmaad milta hai. taham, bail aik jawabi hamla shuru karte hain jo qeemat ko oopar ki taraf dhakel dete hain. aakhir mein, din bilkul isi jagah par band hota hai jo pichlle din band sun-hwa tha ( ya is ke bohat qareeb ). neechay ka rujhan khatam ho gaya hai. aam tor par, is ka matlab yeh hai ke taizi ki tabdeeli waqay hui hai, lekin blush meeting lines patteren khaas tor par qabil aetmaad nahi hai. lehaza is se pehlay ke aap koi bara iqdaam karen, market dekhen aur tasdeeq ka intzaar karen. bahar haal, sirf is wajah se ke" linen" mil chuki hain, is ka matlab yeh nahi hai ke aap ko is taizi se candle stuck patteren ke mzmrat par uchaalna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images (215).png
Views:	3
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12536219

    Meeting Line Pattern Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


    Bullish meeting lines patteren sirf do candlestick par mushtamil hai, is ka matlab yeh nahi hai ke usay talaash karna aasaan hai. chunkay yeh dosray signals se qareeb se milta hai, is liye agay bherne se pehlay aap ko darj zail mayarat ki ahthyat se tasdeeq karni chahiye. sab se pehlay, market ki tareef neechay ke rujhan se honi chahiye. dosra, aik lambi siyah shama daan pehlay din zahir honi chahiye. teesra, dosray din aik lambi safaid shama daan zahir honi chahiye. choutha aur aakhir mein, safaid mom batii ki pichlle din ki aik hi ikhtitami qeemat ( ya isi ikhtitami qeemat ke bilkul qareeb ) honi chahiye. Traders market me buy ki entry karne baad stop loss ko pattern k sab se bottom position par lagate hen, jiss se market me ziada faida hasil hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (149).jpeg
Views:	2
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12536218
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important information about &quot;Bullish Meeting Line Pattern&quot;

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Meeting Line Pattern


    Bullish meeting line pattern jo k "Bearish Meeting Line pattern" k opposite direction main banta hai, two days candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k bottom ya low price main banta hai, jo k bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern dekhne main same "Bullish Belt-Hold Pattern" aur "Piercing Line Pattern" se mushabehat rakhta hai. Ye teeno patterns prices k leye bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, jab k ye pattern bearish continuation pattern "Bearish Thrusting Line Pattern" se bhi formation main melta hai, jo k bearish trend continuation pattern hai. Ye pattern bearish aur bullish candles se mel kar bana hai, jiss main bullish candle bearish candle se nechay gap main open hoti hai, lekin gap ka humen iss waja se clear pata nahi chalta q k ye gap bullish candle ki real body se cover hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (224).jpeg
Views:	12
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12400788

    Candles Formation


    Bullish meeting line candlestick pattern prices k bottom ya lower prices par high demand ki waja se banta hai, jahan par do candles prices ki trend change ka aik positive signal deta hai. Pattern ki dono candles strong real body main banti hai, aur market ki current supply aur demand ki akasi karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (326).png
Views:	23
Size:	1.3 کلوبائٹ
ID:	12400789

    1. First Candle: Bullish meeting line candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k market main maojood current trend ki akasi karti hai. Ye candle prices ko lower side par push karti hai, jiss main candle ka close price open price se lower side par hota hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.

    2. Second Candle: Bullish meeting line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k bottom par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k same close price par hoti hai. Bullish candle market main current bearish trend ka khatma karti hai, aur prices ko aik new semat deti hai, jo k bullish trend reversal hota hai.

    Explanation


    Bullish meeting line pattern two days k candles par mushtamil aik bullish reversal pattern hai, jis me pehle din ki candle aik long bearish candle hoti hai, jo k market me pehle trend k mutabiq banti hai, jab k dosre din ki candle aik long bullish candle hoti hai, jo k open to bearish candle se lower gap main hai, lekin close pehle candle k same close price par hoti hai. Pattern ki main shamil dono candles ka close price inline same point par hota hai. Dosre din ki candle bullish trend k aghazz k sath sath bearish trend k ikhtetaam ka bhi bahis batti hai. Ye pattern "Bearish Meeting Line" pattern ka opposite hai aur uptrend main banta hai. Jab k pattern dekhne main same" Bearish Thrusting Line Pattern " jaisa hai. Pattern ki dosri candle ka close point lazmi pehli candle k same close price par hona chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (223).jpeg
Views:	39
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12400790

    Trading


    Bullish meeting line pattern traders ko buy ka signal deta hai, wahan pe trend reversal hone par humen market se exit hone k bare main bhi batata hai. Ye pattern downtrend me banta hai, jahhan pe prices bohut lower par trade kar rahi hoti hai. Pattern pe trade karnne se pehle prices ka downtrend aur trend confirmation lazmi confirm hona chaheye. Agar pattern k baad teesri candle bhi bullish banti hai, to ye position market me buy ki entry ka hoga. Pattern ki confirmation indicators jaise RSI, CCI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main hone se confirm hota hai. Stop Loss pattern k sab se lower point ya bullish candle k low price se do pips below rakhen.

    Click image for larger version

Name:	images (225).jpeg
Views:	15
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12400791
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Important information about &quot;Bullish Meeting Line Pattern&quot;

      Bullish Meeting Line kia hoti hy
      Bullish meeting line aik aisa candlestick pattern hai, jis me qeematen bearish trend k bad up-trend me chnage hone ki koshash karti hai. Yani aik qisam ka trend reversal hai, jo market me pehle se maojood bearish trend ko bullish trend me convert karwata hai. Bullish meeting line ziada powerful trend reversal nahi hai is waja se trend ki confirmation k leye traders ko market me igli movement ka intezar karna hota hai.
      Bullish meeting line candle stick pattern bhi piercing line candle pattern ki tarah hai lekin is me aik mamoli difference hai, bullish meeting line pattern me black aur white dono candles ka closing point aik hona chaheye, jab k piercing line candlestick pattern me 2nd white candle black candle k closing position se uper yani black body k andar band hoti hai.
      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	19
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12400801
      Pattern ki Pehchan k Rules
      Bullish meeting line pattern banne se pehle market me bearish trend hona zarori hai
      1. Pehly aiik real body wale black candle hone chahey (size matter nahi karta lekin body kuch naa kuch zaroor honi chahey)
      2. 2nd candle white real body waali hone chahey
      3. 2nd candle kee opening position balck candle k closing position se gap me hona zarori hai, tab hi pattern complete hoga
      4. 1st candle ka aur 2nd candle ka closing point aik hona chaheye, dono aik hi line me dekhne chaheye
      Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	16
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12400802
      Trading Note : Bullish meeting aik strong bearish trend main bantta hai, jo k two days candles par mushttamil hota hai, pattern k leye prices ka low hona zarorri hai, aur candles ki darjazzel formation bannegi
      Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	3
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12400803

      اب آن لائن

      Working...
      X