Non-Farm Payroll:
Non-Farm Payroll United States of America yaa USA meiin bahut zaida ehmiyat kaa haamil hae auur America ke economy kay liey aik bhaout zaiyda important indicator hay. NFP mein yehh btayaa jattaa haei kay tootal number of jobs aik month meiin ketnee jama hui haen yaa aek maheeny maein nokriyon ke tadaad maein ketna izafa huaa haey. NFP ke wajha sey market meiin kaafee zaiyda movement hoti haei auur NFC release honey kay baad market meiin volatility zaida hojaat haey. Ye data takreeban har month mein release keyaa jaata hai, NFP data normally har month kay pehly friday ko release kea jata haey.
Non Farm Payroll news jab aatie haei too issmain aapko Uninted State of America kee tootal jobs ki information share ki jaa rahee hoti hae. Ismain aap ko btya jaa raha hota haei kay last month meiin kitni jobs added or lose hui hein. Following jobs ki details Non Farm Payroll meiin include ki jati hein.
Government Jobs
Private Jobs / Household
Non Profit Organization Jobs
NFP's kaa Forex Par Asar:
NFP kaa data forex trader’s kay lieey bahout zayda ehmiyat kaa haamil hota hae, kun kay yeh data monthly release hota haei too ye aik acha indicator haei kay economy kes tarfa jaa rahi haey. Non-Farm Payroll kay figure kay economy par musbat auur manfi asraat muratab arty hein. Agar es kay figures mubat aain too economy stable hony ke nishani hoti haey. auur agar manfi figures aain too eska asar economy par manfi parta hai, auur pata chalta haei kay economy fast pace pe haei yaa slow ho rahi haey.
NFP kay 3 conclusions ho sakti hein.
Higher Payroll figure US economy kay liey acha hota haey. auur es baat ke nishaan dehi karta haei kay new jobs sey economy ko boost mil raha haey.
Expected change Payroll meiin agar aay too eska asar currency par mixed aata haey. Kuch traders satisfied hoty haen auur kuch nahi.
Lower Payroll figure currency market perr negative assar deta haei auur USD bake currency pairs kay mukably meiin weak hota haey.
Non-Farm Payroll kaa Currency Pairs Par Effect
Kunkay NFP US economy kaa data show karta hai, so jetny bhe pairs haen jin kay sath USD aata haei wo zaida Affected hoty hein. Maslan EURUSD, GPBUSD, USDJPY, AUDUSD, USDCHF weghra sb sey zaida affect hoty hein. Es kay elawa bhe overall market meiin kafi impact parta haey.
Agar aap NFP pe trading karty haen too bahut careful hona parta haei kun kay market meiin volatility zaida dekhny ko milte haey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим