Over Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over Trading
    Over-Trading


    Over-trading forex currencies pairs, stocks aur deggar securities ki zarrorat se ziadda khareed-wa-ferokht ka ammal hai. Over trading k mutabiq bagher ruke sara din trading karnna aur gher muasar pesale karnna shamil hen, jo economic loss ka bahiss bantti hai. Over trading darasal aik nafseyyati masla hai aur har aik trader ko iss ka bakhobi andazza honna chaheye. Jab bhi aik trader k pass forex trading k hawale se proper planning nahi hotti, jiss k mutabiq wo trading se kia hasil karnna chahtta hai, to wo over-trading kar jatta hai, jo k trader k jazzbat se munsalik ammal hai.
    Kuch behtar techniques ka estemal karnne se aik trader top-to-bottom strategy, daily munaffa, loss risk aur per day k hissab se jitnni trading required ho uss ko apnatta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (119).jpeg
Views:	4
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12535938

    Over-Trading k Alamaat


    Financial market main over-trading, chahay wo forex trading ho, commodities ho, stocks ho ya energies ho waghera se murad security ki zarrorat se ziadda khareed-wa-ferokht ka ammal hai. Over trading aik aisa masla hai, jo new traders aur expert trader donno ko ho saktta hai. Ye uss waqqat hotta hai, jab trader trading band nahi kartte aur khud ko economic masayel ki tarraf le kar jatte hen.
    Ye note karnna zarrori hai, k over-trading k wajohhat trading psychology aur uss amal k dawraan traders ko apnne jazzbat k samnbalne k tareeqay se wabasta hai. Ye uss waqqat hotta hai, jab traders ne trading se apnni tawaqa'at ko pori tarah se mutmayen nahi howa hotta hai. Mukhtasarran ye k ye unn k jazzbat ya lalach hi hotte hen jo trader ko market main over-trading ki tarraf le jatte hen.
    Ab, q k ye aik nafsetti masla hai, iss leye trading k barre main loggo k rawayye tabdeel karnne k tareeqay maojood hen. Trading khud apnne mind setup k zarrye se over-trading jaise masle par qabbo pa saktta hai.

    Over-Trading se Bachne k Tareeqay


    Over-trading chonkeh aik nafseyyati masla hai, iss wajja se trader ko khud se aise techniques appnane hongay jiss ki maddad se wo iss jazzbati masla par qabbo pa sake. Darjazzel main kuch aisi techniques hai, jiss ko apnnane se aik trader bohut hadd tak over trading se mehfoz raha ja saktta hai;

    1. Trading plan banayen
    2. Sara din trading se gurezz karren
    3. Daily base par trading ko mehddod karen
    4. Ziadda loss hone ki sorrat main trading se thora sa waqfa len
    5. Take profit aur stop loss ka estemal zarror karen


    1. Trading Plan


    Trading plan ki technique har aik trader par laggo hotti hai, cahhay usse over-trading ka masla ho ya na ho. Trading plan ka honna trading k ammal main order aur structure faraham kartta hai aur traders ko appne decision k barre main ziadda ba-shawoor bannata hai. Trading plann aik trader ko din main muaqarrara strategy k mutabiq uss ki rahnumaye kartta hai, jiss se trader apnne jazzbat aur lalach par kaffi had tak qabbo pa saktta hai.
    Trading plan k kamyabbi k leye sab se zarrori cheez uss k leye aik sakht discipline hai, jo trading plan par ammal karnne k leye kar-amad hotta hai. Sakht discipline humen over-trading se bachne main kaffi had tak maddad detta hai.

    2. Limit Your Daily base Trading


    Forex trading ka aamal pora din yanni 24 hours jarri rehta hai, jo forex trading ki khubi bhi hai aur aik qisam ka nuqsan bhi hai. Iss waja se koshash karen k pora din trading na karn aur appni trading ko mehddod karen. Yanni jab bhi trading main achah moqqa hasel ho jayen to uss waqat trading se faida hasil karen, basorat deggar trading se parhez karen. Trading k ammla main zarrar aik baar aisa hotta hai, jo hum downside ya up side par limit order laggate hen wo hamari trades lazzmi hit ho jatte hen, jiss se kafi munafa melta hai.

    3. Daily Base par Trading ko mehdod karen


    Aik hotta hai, pora din trading karnna aur dosra hotta hai bohut ziadda trading, ye donno amal bohut ziadda khatarnak hai. Daily base par trading mehdod karen, takeh jo hamara matloba target ho wo pra honne k baad mazeed trading se gurrez karen. Trading plan dar asal hotta iss leye hai k jab bhi apnna target hasil ho jaye to uss ka baad trading ko agle din k leye chor den, kam munafa loss se bohut behtar hai.

    4. Loss ki sorat main Trading se Waqfa karen


    Forex trading main zarrori nahi hai, k har waqqat trades munafa main hi ho, loss bhi trading ka aik hissa hai. Aksar over trading humen loss ki sorat main bhi hotta hai, jiss se hamara loss mazzeed barhta hi jatta hai. Aksar trading k dowran kisi currency par laggaye gaye trade k loss main janne k baad hum uss ki wapasi ummeed kartte hen, aur sath sath loss ko kam karnne k chakar main uss currency pair par mazzeed trades open kartte hen, jiss se hamara loss hamare account k wash honne ka sabbab bantte hen. Trades ko loss k baad jab hum thora waqfa lengay to uss k baad aap naye fresh mind k sath trading shoro kar sakte hen.

    Take profit and Stop loss ka Estemal


    Forex trading ka sab se aham aur zarrori hissa hai, jo k har aik trade ka aik lazzmi hissa hai. Take profit aur stop loss risk-reward ratio aur trading plan k mutabiq set karen. Jitna app daily k hissab se risk bardasht kartte hen, uss k mutabiq profit k leye bhi apnna haddaf banayen. Stop loss account ko wash se bachata hai, jab k take profit matloba haddaf pora honne k baad humen munafa mel jatta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over Trading

    Over-Trading



    Over-trading se murad financial market ye forex market me apne limits ya awqat se ziada trades open karna. Forex trading me over-trading sab se bari mistakes k tawar par jana jata hai. Traders (ziada tar new traders) forex market me over-trading ki waja se apne account ko bohut ziada loss de jate hen. Umoman traders k account wash bhi over-trading ki hi waja se hote hen. Forex trading market me over-trading do tarah se hoti hai:

    Click image for larger version

Name:	images (6) (52).jpeg
Views:	10
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12399977

    Bare lot size ka istemal




    Bara lot size jo account k risk ratio se ziada ho over-trading hai. Forex trading me agar hum money management, discipline aur risk management se kaam nahi karengay, to hum se bare (large) lot size select hongay, jo over-trading ki aik misal hai.
    Agar hamare account kam sarmaye k hen to pher to humen bare lot bulkul bhi istemal nahi karne chaheye, aur agar hamare account ziada hujam k hen to pher humen risk aur money management k hisab se hi kaam karna chaheye. Humen is ghalat pehmi me nahi parna chaheye k hamare account me sarmaya ziada hen to is ko kuch nahi hoga, bulke humen apne account ko safe tareeqay se handle karna chaheye.


    Had se ziada trading karna




    Agar hum forex market me mutawater trading karte rahengay to ye bhi over-trading trading me shumar hota hai. Forex trading ka market 24-hours open hota hai, is waja se humen jaldbazi se kaam nahi lena chaheye, bulke proper analysis k mutabiq apne target ko hasil karne k bad apna mazeed kaam dosre din me shoro karna chaheye. Ziada trading karna humare leye zaror loss ka sabab banti hai. Dosra agar humen trading me loss ho raha ho, to us loss ko kam karne k leye mazeed trading nahi katni chaheye, q k aksar hamara loss mazeed barh jata hai aur hamare account tak wash ho jate hen.


    Over-trading se bachne k kuch tips



    [LIST][*]Forex trading market me proper analysis k sath kaam karen. Analysis k elawa trades open karne se ijtenab karen.[*]Apne trading plan (discipline) par sakhti se amal karen, is se mazeed trading hum control kar sakte hen.[*]Trading me stop loss ka istemal kia karen, aur loss ko kam karne ki koshash me mazeed trading se bachen, agar stop loss hit hota hai to hone den.[*]Apne account ki volume barhane ki koshash karen.[*]Risk management aur money management se kaam karen. Agar account mazeed trades ki ijazat nahi deta to na karen. Beshak trades faida-mand q na sabit ho rahe hon.[*]After trading plateforme (mt4 aur mt5) ko check na karen. Is se hamare dil me mazeed trading ki lalach peda hooti hai.[*]Forex trading me rato-rat ameer banne k sapne na dekhen, bulke aram aram se thora thora profit hasil karne ki koshash karen.
    • #3 Collapse

      Re: Over Trading

      Over-Trading

      Click image for larger version

Name:	images (126).jpeg
Views:	2
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12399983

      Over trading kayi wajohaat se ho sakti hai lekin aisi tamam wajohaat ka aik hi nateeja hota hai : broker ki barhti hui feeson ki qeemat par sarmaya kaari ki kharab karkardagi. Is tarz amal ke honay ki aik wajah is waqt samnay aati hai jab brokers par dabao dala jata hai ke woh kisi firm ke investment banking baazu ke zariye likhi hui nai jari kardah sikyortiz rakhen. Misaal ke tor par, har brokr ko 10% bonus mil sakta hai agar woh apne sarfeen ko aik nai security ki makhsoos allotment haasil kar sakay. Is terhan ki trghibat mein sarmaya karon ki behtareen dilchaspi nahi ho sakti. sarmaya car apne aap ko wraps account ke zariye over trading ( mutamani ) se bacha satke hain aik qisam ka account jo har lain deen par commission wusool karne ke bajaye flat rate ke liye munazzam kya jata hai. Security un brokers ki shikayaat ko bhi daikhta hai jo apne gahkon par apne mafadaat ko tarjeeh dete hain.
      Self traders aam tor par over trade karte hain jab inhen aam tor par taweel khasaray ke silsilay mein ahem nuqsaan ya bohat se chhootey nuqsanaat ka saamna karna parta hai. Apne sarmaye ko dobarah haasil karne ke liye, ya harnay wali tijarat ke baad market mein" badla" lainay ke liye, woh jahan bhi ho sakay munafe kamanay ki ziyada koshish kar satke hain, aam tor par apni tijarat ke hajam aur tadad ko barha kar. Agarchay yeh amal aksar trading ki kharab karkardagi ka nateeja hota hai, lekin sec is qisam ke ravayye ko rigolit nahi karta kyunkay yeh tajir ke apne account par kya jata hai.
      Trading karte waqt jazbati awamil par qaboo panay ke liye nakaat
      aik din hamein sarmaya kaari ke intikhab ka saamna karna parta hai, jis se hum anjanay mein ke jazbati haalat hamari tawaqqa ke mutabiq achi nahi hai. Shayad yahi wajah hai ke hum hamesha ajeeb o ghareeb adaten kyun karte rehtay hain aur baaz auqaat hamein aisi cheez lainay par majboor kar dete hain jo aqli nahi hai.

      Nedamat ka Khauf


      Pachtaway ka khauf aik aisi haalat hai jis mein tajir ke jazbaat mutasir hotay hain, aik tajir ko is waqt ehsas hoga jab is ne ghalti ki thi. misaal : aik trader trading khareed mein daakhil howa hota hai, aur is qeemat par chipka howa hota hai jis par is ne khareeda tha. Jab qeemat mazeed neechay chali jati hai, woh ghair shaori tor par is waqt qeemat ke sath jazbati tor par mashgool hota hai jab is ne tijarat khareed mein daakhil kya tha. Is liye woh tijarti positions ko band nah karne ki koshish karta hai. Afsos se bachney ki wajah se trading ne ghalat faisla kya hai. Woh is waqt bhi sharminda howa hota hai jab nuqsaan ki position doosron ko maloom hui. Assay halaat mein hamein kya karna chahiye? Aap –apne aap se yeh pooch kar haalat ki wazahat kar satke hain," kya mein nuqsaan par dobarah kharidne ke liye wapas aon ga, yeh meri topi hai ?" agar jawab nifi mein hai, to ab waqt agaya hai ke aap apni position band kar den. Nedamat aur ghalti ko tasleem karne mein sharam mehsoos karne ka khauf baaz auqaat hamein ziyada shadeed pachtaway ka baais bhi banata hai.
      Hum baaz auqaat jazbati tor par market ke halaat achay ya buray honay se mutasir hotay hain. Is terhan ke bazaar ke halaat mein farq aksar tajir ke jazbati pehlu ko mutasir karta hai. Jabkay sarmaya car is waqt pur-umeed hotay hain jab market urooj par thi. Nateejay ke tor par, woh is waqt tak intzaar karne ke liye ziyada sabr aazma ho jatay hain jab tak ke usay bara munafe nah mil jaye. Lekin jab kasaad bazari se mutasirah market ke halaat ka saamna karna para to unhon ne baghair kisi hichkichahat ke apni position ko fori tor par beech diya taakay thora sa munafe haasil kar saken.

      Ziyada Aetmaad


      Baaz auqaat hum khud ko bohat ouncha samajte hain. Jab hum kamyaab trading ke pay dar pay chand baar karne mein kamyaab hue to hamein lagta hai ke hum market ko maat day satke hain. Jazbati halaat jaisay ke aam tor par zaroorat se ziyada trading position, barray tijarti commission ki fees, aur behar haal ziyada nuqsaan ka imkaan hota hai.
      Market ke shurka ke ravayye ko aam tor par iqtisadi rawayya kaha jata hai. Is terhan ke waqeat ka mushahida karne ke liye bohat se mtalaat kiye gaye. Jaisa ke aksar taleemi muashi nazriya ke sath ravayye ka muashi tanaza hota hai. Oopar ki tafseel se yeh kaha ja sakta hai ke sab se barray dushman hum khud hain. Janye ke aisi kon si haalat hai jis ki wajah se hum khud par control kho dete hain. Yeh samajh kar ke trading ke douran hamaray jazbati pehlu ke sath kya ho raha hai, umeed hai ke hum ghaltion se bach satke hain baar baar is terhan ki tijarti ghalatiyan.
      • #4 Collapse

        Re: Over Trading

        What Is Overtrading?

        Overtrading Se Khud Ko se Kyon rakhne Ke Liye aapane sabse pahle yah dekhna hai ki overtrading refer Kiya Jata Hai exclusive buying or selling ko stop ke upar Jab Bhi Ham idhar broker koi bhi Hota individual trader ho ya FIR Koi block kar ho Ham Uske through trading karte hain aur Usi point ke upar Hamen trading Mein analyse hota hai ki Humne yah to trading co buying opportunity per Lekar aana hai ya FIR selling Main Yahan per different implications hoti hai jo ki overtrading per Hamen prohibited Kiya Jata Hai Ham practis karte hain broker trade ko exclusive Mein Ham client account ko Dekhte Hain Jo generate Kiya Jata Hai Commission fee per Ham Mini Commission fee ke sath trading ko samajh sakte hain aur Yahi Hamen trading Mein Ek Achcha profit bhi deti rahti Hain

        Click image for larger version

Name:	overtrading_-_mistake_number_one_in_forex_trading.jpg
Views:	8
Size:	33.8 کلوبائٹ
ID:	12400037

        Understanding Overtrading

        Overtrading ko understand karna hai to aapane trading ke platform ko understand karna hai kabhi bhi trading over Nahin Karni chahie Soch Samajh Ke trading Karen Jyada Bar Bar market Mein trade ko activate karne se aapko ka nuksan ka bhi Samna karna pad sakta hai Kyunki market Kabhi Bhi Ek Thana ki Munh Nahin Deti Kabhi market acchi move deti hai aur kabhi hamen ISI market Mein nuksan karo bardasht karna padta hai isliye Jab Bhi aap treat Karoge trade Mein active ho to ko TRAI Karen ki aap Aise trade Karen ki aap Bina nuksan Kiya apni trading mein aur apne trading ke platform Mein fayda Hasil kar sake

        Types of Overtrading Among Investors

        Overtrading ko understand karne ke liye ham individual trader Mein Ham working karte hain Dam sabhi ko employee karen to trading Kade X Mein Ham financial fund ke sath risk Aati Hain take cut advantages disadvantages ke upar Hamen trading bhi karni hai aur ham ISI point ke sath trading Karen To Ham Kafi Dada generate Karte Hain free trading Commission ke sath set karne ke liye aapko market ko step ke tahat chalna hai aur ham apni profit aur apni analyse ke Ruby market ko understand Karte rahte hain jo aapko bade nuksan se safe rakhti hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Over Trading

          Over-trading

          Assalamu Alaikum dear Forex member Aaj Ham Apna topic describe Karenge Ke overtrading overtrading cute Ada karte hain aur use overtrading ki vajah se unko Kis nuksan Ka Samna karna padta hai yahi Aaj Mara topic Hai Iske bare mein Ham Agar sahit samjhaie to overtrading karne wale log Apna nuksan ko chhodkar Jaate hain lekin ke Dada Duri Nahin ki aap ko apni heart rate mein profit hi Hasil ho isliye agar aap trading kar rahe hain to market ko samjhaie analyse Karen Kyunki market trading karte hue trader ko Bina kisi nuksan ke trading karna hoti hai aur aapki Jo strategic hoti hai usko acche se kam HK Karen Chuke had strategy market Mein different ke Sanskar reaction de sakti hai isliye theatre ko apni nuksan ko sahi se pura karna hoga

          Click image for larger version

Name:	What-You-Need-to-Know-About-Forex-Overtrading_youtube.jpg
Views:	3
Size:	72.3 کلوبائٹ
ID:	12400057

          Having A Daily Risk Limit

          over trading Kafi ziyda risky hai overtrading ki wajah se trader apna hi nuksan karte hain vah trader Jo market Mein new hote hain vah overtrading kar Jaate Hain Kyunki unko Lagta Hai Kyon Nahin apni trading Mein Kafi Tata profit Hasil hone Lag Gaya Hai Jiski vajah se vah aur trading Karte rahte hain agar aap overtrading Se Khud Ko Sikho Rakhenge to aapko ismein Apne account balance ko bhi rakhte hain aur ISI balance ke sath aapko trading Mein profit ke sath sath aapko Kafi fayda Hasti Ho Jata Hai

          Discipline & Wiring Your Brain

          Discipline aur Apne Apne dimag ki takat kam karen to aapko trading mein se for security hain lekin agar aap different ko bolo na Karen performance ko kholo na karen to aapke liye Kafi hai ki baat hai Kyunki Har kam Har performance aapko aise hi perform karni hai ki jo trader Mein kamyabi ki vajah Bane aur unhen traders ko kam Mein performance ki vajah se fayda hota rahata hai isiliye Apne mind ko Jyada aapane work Mein mat Lekar Aaye Itna kam Karen jismein aap khud ko kam Yad karne

          اب آن لائن

          Working...
          X