Counterattack Line Candlestick Pattern in Forex Market.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Counterattack Line Candlestick Pattern in Forex Market.....
    Aslam u Alaikum!


    Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Ye market ki volatility ki study kay ly use ky jata hy Jb certian point sy above or below move karta hy or es ka ye matlab hota kay market ka trend change hony wala hy . Bhot sary technical tool ki tarha ye daily chart kay laye banaya giya hai. Lkn trader esko kisi bhe time frame mein use kar sakty hain Aaj aaj ki post ke Ek technical post hai aur aapko bahut pasand I Hogi aur bhi improve mint kar rahi ho gai isliye aap koshish karen* knowledge experience information saath saath Hasil Karte. forex ma bhot sari techniques or methods k zaryae trade open ki jati hai jis ka main maqsad ye hota hai k trader ko benefit hasil ho jae. Jis trader k pass acha capital or acha knowledge ho ga wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jae ga. Jis trader k pass kio technique or acha capital ni hota wo profit hasil karny ma hamesa nakam ho jata hai. So es topic ma ham yaha par discuss karyn gy.

    WHAT IS COUNTERATTACK LINE CANDLESTICK PATTERN

    Dear members counter attack line candles pattern hmain current trend k reversal ka signal daita ha, ye bullish aur bearish dono ho saktay hain jo is baat par depend karta ha k ye kis tarah k trend ma appear ho raha ha, ye do candles sa mil kar bnta ha jo color aur direction ma aik dusray k opposite hoti hain, is ma trend ki direction ko confirm karnay k liay hmain 3rd ya 4th candle par depend karna parta ha, ye pattern show karta ha k uptrend ma buyers control loose kar rahay hain aur downtrend ma sellers control loose kar rahay hain, ye aik specific pattern ha jo candles chart par ziada nhi milta, traders ko successful trade k liay is pattern ko dusray technical anaylisis k sath use karna chaiay.



    BULLISH COUNTERATTACK LINE :

    Dear member Bullish counterattack piercing line k similar ha, dono ma difference first candle k penetration level ka ha, ye pattern downtrend ma appear hota ha, is ma 2 candles hoti hain jin ma sa first long aur black yani bearish hoti ha auf second candle white mtlb bullish hoti ha in doni candles ki real body aur length takreeban aik jaisi hoti ha, trend ko confirm karnay k liay confirmation candle ki zarurat hoti ha, jis k baad buy ya sell ki trade set ki ja sakti hai.

    BEARISH COUNTERATTACK LINE :

    Dear member Bearish counter attack candle pattern dark cloud cover pattern pattern k similar ha, ye uptrend ma appear hota ha, jis ma pehli candle long aur white matlb bullish hoti ha aur second candle black mtlb bearish hoti ha, jiska close first candle k same level par hota ha, is pattern ma b dono candles ki real body same hoti ha aur confirmation candle ki zarurat hoti ha.

    WORKING STRATEGY :

    Dear member Is pattern ma pehle candle bearish banti hai or second candlestick bullish banti hai. Ye second candlestick market ma down gap sy open hoti hai or phr ye usi point k kareeb close hoti hai jaha par previous candle close hoe thi. Pattern ma jo bullish candle banti hai wo pehle candle ki nisbat large body ki hoti hai. Ye long bullish candle darsal market k reverse hony ko zahir karti hai k market pehle bearish trend ma thi or ab bullish ma ah chuki hai. Es pattern k bad agr trader ko bull ki trade open karni hain to unko chahe k wo stop loss second candle k bottom par set karyn. is ka benefit ye ho ga k wo big loss sy bach jayn gy. Ye bhot important hai k both candles large hon or dono ka closing point b approx same he ho. Agr second candle bullish ni ho gi or market k gap ko fill ni kary gi to ye pattern invalid samaja jae ga.



    CHART IN ANALYSIS FOREX TRADING :

    Dear member market main kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein aapko bahut zayda experience ki zarorat hoti hai agr ap different factors par study karty hain to ap bhot zyada advantages available hoty hain es liye ap ko hmesa market Mein candlestick ko achi tarah understand karna chahie ta k ap market main achi earning karain agr apny analysis kar k apni trading ko successful bana sakhty hain . Fundamental aap Kay sath bullish Belt Hold Candlestick Pattern ki further clarification krny Kay liye following Trading outline aap Kay sath share krny ja Raha hun. Ya graph aap Kay liye zyda assisting stage with giving kar sakhta hai. Iski help sa aap is candle design ko previously mentioned subtleties ki ba aik sat tradin ho jay gi.aor jab bhe selling pressure ko bhi dekha rahi hoti hai. Jitni ziada sellers market me active hongey, us hisab se candle ki length nechay ki taraf ziada hogi. Chonkeh candle ki up aur down side pe koi shadow ya wick nahi hoti hai, is waja se market me qeematon ka incrase ho gi.Dear agar aap market geometry to properly study karna chahte hain to is mein aapko market ki different waves ko bhi study karna hota hai isi mein aapke liye bahut hi important theory Jisko aap Elliott Wave kay Naam Se Jante hain is mein aapko bahut jyada perfect analysis karne ke liye ek acchi opportunity aur chance mil sakta hai is mein aapko market ki prediction karne ke liye bahut hi best anus is complete karna Hote Hain.

    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Counterattack Line Candlestick Pattern in Forex Market.....

    Bullish Counterattack Line Pattern Kia Hai?

    Bullish counterattack line candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai jo market mein mojooda kami ke rujhan ke anay walay ulat honay ki pishin goi karta hai. yeh candle stuck patteren aik do baar patteren hai jo market mein kami ke douran zahir hota hai. Bullish ke jawabi hamlay ke patteren ki tashkeel ke liye market mein mazboot kami ka rujhan hona chahiye. pehli mom batii haqeeqi jism ke sath aik lambi siyah mom batii honi chahiye. doosri mom batii bhi lambi ( misal ki tor par, pehli candle ke size ke barabar ) lekin real body wali safaid mom batii honi chahiye. doosri candle pehli candle ke qareeb band honi chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images (172).jpeg
Views:	2
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12400373

    Bullish Counterattack Line Pattern Kaam Kese Karta Hai?


    Bullish counterattack line pattern aik do candle stick patteren hai jo neechay ke rujhan ke baad hota hai aur usay neechay ka ulat signal samjha jata hai. Bullish counterattack line bilkul isi terhan ke chaidnay walay patteren ke muqablay mein kam ahem neechay ka ulat jane wala signal hai. pehli candle stuck bearish candle stuck hai. doosri candle stuck pehlay din ki bearish candle stuck ke band honay se bohat neechay khulti hai lekin phir wapas aati hai, taqreeban isi qeemat par band hoti hai jo pehlay din ki candle stuck ki band honay wali qeemat thi. lehaza, dosray din ki candle stick aik barri taizi ki shama hai. dosray din neechay ka bara faraq bears ko aetmaad deta hai ke neechay ki taraf rujhan jari rahay ga. Lekin bears ki herat ki baat yeh hai ke qeematein mazeed neechay jane ke bajaye ulat jati hain aur khalaa ko pur karti hain aur pichlle din ki qeemat ki isi satah par band hoti hain. is din bears ko koi bunyaad nahi mili.

    Click image for larger version

Name:	images (258).png
Views:	4
Size:	22.9 کلوبائٹ
ID:	12400372

    Bullish Counterattack Line Pattern Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


    Bullish counterattack line pattern hamesha bearish trend me banta hai, faraz karen ke market aik fa-aal neechay ke trend mein masroof hai. pehli candle kami ko jari rakhti hai, khulay ke neechay qareebi kunvey ke sath, aik lamba real body peda karta hai. is se belon ko difai andaaz mein rakhtay hue reechh ka aetmaad barhta hai. un ki ahthyat ka juwaz doosri mom batii ke khilnay par hai, jo pehlay ke session ke ekhtataam se neechay jati hai. taham, opening saylng pressure ki supply ko khatam kar deti hai, jis se belon ko aik ulat session mein security uthany ki ijazat millti hai jo pehli mom batii ke qareeb khatam hota hai. qeemat ka yeh amal mumkina taizi ke ulat jane ka ishara deta hai jis ki tasdeeq teesri ya chothi mom batii par hoti hai. jawabi hamlay ki linen –apne tor par qabil aetmaad nahi hosakti hain. aam tor par inhen tasdeeqi mom batian darkaar hoti hain, aur un ka istemaal dosray tasdeeqi takneeki tajzia ke sath mil kar kya jata hai. candlestick patteren bhi munafe ke ahdaaf faraham nahi karte hain, lehaza is baat ka koi ishara nahi hai ke ulat kitna bara ho sakta hai. patteren aik taweel mudti ulat shuru kar sakta hai, ya ulat bohat mukhtasir muddat ka ho sakta hai. agarchay patteren hota hai, yeh aksar nahi hota hai. is candle stuck patteren ko istemaal karne ke mawaqay mehdood hon ge.

    Click image for larger version

Name:	images (257).png
Views:	8
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12400371
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Counterattack Line Candlestick Pattern in Forex Market.....

      Aslamualaikum!

      Counter attack line candlestick pattern price chart par banne wala aik two days ka bullish trend reversal pattern hai, jo k low price area ya bearish trend k dowran banta hai. Pattern ki pehli candle bearish jab k dosri candle aik bullish candle hoti hai. Pattern ki dosri bullish candle k open price pehli candle se nechay gap main open honi chaheye. Pattern ki dosri candle ka close price pehli candle k same close price k ooper hona chahiye, lekin iss k close price k nechay aur open price k ooper nahi hona chaheye. Pattern ki dono candles real body main lazmi honi chahiye, jab k candles k shadow ka hona ya na hona zarori nahi ha.

      Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	22
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12400426

      counter attack line candlestick pattern two days candles ka trend reversal pattern hai, jiss main pehli candle aik normal bearish candle hoti hai, jo prices main bearish trend aur selling pressure zahir karti hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, jab k pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle k bottom gap main open ho kar pehli candle k same closing price k ooper close hoti hai. Ye candle market main buying control ko zahir karti hai, jo prices k sabeqa trend k khatemay par banta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	12
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12400427

      counter attack line candlestick pattern prices k bottom par banne ki waja se market main buyers ziada active ho jate hen. Pattern ki dosri candle prices ko bearish trend k leye support zone banati hai, jiss k baad prices teezi k sath upward rising shoro karti hai. Pattern par trade enter karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jiss ka open price apne close price k nechay hona chaheye aur dosri candle k upper par close honi chaheye. Lekin agar confirmation candle ki jagah agar bearish candle banti hai, to ye pattern invalid ho kayega, jiss par trade entry nae krni chahiye.

      اب آن لائن

      Working...
      X