What is 4 price doji candle stick

No announcement yet.

X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

What is 4 price doji candle stick
AOA

INTRODUCATION

Friend's kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab log Harish ji honge mere account ko 2 mahine ke liye band kar diya gaya tha aur aaj UN band hua hai to isliye post karne ki TRAI kar raha hun 2 mahine mein to yakin Karen aap post karna hi bhul gaya ab subah se koshish Karke aap post karne ki koshish kar raha hun aap Dua Karen ki main acchi information post karne mein kamyab ho Jo hua theek hua Lekin maine bhi copy pest karne ki koshish Nahin ki hai main apni post ko different books Google se software se hasil karte Hain aur UN per aasan Urdu mein kam karte hue post karte hain lekin shayad yah Kismat mein manjur hog Dua Karen ki main acchi aur informative post Karun Taki aap sab apne knowledge ko improve karte Rahe Hain thank u aaj ki post ka topic hai 4 price 2G candle kya hai aur yah kaise kam karti hai kam Karti Hain Ham isko trading chart mein kaise identify kar sakte hain aur yah hamen trading chart mein kya information provide Karti Hain iske bare mein aaj main baat karne ki aur aapko samjhane ki koshish karunga

WHAT IS FOUR PRICE DOJI CCANDLE

Four price ki doji candle stick aik nayab candle stick hai, jo ki qeematein ahem hain supply aur demand ki barabari ya buyers aur sell karnay walon ki market mein aadam dilchaspy ki vaj_h se yeh candle stick yj banti Hy or. qeematein doji candle stick ki bani mein aik makhsoos time frame mean open, high, lo aur qareeb aik hi point par hoti hai, jis se candle stick aik line jaisi lagti hai. Four qeemat ki duji candle stick ki qeematein aik khaas position par lataki rehti hai, jis se nah to mom btyon ki oopar, neechay par koi wick banti hai aur nah hi mein doono par candle stick ki haqeeqi jism hoti hai. yeh candle stick se bohat zedah chhootey time frame mein banti hai aur yeh aik khaas waqeat jaisay wake and ya asason ke brokrz ke sath trading ki meyaad khatam honay ki sourat mein bhi akser aisa hota hai .

EXPLANATION

line shop ki duji candle stick hoti hai, jis ki na se asli jism hoti hai, blke sath sath oopar neechay koi saya bhi nahi bantaa hai, ‫an‬ yeh candle stick asli jism mein bhi zero hoti hai, aur saaye mean. bhi zero hoti hai ‫an‬ kisi matloba time frame mean jab ki qeematein aik hi position par munjamad ho jayen tab yeh candle stick wujood mean aati hai. Four price doji candle ya se qeematon ke bohat kaam time frame mean bunty hai aur yeh currency jore mean bunty hai, jis par trade bohat kaam hoti hai, que ke traders ka ghair currency ke jore mean tijarat karne ka koi dilchaspi ka mood nahi hota hai. Four price candle se bazaar aisi rawayya day rahi hoti hai, jaisi market mein hali day ya weekend par qareeb hai. ahem currency ke jore ke mukhtasir muddat ki time frame jaisa s 5 ( paanch second ), am 1 ( aik minute ) aur am 5 ( paanch minute ) ki time frame mein yeh mom batii kaafi تڑاد mein bantay heen, jahan par price kuch wasiyat ke liye since le rahi hoti hai. lekin taweel time frame jaise ; h4 ( chaar ghanta ), d1 ( rozana ) aur w1 ( hafta waar ) mean un ka ban-na takrebun bohat kaam hota hai ya hota hi nahi haiClick image for larger version

Name:	Four-Price-Doji-Candle.jpg
Views:	7
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12535900TRADING WITH 4 PRICE DOJDOJI CANDLE

Real body nah honay ki vaj_h se yeh candle na two bearish candle kaont hoti hai aur nah hi blush candle, blke aik nyotrl candle taswar hoti hai. yeh candle market ke trained ke dermyan mean trained ka kaam karti hai, jab ke taap trained ya down trained mean candle ka rawayya badal jati hai .

four price doji candle aagr taap trained par bunty hai to aap aik bearish trained reversal ki infection proved karte hai, jab ke praysz ke neechay mean banay ki vaj_h se candle ke ravayye mein taizi ka rujhan reversal mean badal jta hai. candle par trading ke liye trained confirmation indecator ya price action ki zrrot hoti hai. aagr chaar qeemat duji mom batii ki qeematon ke taap trained par ban'nay ke baad chart par aik bearish real body wali candle bunty hai, to aap aik bearish trained indecate ka hoga, yahan par market mein farokht se entry ki ja skte hai. jab ke down trained mean banay ke baad aagr aik taizi ki candle banti hai to aap aik taizi ke rujhan ko reversal ka signal hoga. yahan par market mean buyer ki entry ki ja sakti hai

STOP LOSS

Bearish trained reversal mean doji candle ke taap se two pips oopar set hoga jab ke taizi ka trained reversal mean two pipes doji candle ke down paar set hoga

منسلک شدہ فائلیں
• InstaForex
• #2 Collapse

Re: What is 4 price doji candle stick

Four Price Doji Candle Stick

Fore price doji candle us waqat banti hai, jab market me open, low, high aur close (sab) ki qeemat (position) aik (same) ho. Four price doji candle market me bohut kam hi banti hai, q k is k leye zarori hai k sari side aik hi position pe band ho.

Click image for larger version

Name:	images (6) (163).jpeg
Views:	2
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12403049

Four Price Doji banne ki wajah

Dosri doji candlestick patterns ki tarah four price doji ko bhi qeematon k tasalsul (continuation) ya wapasi (reversal) se tabeer kia jata hai, is k leye zarori hai k dekha jaye k ye doji candle kahan (position) pe banti hai. Agar is four price doji ko kisi high qeemat area ya bullish harkat k bad paye jaye to ye trend reversal ya bearish trend ki taraf ishara karti hai.
Agar ye kisi kam qeemat wale area ya kisi bearish position pe a jaye to ye bhi trend reversal ya bullish trend ki taraf ishara karti hai. Aur agar ye kisi sideways trend me ban jaye to isbko neutral shumar kia jayega.

Click image for larger version

Name:	images (10) (264).png
Views:	30
Size:	1.6 کلوبائٹ
ID:	12403050

Four Price Doji pe Trading

Four Price Doji Candle banne k baat market me trend reversal chances ziada ho jate hen, lekin pher bhi ihtiati tadabeer k tawar par market me agli candle k banne ka intezar kar lena chaheye, us k bad hi buy ya sell ka faisala karna chaheye. Four Price Doji Candle bohut kam hi market me banti hai, is ko trend reversal ya trend continuation dono k leye leya ja sakta hai. Jab bhi ye candle banne ka matlab hai, k qeematen kam mutaharek hen, ya un pe kisi side se ziada dabao nahi hai. Agar four price doji bearish trend k baad banti hai aur teesri candle bullish banti hai, to is ka matlab hai k bearish trend bullish trend me badal chuka hai, aur market buy entry k leye ready hai. Lekin agar fource price candle stick bullish trend k bad banti hai aur market me teesri candle bearish banti hai to isbka matlab hoga k qeematon ne trend beariah me badal deya hai aur market sell ki entry ki ja sakti hai.

Click image for larger version

Name:	images (10) (265).png
Views:	11
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12403051
• InstaForex
• #3 Collapse

Re: What is 4 price doji candle stick

Assalamu Alaikum Dosto!

Four Price Doji Candle

Financial markets main aksar awqat aisa bhi hota hai, k kisi assets par traders tazabzub k shikar hote hen, k wo trades ki konsi entry karen, iasi soratehal jiss main traders koi sahi position ki wazih faisela nahi kar pate hen, prices apni jahgah par stuck rehti hai, jiss ki waja se price chart par aik doji candle ka qayam hota hai, jiss ko four price doji candle kaha jata hai. Ye candle ziada tar bohut small timeframes ya markets k darmeyan k waqfay mai aur ya un currencies pairs main bati hai, jiss par trading bohut kam hoti hai, yanni "Exotic Currency Pairs". Four price doji candles main prices ki high, low, open aur close same hi point ya point par hota hai.

Click image for larger version

Name:	images (2) (59).png
Views:	34
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12404144

Candles Formation

Four price doji candle k prices up and dow aur high and low same hi hote hen, jiss se candle ki shakal aik line jaisi dekhti hai. Four price candle single daoji candle hai jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

Click image for larger version

Name:	images (2) (61).png
Views:	9
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12404145

Four Price Doji Candle: Fource price doji candle na to bullish candle hoti hai aur na hi bearish, q k candle ki open aur close same hoti hai, jiss se upper aur lower sides par na to candle ki shadow hoti hai aur na hi real body. Ye candle bullish hososeyat wali bhi ho sakti hai jab k bearish bhi mumkin hai.

Explanation

Four price doji candle aik single formate ki doji candle hai, jo k prices k top ya bottom mainziada tar trend reversal pattern ka kaam karti hai. Normal ye candle prices main neutral tasawar ki jati hai. Ye candle up aur down side par na to real body rakhti hai aur na hi iss k upper ya lower side par shadow hota hai. Four price doji candle ki khas baat ye hai k jab bhi ye candle market main banti to aksar iss k baad bohut teezi k sath breakout wale side par jati hai. Candle k formation ziada tar kam traded currencies main hoti hai, jiss par aksar ghanton ghanto tak koi trades open hi nahi hoti hai.

Click image for larger version

Name:	images (2) (60).png
Views:	7
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12404146

Trading

Four price doji candle aik normal bagher kisi color k aik line wali candle hoti hai, jiss ki na to real body hai aur na hi kisi side par upper ya lower shadow hota hai. Four price doji candle dosre doji candles se bohut ziada mukhtalif dekhaye deti hai, q k ye prices main aik line si dekhaye deti hai. Four price candle agar prices k top par banti hai yo aik bearish confirmation candle k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai, jab k prices k bottom par iss par confirmation candle k baad buy ki entry ki jati hai. Stop Loss candle se pehle ki candle k top par bearish trend main aur bullish trend reversal main candle k lower se two pips below set karen.

Click image for larger version

Name:	images (2) (58).png
Views:	6
Size:	2.5 کلوبائٹ
ID:	12404147

اب آن لائن

Working...
X