what is falling & Rising Wedge in forex .....?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is falling & Rising Wedge in forex .....?
    Salam to all Friends Agr hum chart main dekhe k market main koi ik trend kafi time se chal rha hai or falling wedge k banney me zaroori hai k last trend Berish trend ho ya down trend neche ki traf girty hove ek level per rejection ly kr oper ki traf ek pull back karta hai yahan se pattren ki formation start hoti hai or agly kuch he swings main pattren mukamal ho ata hai esko ap triangle ki sahpe main daikhen gy or eska break out hamesha new trend ki formation hoti hai kyon k falling wedgw ek trend ki end or new tred ki formation hoti hai es pattren main apke uper trend line ko ap market ki resistance or lower trend line ko market support ki trah ly kar mazeed agy barhti hai.falling wedge pattren ki yeh khasiyaat hai k yeh chart pattren main banta hai jahan market lower lows or lower highs bnati hai jo ke ek range main banty hain jab yeh pattren downtrend main banta hai to yeh reversal pattren mana jata hai or yeh pattren es bat ko confirm karta hai k ab new trend start honey wala hai buyers ka rujhaan ziada hai, girty hue wedge patteren ki khasusiyat aik chart patteren se hoti hai jo is waqt bantaa hai jab market contracting range ke sath nichli satah aur nichli oonchai ko banati hai. jab yeh patteren neechay ki janib rujhan mein paaya jata hai, to usay aik ulat patteren samjha jata hai, kyunkay range ka ishara karta hai ke neechay ka rujhan khatam ho raha hai, falling wedge ek bullish pattren hai esi trha se esk dusra pattren raising wedge hai jisko hum bearish pattren kehte hain yeh signals maney jaty hain market main trend change honey k jese k ap neche dekh sakte hain.

    What is Falling Wedge Pattern


    Friends gaar apko chart ma falling wedge pattern dikahye da rha ha to to apko yaha kahridi karna ka lie jo do support hain resistance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna hogi is trend line ko (resistance line) kahta hain or iska bad dusra support ko touch karta hue dusri trend lien khenchna hogi isko (support line) kahta hain ,falling wedge chart pattern ma kam sa kam do support or resistance ka hona lazmi ha or agar do sa zyda ho to bohat achi bat hogi isma ek bat ka dikhan rakha resistance wali line ka slope necha ki taraf hota ha or support ki nisbat jis sa ya ek point a ka crossover kar jati hain is pattern ma asa ni hona chaye ka dono line ek dusra ka parallel chalti rahein ,agar ya crossover na karein to isko sahi ni mana jaye ga ,dosto trade lata wakt hama is bat kadihan rakhan bohat zaruri ha ka hamara trade lana ka point sa stoploss lagana ka point ka difference risk reward ka rule 2% ka mutabik hona chye agar ya 2% ka mutabik nahi ha to ham trade nahi lein ga.

    Click image for larger version

Name:	Gt4DqiF3_mid.png
Views:	7
Size:	41.5 کلوبائٹ
ID:	12535870


    What is Rising Wedge Pattern


    Friends yeh pattren bhi fallig wedge k bilkul opposite hai jese k woh apko market main milta hai jahan apko downtrend nazar aye esi traha raising wedge bhi uptrend market main apko milta hai same supportor resistance es pattren main bhi milta hai market apne trend k high prices per ja kr range main movekarna start karta hai wahaan apko es baat ka andaza ho jana chahye k ab maarket main new trend staarthone wal hai buyers ka market main rujhaan kaaam hai sellers ab market maain heavy hoty ja rahe hainyahan apko support k downout per entry leni hoti hai or pattren k pehle swing k mutabiq apko apna target rakhna hota hai.


    Click image for larger version

Name:	grade7-rising-wedge-reversal-after.png
Views:	7
Size:	23.0 کلوبائٹ
ID:	12535871
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is falling &amp; Rising Wedge in forex .....?

    Rising Wedge Pattern And Falling Wedge Pattern:-

    Forex trading mai wedge pattern and falling patternis ko read Kar ke study kar sakti hai aur learning kar sakte hain dear jab tak Forex trading Mein Hamla Nahin Karenge Ham isase Achcha profitous nahin kar sakte Agar aapane ismein kamyabi Hasil karni hai to uske liye study karna Hogi aapane candlesticks ke bare mein bataya hai aur Market Baton ke bare mein bataya hai dear Ham dekhte hain ki forex market 1 Patron Mein movement Karti Hai Jab Ham ismein trendline draw karte hain to market use friend ke mutabik movement Karti Hain Agar market trend ko break karti hai to market ki movement change hoti hai main use Breakout ke bad trade open Karni Hoti Hai market ki direction change Ho Jaati Hai aapane is mein rising wedge pattern ke bare mein bataya hai aur bowling bhej Baton ke bare mein bataya Hai rising wedge pattern market ki movement upward hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Falling Rising Wedges Chart 1.png
Views:	2
Size:	35.2 کلوبائٹ
ID:	12399900

    wedge pattern and falling pattern ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama sakygy hamy in ko kabe be ignore nahi karna chaey hamy learning gain kar kay ik time table bana kar kam karna ho ga hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager blanace account ban kar be kam kar sakty hain forex aik amm business jasa nahi hain hum gar mai bath kar is mai kamkar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hte hum is mai ape marze sy time table bana kar kam karna h ga hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hai yai aik best busienss hai. forex aik best business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain forex aik unique busienss hain hum is mai out off balacne account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kr sakty han hum is mai full time be kam kr sakty han yai ak best business hain hum is mai apne marze sy tme table bana kar kam kar sakty hain yai aik legal business hai.
    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	24
Size:	68.5 کلوبائٹ
ID:	12399902
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: what is falling &amp; Rising Wedge in forex .....?

      Falling wadge

      Falling wedge market ki down movement ky wakt formation Hoti hai agar aap market k down trend main ek chenel draw karen our market us channel main move kar k down ja rahi ho to aap is main Supports and resistance ka sahara le ka Good earning kar sakte hai is main hame try karna chahiye k ham long term par sell trade open karen ya phir short term main channel ki top and bottom line par buy and sell trade kar k earning karn.

      Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	6
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12399916

      Rising wedge :

      Rising wedge pattern market main Up trend k wakt banti ha our is main market Slow move karte huye Up trend banati hai our ek channel main safar karti ha rising wedge main hame buy par twaja deni chahiye lekin ham chennel ki Top par sell our botton par buy entery b kar sakte hai lekin agar market chennel ko cross karti ha to ye long side par kisi b tarf ja sakti hai is liye channel k bahr apna Stop loss select krain.

      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	38
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12399918

      Rising wedge pattern bearish reversal trend pattern hay. Jab up trend higher high and higher low banata hay to ager higher high and higher lows ko line say milaya jaye to aik point per ye donon lines mil kar aik cone banati hayn. Jahan per ye lines mil jati hain wahi say bearish reversal trend start hota hay. Aur is pattern ki takmeel per sell main trading order place karny say achi earning mutawaqy ho sakti ha.

      اب آن لائن

      Working...
      X