Market mein kaam karney kay start pey aap basic knowledge aap market kay baary mein hasil kartey hein. Aur ess basic knowledge sey aap market ke working koo samjhtyey hein aaur market mein kaam karna seekhtey hein. Esii basic knowledge mein sey aek cheez Wick hae jo aap koo forex trading chart par nazar aati hae. too jab aap Technical analysis koo completely seekhtey hain, to ismein aapko wick ky concept koo properly understand kernaa chaheye. Aaj mein aapko wick aur iski related kuch important information share karta hun.
Wick Kiya Hai?
Trading chart pey candlestick kay baary mein aapko info hogi too jabb candlestick close hoti hae to usmain body kay ilwa jo part hota hae usko aap wick khety heain. Wick koo aap shadow bhi keh sakhty heain. Wick sey aapko market ke value aik particular timeframe mein ups aur downs ka pata chalta ha kay market kahan tak us time mein up aur down rahee hae.
Wicks Ke Type
Candlestick ki study complete kertay huye aapko different types ki wick / shadow available hoti heain. Iski details following mentioned hai.
UPPER WICK
Dear forex member Jab aik candlestick close hoti hae aur uski body down side per hoti hai, aur uski wick / shadow upper wali side per hoti hai, to isko aap koo upper Shadow candlestick kehty heain. Ya candlestick aapko seller's pressure show kartee hai.
LOWER WICK
Lower wick mein hum koo buyer's pressure find out hota hai, is candlestick mein body upper side per hoti hae aur wick downside per hoti hae lower point par aik support and resistance milti hai, jiss ky bad market bahut zyda bounce back kartee hai, too is koo ap major level ky name sy denote kertay heain. Definitely yeh aik bahut hi important level hota hai, is par ap koo candlestick ki confirmation par zaroor entry leni cheye esi entry sy ap koo bhot zyda advantages available hotey heain.
Wicks Ke Tafseel
Dear forex member Technical analysis complete kertay hain, to ismein aapko wick kay concept koo properly understand kernaa cheye. Kuch eisi candlestick bhi hoti hain jin ki body ki both side per ap koo wick milti heain. Is candlesticks kay bad ap koo carefully decision making kernaa hoti hai.ls par ap koo yeh information mil rahi hoti hai, jiss mein market new level ki formation kartee hai, liken yeh itna zyda strong nahin hoty, Is liye ap koo khabi b en Level par apni trading activities koo utilise nahin kernaa cheye.
Jab Technical analysis koo complete karna chahte hain too ismein aapko multiple candlestick ki interpretation koo achi tarah samjna hota hai. Jab kisi candlestick ka shadow upper wali side per hota hai, to ya aapko seller's pressure show kartee hai. Jab kisi candlestick ka shadow lower side per hota hae to ya aapko buyer's pressure show kartee hai. aur jab aik candlestick ki wick both side per hoti hae to ya nutral pressure show kartee hai.
Dear forex member support level aur resistance level koo ap different categories mein convert ker sakhty heain. Definitely is k different levels ki different categories aur different interpretation hoti hai. Iski briefly Explaination aap kay sath share krny ja rahi hun jiss koo ap samjh ker asani sy apna target lay sakhtu heain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим