evening star candle stick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    evening star candle stick pattern
    what is evening star candle stick pattern



    evening star candle stick pattern bearish reversal candle stick pattern hta hey jo keh forex market mein teen candle stick pattern par moshtamell hta hey jo keh forex market mein up trend kay upper hesay mein zahair hota hey yeh forex market mein opar ke raftar ko low karnay kay bad bearish pattern banata hey es say pehlay bearish trend kay bad nechay kay trend ko kaim karay ga
    Click image for larger version

Name:	evening-star-candlestick_body_EveningStarcandlepattern.png
Views:	16
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12535759



    identification f evening star candle stick pattern



    forex chart par evening star candle stick pattern ko identify karna bohut zyada important hota hey
    forex market mein up trend ko kaim karen jahan par market higher highs or higher lows bana rehe ho
    bare bullish candle stick ka hona bhe zaroore hota hey jo keh buyer kay pressure or majodah up trend ke continuation ko indicate karta ho forex market mein long period ke trade ko talash karna chihay takeh forex market mein reversal koi prove na ho
    small bearish/bullish candle stick small bearish ya bullish candle stick hote hey jo keh kabhi kabhi Doji bhe ho sakte hey zyada tar es candle stick ka farq zyda hota hey kun keh yeh higher highs banate hey es say ki farq nahe parta hey ya bullish kun keh yahan par sab say important bat yeh hote hey keh market kes limit tak ghair faisla ken ho sakte hey
    bare bearish candle stick bare bearish candle stick selling pressure ko indicate karte hey real allamat market ke es candle stick say indicate hote hey or aik new down trend ke taraf eshara karte hey
    bad mein price action kamyaab tabdele kay bad lower high or lower level ka analysis kartay hein
    Click image for larger version

Name:	evening-star-candlestick_body_EveningStarexplained.png
Views:	14
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12535757




    trade with evening star candle stick pattern



    evening star candle stick pattern ka analysis EUR/GBP par kea ja sakta hey jahan pr reversal pattern ke tashkeel aik new up trend ka majod hey
    forex chart ko daikhatay hvay formation ko mokamal karnay kay bad trader agle he candle stick kay opening part mein enter honay kay ley koshesh kartay hein or zyada kadamat passand trader entry mein takhair kartay hein yane late entry laytay hein jes ke wajah say os ke entry kharab ho sakte hey khas tor par chalte hove market mein enter honay ke wajah say
    target ko support ko pechle level ya stable kay pechlay hesay par rakha ja sakta hey stops ko recently swing high kay opar rakha ja sakta hey stop ko recently swing kay opar rakha ja sakta hey kun keh es level ka gap market ko reversal janay ko batel kar day ga or chonkeh forex market ke koi guarantee nahe hote hey trader ko hamesha positive risk o reward ko kaim kar kay trade karne chihay
    Click image for larger version

Name:	evening-star-candlestick_body_TradingEveningStarEURGBP.png
Views:	19
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12535758
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: evening star candle stick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Evening Star Pattern


    Evening star candlestick pattern prices k top par uss waqat banta hai, jab bhi buyers ki bohut ziada pressure aur assets ki high demand ki waja se prices bohut ziada above ja chuki hoti hai. Ye position aksar prices k resistance level sabit hoti hai, jiss main prices yakdam nechay gerna shoro karti hai. Evening star candlestick pattern main teen candles hote hen, jiss main pehli candle prices par buyers ka dabao, dosre candle prices ko mazedd upper jane se rokne aur last teesri candle prices ko reversal direction main badal deti hai. Jab bhi high demand ki waja se assets ki prices bohut ziada upper jane lagti hai, to aik aisi satah ati hai, jahan par iss ki kam hona shoro hoti hai, kam demand wale area main aksar prices small candle banati hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	77
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12428531

    Candles Formation


    Evening star candlestick pattern bullish trend ya high pdemand area main paya jata hai, jiss se k baad prices mumkina tawar reversal jana shoro karti hai. Ye long timeframe main ziada bante hen, jab k iss pattern k teen hessey ya pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki tafseel darjazzel hai:

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	23
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12428532

    1. First Candle: Evening star candlestick pattern ki pehli high prices area main hone ki waja se bullish candle hoti hai. Ye candle aik prices k bullish trend ki akasi karti hai, jo mumkina market ki teezi dekhati hai. Candle ki real body bullish trend k mutabiq white ya green hoti hai.

    2. SecondCandle: Evening star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jo k pehlu candle k baad prices ko kam karne ki koshash karti hai. Ye candle banti to pehli candle k top par hai lekin iss ki small body hone ki waja se asarat bearish trend ki hote hen, ye candle bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai, lekin position pehli candle k top par honi chaheye, wo bohut important hai.

    3. Third Candle: Evening star candlestick pattern ki teesri candle trend reversal k mutabiq hoti hai, q k ye dosri candle prices ko rok kar mazeed bullish jane se rokti hai, jab k third candle bearish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle aik bearish candle hoti hai, jo k dosri candle se nechay aur pehli candle k parallel banti hai.

    Explanation

    Evening star candlestick pattern aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo k long term k timeframes main high prices ko low price direction main tabdeel kar dete hen. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jiss k baad aik small spining top candle banti hai, aur last par aik bearish candle hoti hai. Bullish candle market main sabeqa trend ki alamat hoti hai, jiss k baad banne wali spinning top candle prices ko mazeed bullish jane se rokne k kaam karti hai, jab k last par bearish candle trend reversal k leye jani jati hai. Ye pattern dekhne main "Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se ziada mushabehat rakhta hai, aur candles ki formation bhi taqreeban same hoti hai, lekin uss main Spinning top candle ki jagah doji candle istemal hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	24
Size:	14.6 کلوبائٹ
ID:	12428530

    Trading

    Evening star candlestick pattern trading k leye aik perfect bearish ya sell k signals generat karta hai. Pattern par trading k leye prices ka high area main hona zarori hai, jab k indicators par uss waqat overbought zone hona chaheye. Pattern par trading se pehle aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main pattern k sare candles se lower side par close honi chaheye. Iss candle par market main sell ki entry ki ja sakti hai, jab k ye candle white real body main hone se pattern ka asar khatam ho jayega. Pattern par trading k leye risk ko kam karen jab k Stop Loss pattern k sab se top side par ya Spinning top candle k upper side se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	45
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12428529
    • #3 Collapse

      Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb theak hogy. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC: EVENING STAR CANDLESTICK PATTERN Evening star stock ki qeemat ka chart pattern hai jisay takneeki tajzia car is baat ka pata laganay ke liye istemaal karte hain ke rujhan kab tabdeel honay wala hai. yeh aik bearish candle stick pattern hai jo teen mom btyon par mushtamil hai : aik barri safaid mom batii, aik choti si mom batii, aur aik surkh mom batii . Evening star ke patteren qeemat ke oopri rujhan ke sath munsalik hotay hain, jo is baat ki nishandahi karte hain ke oopar ka rujhan –apne ekhtataam ke qareeb hai. Evening star ka mukhalif morning star ka namona hai, jisay taizi ke isharay ke tor par dekha jata hai . EXPLAINATION: Evening star aik candle stick patteren hai jo takneeki tajzia karon ke zariye mustaqbil mein qeematon ke manfi pehluo ki paish goi karne ke liye istemaal kya jata hai . agarchay yeh nayaab hai, evening star pattern ko tajir aik qabil aetmaad takneeki isharay samajte hain . Evening star morning star pattern ke bar aks hai. dono bal tarteeb mandi aur taizi ke isharay hain . Evening star kaisay kaam karta hai . candle stick pattern aik stak ke baray mein makhsoos maloomat ko thos andaaz mein paish karne ka aik tareeqa hai. khaas tor par, yeh numaindagi karta hai har mom batii aik mom batii aur do VICKS par mushtamil hoti hai. mom batii ki lambai is tijarti din ke douran sab se ziyada aur sab se kam qeemat ke darmiyan range ka aik function hai. aik lambi mom batii qeemat mein barri tabdeeli ki nishandahi karti hai, jabkay aik choti mom batii qeemat mein aik choti tabdeeli ki nishandahi karti hai. dosray lafzon mein, lambi candle stuck bodies rujhan ki simt ke lehaaz se shadeed khareed o farokht ke dabao ki nishandahi karti hain, jab ke choti mom batian qeemat ki kam harkat ki nishandahi karti hain . Evening star ke patteren ko mustaqbil ki qeematon mein kami ka aik bohat mazboot ishara samjha jata hai. is ka namona teen din ki muddat mein bantaa hai pehla din aik barri safaid mom batii par mushtamil hota hai jo qeematon mein musalsal izafay ki nishandahi karta hai . dosra din aik choti mom batii par mushtamil hota hai jo qeemat mein ziyada mamooli izafah zahir karta hai . teesra din aik barri surkh mom batii dekhata hai jo pichlle din se kam qeemat par khulti hai aur phir pehlay din ke wast ke qareeb band hojati hai . khusoosi tahaffuzaat Evening star pattern aik qabil aetmaad ishara samjha jata hai ke neechay ki taraf rujhan shuru ho gaya hai. taham, stock ki qeemat ke adaad o shumaar ke shore ke darmiyan yeh samjhna mushkil ho sakta hai. usay qabil aetmaad tareeqay se pehchanney mein madad ke liye, tajir aksar qeematon ke oxcilatrous aur trained lines ka istemaal karte hain taakay is baat ki tasdeeq ki ja sakay ke aaya shaam ka sitara dar haqeeqat waqay sun-hwa hai aajiron mein is ki maqboliat ke bawajood, evening star patteren sirf mandi ka ishara nahi hai. deegar bearish candle stick patteren mein bearish harami, dark cloud cover, shooting star aur bearish engulfing shaamil hain. mukhtalif taajiron ki apni apni tarjeehat hon gi ke rujhan ki tabdeelion ka pata laganay ke liye kin namonon ko dekhna chahiye . evening star pattern ki misaal mandarja zail chart evening star ke pattern ki aik misaal faraham karta hai jaisa ke aap dekh satke hain, dukhaay gaye teen din aik lambi safaid mom batii se shuru hotay hain jo is baat ki nishandahi karti hai ke qeematon mein numaya kharidari ke dabao se izafah sun-hwa hai. dosray din bhi qeematon mein izafah zahir hota hai, lekin izafay ki had pichlle din ke muqablay mamooli hai. aakhir mein, teesra din aik lambi surkh mom batii dekhata hai jis mein farokht ke dabao ne qeemat ko pehlay din ke wast ke qareeb karne par majboor kar diya hai . yeh bitanay wali alamtain hain ke Evening star ka namona waqay sun-hwa hai. is security ka kaarobar karne walay takneeki tajzia car aindah kami ki tawaqqa mein security ko baichnay ya mukhtasir karne par ghhor karen ge .
      • #4 Collapse

        Evening star pattern kya hy?? candlestick pattern prices k top par uss waqat banta hai, jab bhi buyers ki bohut ziada pressure aur assets ki high demand ki waja se prices bohut ziada above ja chuki hoti hai. Ye position aksar prices k resistance level sabit hoti hai, jiss main prices yakdam nechay gerna shoro karti hai. Evening star candlestick pattern main teen candles hote hen, jiss main pehli candle prices par buyers ka dabao, dosre candle prices ko mazedd upper jane se rokne aur last teesri candle prices ko reversal direction main badal deti hai. Jab bhi high demand ki waja se assets ki prices bohut ziada upper jane lagti hai, to aik aisi satah ati hai, jahan par iss ki kam hona shoro hoti hai, kam demand wale area main aksar prices small candle banati hai.Evening star pattern aik qabil aetmaad ishara samjha jata hai ke neechay ki taraf rujhan shuru ho gaya hai. taham, stock ki qeemat ke adaad o shumaar ke shore ke darmiyan yeh samjhna mushkil ho sakta hai. usay qabil aetmaad tareeqay se pehchanney mein madad ke liye, tajir aksar qeematon ke oxcilatrous aur trained lines ka istemaal karte hain taakay is baat ki tasdeeq ki ja sakay ke aaya shaam ka sitara dar haqeeqat waqay sun-hwa hai.. Evening star pattern ki Phchan kya hy???
        candlestick pattern aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo k long term k timeframes main high prices ko low price direction main tabdeel kar dete hen. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jiss k baad aik small spining top candle banti hai, aur last par aik bearish candle hoti hai. Bullish candle market main sabeqa trend ki alamat hoti hai, jiss k baad banne wali spinning top candle prices ko mazeed bullish jane se rokne k kaam karti hai, jab k last par bearish candle trend reversal k leye jani jati hai. Ye pattern dekhne main "Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se ziada mushabehat rakhta hai Treading strategy is ki ky hy???
        candlestick pattern trading k leye aik perfect bearish ya sell k signals generat karta hai. Pattern par trading k leye prices ka high area main hona zarori hai, jab k indicators par uss waqat overbought zone hona chaheye. Pattern par trading se pehle aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main pattern k sare candles se lower side par close honi chaheye. Iss candle par market main sell ki entry ki ja sakti hai, jab k ye candle white real body main hone se pattern ka asar khatam ho jayega.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          candlestick pattern prices k top par uss waqat banta hai, jab bhi buyers ki bohut ziada pressure aur assets ki high demand ki waja se prices bohut ziada above ja chuki hoti hai. Ye position aksar prices k resistance level sabit hoti hai, jiss main prices yakdam nechay gerna shoro karti hai. Evening star candlestick pattern main teen candles hote hen, jiss main pehli candle prices par buyers ka dabao, dosre candle prices ko mazedd upper jane se rokne aur last teesri candle prices ko reversal direction main badal deti hai. Jab bhi high demand ki waja se assets ki prices bohut ziada upper jane lagti hai, to aik aisi satah ati hai, jahan par iss ki kam hona shoro hoti hai, kam demand wale area main aksar prices small candle banati hai.
          Candles Formation
          Evening star candlestick pattern bullish trend ya high pdemand area main paya jata hai, jiss se k baad prices mumkina tawar reversal jana shoro karti hai. Ye long timeframe main ziada bante hen, jab k iss pattern k teen hessey ya pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki tafseel darjazzel hai: First Candle: Evening star candlestick pattern ki pehli high prices area main hone ki waja se bullish candle hoti hai. Ye candle aik prices k bullish trend ki akasi karti hai, jo mumkina market ki teezi dekhati hai. Candle ki real body bullish trend k mutabiq white ya green hoti hai. 2. SecondCandle: Evening star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jo k pehlu candle k baad prices ko kam karne ki koshash karti hai. Ye candle banti to pehli candle k top par hai lekin iss ki small body hone ki waja se asarat bearish trend ki hote hen, ye candle bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai, lekin position pehli candle k top par honi chaheye, wo bohut important hai. 3. Third Candle: Evening star candlestick pattern ki teesri candle trend reversal k mutabiq hoti hai, q k ye dosri candle prices ko rok kar mazeed bullish jane se rokti hai, jab k third candle bearish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle aik bearish candle hoti hai, jo k dosri candle se nechay aur pehli candle k parallel banti hai.
          Explanation Evening star candlestick pattern aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo k long term k timeframes main high prices ko low price direction main tabdeel kar dete hen. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jiss k baad aik small spining top candle banti hai, aur last par aik bearish candle hoti hai. Bullish candle market main sabeqa trend ki alamat hoti hai, jiss k baad banne wali spinning top candle prices ko mazeed bullish jane se rokne k kaam karti hai, jab k last par bearish candle trend reversal k leye jani jati hai. Ye pattern dekhne main "Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se ziada mushabehat rakhta hai, aur candles ki formation bhi taqreeban same hoti hai, lekin uss main Spinning top candle ki jagah doji candle istemal hoti hai.
          Treading strategy is ki ky hy???
          candlestick pattern trading k leye aik perfect bearish ya sell k signals generat karta hai. Pattern par trading k leye prices ka high area main hona zarori hai, jab k indicators par uss waqat overbought zone hona chaheye. Pattern par trading se pehle aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main pattern k sare candles se lower side par close honi chaheye. Iss candle par market main sell ki entry ki ja sakti hai, jab k ye candle white real body main hone se pattern ka asar khatam ho jayega.

          اب آن لائن

          Working...
          X