"Technical Analysis" & it's facts In Forex Market !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Technical Analysis" & it's facts In Forex Market !

    Assalam-O-Alaikum !

    Dosto Omeed krta hon k sub khairiat sy hongy. Dosto aj hum Analysis k bary me deeply jan'ny ki koshish kryn gy.

    Definition of Technical Analysis :

    Dears Technicala ko complete karne k liye apko different factors pr apni learning ko complete krna hota hai ap utube py learning kr sakte hain aur pak forex forum pr b learning kr sakte hain. is tarah hamen faida hasil hota hai dosto agr ap forex market main success hasil krna chahte hain to apko technical analysis pr boht ziyada focus krna ho ga aur iski achi tarah samajh kr apni trading main shamil karna ho ga dosto agr ap technical ko complete smajhna chahte hain to apko isko proper study krni ho gi tabhi ap smajh pao gy.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12535721

    Resistance Level :

    Upward trend kay bad selling opportunity available ho sakhti hai. Resistance Level aik bahut hi strong level hota hai. Is level ko market touch kar kay rebounce hoti hai. Jab aapko strong resistance level per aik reversal candlestick pattern ya phir kei powerful bearish pattern milta hai tu aap market mein selling entry la kay bahut acha profit hasil kar sakhty hain.
    Click image for larger version

Name:	grade1-support-resistance-basics.png
Views:	24
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12535722

    Support Level :

    Downtrend kay bad aap ko support sa achi enteries mil sakhti hain. Jab aap Forex trading market mein enter hona chahte Hain to aapko support level per bahut achi buying opportunity available ho sakhti hai. Liken jab tak support level per aapko kei reversal candlestick pattern ya kei bullish Candlestick Pattern dekhny ko milta hai tu aapko market mein buying trade la leni cheye. No doubt ya aik bahut achi Techniques hoti hai jo successful trading kay liye helpful ho sakhti hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	6
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12535723

    Trading With Technical Analysis in Forex :

    dear forex members agr ap log forex market main success hasil krna chahte hain to apko technical analysis kr k market ki future movement ko smajh kr ik best point se entry ly kr good trading krni ho gi tabhi apko forex main faida hasil ho isliye technical analysis boht important hai aur dosto is k ilwa apko technical analysis pr b daily learning krni chahiye tabhi apki knowledge barhe gi aur ap technical analysis ki madad se market k trend ko smajh kr good trading kr sakte ho dosto aksar traders technical analysis ki basis pr he market ko analyse kr k trading krte hain aur dosto iske sath fundamental analysis ko b apko strong krna ho ga tabhi ap technical analysis ki madad se good trading kr pao gy.


    Chart In Technical Analysis:

    dear dosto technical analysis ki kuch requirements hoti hain aur dosto iski ik proper study aur calculation hoti hai dosto aksar market main hamara technical analysis ignore ho jata hai lekin dosto jab ap market ko technically smajh lete hain to iske bad dosto apki trading ki safety ho jati hai isliye dosto technical analysis boht important hai agr ap technical analysis ki base pr trading krte ho to apke account ki safety k chances ziyada hote hain aur ap technical analysis ki madad achi trading kar k achi earning hasil kr sakte ho.

    Click image for larger version

Name:	technical-analysis-in-forex-trading-54625afd5d4f2b2a8.png
Views:	1
Size:	25.0 کلوبائٹ
ID:	12535724

    Importance Of Technical analysis:

    dear forex members agr ap forex market main achi trading krna chahte ho to apko technical analysis ko proper tareeke se learning krni chahiye dosto is main apko boht ziyada advantage available hote hain isliye apko achi good analysis krni chahiye taabk ap market ko smajh kr good point se entry ly kr achi earning hasil kr sakte ho.dosto isliye technical analysis ko seekhna boht important hai.
    Last edited by ; 07-06-2022, 05:43 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;Technical Analysis&quot; &amp; it's facts In Forex Market !

    Technical Analysis


    Financial market me kaam karne k leye hamesha traders markets ki supply aur demand ko made nazar rakh kaam karte hen. Jab bhi kisi stock ya assets ki demand barh jati hai, to us se prices me izafa hota hai, aur us k bar akas jab supply ziada hoti hai, to us waqat price kam ho jati hia.
    Prices ka kam hona aur ziada hote rehna ye waqat k sath sath jari rehta hai, lekin jab baat ati hen, assets par trading ka, jiss se munafa kamana ho to uss sorat me bagher kisi khas techniques k trading ka amal karna bohut riski hai, q k iss amal k diwran hum virtual assets hi khareed rahe hote hen, actual item ya assets hone par agar prices ger bhi jayen to bhi assets hamare pass hone chaheye, lekin virtual me hargez aisa nahi hota hai, iss me sarmaye se mukamal hath dhoya ja sakta hai.
    Assets ki prediction aur mustaqil bhi uss ki qeematon me uthar ya charao k semat ko malom karnek leye analysis ki jati hai, ye analysis teen aqsaam par mushtamil hoti hai, jiss me aik fundamental analysis hai, jiss me economy me kami wa beshi se assets asar andaz hote hen, jab k dosre ko technical analysis kaha jata hai, jiss main asasajat ko technical base par historical data ki madad se study kia jata hai, jab k last par aik sentimental analysis ki jati hai, jo trader k mind set up k mutabiq hoti hai.
    Technical analysis sab se mushkil aur ziada knowledge par munhasir hoti hai, jiss me trader technical toolsbka istemal karte howe prices ki mustaqbil ki prediction karta hai. Technical Analysis main istemal hone wale tools me do aqsam ziada aham hen, jiss se ye analysis sar anjam de jati hai, aik hai technical indicators aur dosra hai, prices chart patterns ya candlestick patterns.

    Technical Indicators

    Technical indicators trading k dowran traders ki prices ki historical data ki calculation ku madad se kulyaat ka istemal karte howe mukhtalif qisam k results muhaya karta hai, jiss se traders kisi currency jore ya assets ki agli mumkina harkat ka nateeja ahaz karta hai. Technical analysis short term ki trading hoti hai, jo k ziada se ziada aik week aur uss se kam waqat par muhasir hoti hai, ye indicators bhi mukhtalif timeframes ka istemal karte howe data ki analysis karke apne formulas k mutabiq results deta hai.

    Price Chart Pattern


    Technical analysis main price charts pattern ka istemal bhi bohut had tak kia jata hai, jiss main wo charts ziada successful rehte hen, jin ka timeframes ziada waqfay par muheet hota hai. Prices charts pattern ko do hiso, candlestick pattern aur charts pattern main taqseem kia gaya hai. Candlestick patterns aik ya aik se ziada candles par mushtamil hota hai, jiss main ziada se ziada candles ki tadad 10 tak ho sakti hai, jab k charts pattern main ye tadad bohut ziada hoti hai, jo k 10 se ziada aur 50 ya 100 tak bhi ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6) (30).jpeg
Views:	32
Size:	37.3 کلوبائٹ
ID:	12399703
    • #3 Collapse

      Re: &quot;Technical Analysis&quot; &amp; it's facts In Forex Market !

      Assalamu Alaikum Dosto!



      Technical Analysis


      Forex trading me analysis ko bohut ahmeyat hasil hai aur hum is k bagher aik kamyab trading nahi kar sakte. Forex trading analysis se hi hum kisi pair ki exact movements moloom karne ki koshash karte hen. Aur ye hamen analysis se hi andaza ho jata hai k pair ki next movement same trend me hogi ya revefsal hone k hadsha hai. Forex trading me teen tarah se analysis ki jati hai jab k main is k two parts hi hen jab teesri analysis pehle aur dosre analysis k combination ka natija haim forex trading me sab se ziada mushkil aur knowledge/experience base pe jo analysis hai wo hai Technical Analysis , aur jo hamen beroni anasir se koi analysis karke hasil karte hen aur me sirf news ka hi amal dakhal hota hai to hai Fundamental Analysis aur is ki jo teesri qisam hai jo dono ko combined karke us pe kaam kia jata hai to wo hai.

      Click image for larger version

Name:	images (87).jpeg
Views:	4
Size:	44.6 کلوبائٹ
ID:	12399704

      Technical Analysis Q Zarori Hai?

      Forex trading me sab se mushkil analysis hai, q k is me hum technical support tools ki madad se kisi pair k trend k bare me information hasil karte hen. Forex trading me tecnical analysis ko hum kisi currency pair ki technical pehlo ko dekhte howe chart pattern ki madad se us ki agli mumkina movement ko find out karne ki koshash karte hen. Forex trading me technical analysis hamen kisi pair ki fast movement k bare me bhi information deti hai k apir agli trend pe teez harkat karegi. Forex trading me umoman technical analysis ko dosri analysis pe ziada tarjeeh de jati hai, aur is waja se hum is ko ziada se ziada seekhne ki koshash karni chaheye. Technical analysis hamare forex trading me currencies pair pe bohut ziada faida deti hai aur is ki maximum movement technical analysis k hi through se hoti hai.

      Technical Analysis main Indicator ka Istemal


      Forex trading me technical analysis hum kisi bhi stocks, commodity, bonds aur currency k movement aur supply aur demand k lehaz se is ko find out karne k leye istemal karte hen. Aam tawar par aik pair ye security ki jo market me supply aur demand hoti hai aur us me jo radubadal hoti hai us ko hum tecnical analysis k through hi malom karte hen. Technical analysis me aik trader ya analyst ko mandazel cheezon ka sahara lena parta hai aik pair ki exact trend ko malom akrne k leye:Price trends, Chart patterns, Volume and momentum indicators, Oscillators, Moving averages aur Support and resistance levels.
      Tchnical analysis kisi waja se nakam bhi ho sakti hai q k hamen exact kisi country ya kisi company k halat ka pata nahi chalta hai. Hum aksar dekhte hen k USA k halat mukhtalif masayel ka ajkal shikar hai to us waja se agar is dowran USA aur China ki trade deal ho jati hai to is se hamare forex trading pe bohut asar par jayega aur dollars ki demand har taraf zyada ho jayegi aur us se gold, silver oil waghera ya currencies ki demand me kami waqea ho jayegi. Ia waja se hamare technical analysis aise moqay pe fail ho sakti hai. Hamen lazmi kisi analysis se pehle us country k news pe focus hona chaheye, q k hamari analysis fundamental analysis se loss me ja sakti hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: &quot;Technical Analysis&quot; &amp; it's facts In Forex Market !

        What is Technical Analysis?

        Assalamu Alaikum dear Forex member at ham Apne topic conductors Karenge technical analyst technical analyst Kaise kam karti hai yahan per hun kya ke market ko technically Samay Karte Hain To in Sabko understand Jab Ham Karte Hain To Ham Sath Achcha profit generate kar Jaate Hain aur in a trader ko kam per Unki Tarika se samajhna padta hai Jab Liya market ko samajh Lete Hain Hamen market rate Lagana bahut Aasan ho jata hai isliye Hamen trade Lagate Hue Apne analyse ko continue Rakhna chahie Hamen Apne trading co continue Rakhna chahie market ko technically bhi dekhta hai aur fundamentally bhi dekhta hai

        Click image for larger version

Name:	technical-analysis.jpg
Views:	38
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12399709

        Charting on Different Time Frames

        Chatting mein aap Jab Bhi technically Dekhte Ho market Kis Tarah reflect karti ho tum aap ismein yah Dekhe ke market Kafi Jyada Ek Badi Murti Dene Ke Kabil Hoti Hai Sabhi Ham acche se market ko samajh lete hain lekin Jab Bhi Mein Kitni home front ko follow karne se kam Karenge Ke nuksan Kabhi Kam na karna padega aur ham trade ko sahi se understand nahin kar sakte apni market ko aur apne point ko understand Karen Aur Ke Ham Kafi Jyada profit ke sath mein se Kaun Sakte Rahe

        frequently examine include:
        • 5-minute chart
        • 15-minute chart
        • Hourly chart
        • 4-hour chart
        • Daily chart

        Technical Indicators – Moving Averages

        Technical analysis course of a moving every ke sath Dekhte Ho To ismein Aap movie Amrit Mein Apni Mujhko understand kar sakte ho Hamen trade Mein moving average ko understand karna hai market ko takniki dekhna Hoga Ki ke Hamen Har tarike se understanding karni hai apni Ko samajhna Hai dekhenge
        Technical Indicators – Momentum Indicators

        Technical analysis Mein Momentum indicators Hote Hain Jo ki market per varsh karte hain yah market ka batate Hain Ki market Kaisi mood de rahi hai aur kab Ham Ek acchi move Le sakte hain lekin Jab Ham apni movement se market ko understand Karte Hain To Ham any movement ki through market trading kar sakte hain overtrading Se Khud ko kyon Rakhna hai apni trading Mein Ek Achcha profit Hasil karne se hi aapko trading Mein Kafi acche mauke Milte Rehte Hain

        Click image for larger version

Name:	maxresdefault (1).jpg
Views:	13
Size:	99.3 کلوبائٹ
ID:	12399710

        اب آن لائن

        Working...
        X