Importance of Bearish Harami Cross Pattern in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Bearish Harami Cross Pattern in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur faraks Market Mein best kam kar rahe Honge dear jab aap ismein kam karte hain to aapko acche experience aur acche knowledge ki jarurat hoti hai jo member acche experience ke sath kam karte hain vah Hamesha profit table trading kar sakte hain isliye agar aap bhi profitable trading karna chahte hain to aapko apna experience Hasil karna hoga aur acchi Ladne ke sath kam karna hoga Taki aap is market Mein Kabhi Bhi loss na Karen Jo members without experience ke trading karte hain vah Hamesha nakam Ho Jaate Hain agar aap is market Mein successful trading karna chahte hain to aap ko different candles tips ko acchi tarike se Samajh Kar trading karna Hogi main aaj aapko bahut hi important information dene ja rahi hun jo aapki trading ko Kamyab banaa sakti hai to Mera topic Hai Bearish is Harami cross pattern kya hai ...

    What is Bearish Harami Cross Pattern:

    Dear member forex market Mein Jab aap kaam kar rahe hote hain to usmein bearish Harami cross pattern to candles per mistermil Ek bear stand reversal pattern Hai jismein Shamil first candle Ek Badi real body wali white candle hoti hai jo ki price ke up Trend ko show kar rahi Hoti Hai pattern Mein second candle ek do ji candle banti hai Jiske higher aur lower first white candle ke real body ke andar Hoti Hai yah pattern price ke bulis trend ya high price area Mein trend ko bear is trend Mein change deta hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-07T133832.742.png
Views:	3
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12535678

    Identification of Bearish Harami Cross Pattern:

    Dear member forex market Mein bearish Harami cross patronic trend reversal pattern Hai Is vajah Se price Ka Pehle Se Hi price area job police trend Mein Hona chahie pattern ki first candle Ek Badi real Badi wali white candle honi chahie pattern ki second candle ek do ji candle honi chahie candles ke open aur close position lajmi sem hone chahie pattern ki second doggy candle ke high aur low point Mukammal Shadow Fight candles ke real body se badh Nahin Hona chahie...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-07T133756.741.jpeg
Views:	1
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12535679

    Trading With Bearish Harami Cross Pattern:

    Dear member forex market Mein bearish Harami cross pattern beer strand ke liye Sel ki signal generate Karta Hai Kyunki yah pattern high price area Mein banne ki vajah se price ko Bole stand se bear is trend Mein reversal kar deta hai pattern ki confirmation ke liye third black ya bearish candle Ka Intezar Karna chahie Jiske bad market Mein Sel ki entry ki Ja sakti hai bear is Harami cross pattern jyadatar high per area ya Bole strand ke bad Banta Hai Is vajah Se yah Ek bear stand varsal pattern Hai jismein do candles Shamil Hoti Hai first candle Ek Badi real body wali white candle hoti hai jo ki high price ki Tarjuma nahin karti hai pattern ki second candle ek do ji candle Hoti Hai Jiske jyadatar yah star doji candle Hoti Hai white candle ke real body Mein Ban Jaati Hai...


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-07T133821.520.jpeg
Views:	1
Size:	31.2 کلوبائٹ
ID:	12535680
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Bearish Harami Cross Pattern in Forex Trading.

    Bearish Harami Cross


    Introduction


    Bearish Harami Cross pattern baqi harami pattern ki tarah do candles ka aik bearish trend reversal pattern hai. Ye pattern prices k top par ya high price area main banta hai. Pattern me shamil 1st candle aik bari real body wali white candle hoti hai, jo k qeematon k uptrend trend ko show kar rahi hoti hai. Pattern me 2nd candle aik doji candle banti hai, jis k high aur low (complete shadow) 1st white candle k real body k andar hoti hai. Harmari pattern prices k intehaye position par banne ki waja se prices ko opposite direction main badalne ka aik strong reversal hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20220607_152546.png
Views:	1
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12399662

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Bearish Harami Cross pattern k leye prices ka pehle se charts pattern k top par ya bullish trend main hona zarori hai, q k ye aik bearish trend reversal pattern hai.
    2. Pattern ki pehli candle aik bari real body wali white candle honi chaheye.
    3. Pattern ki dosri candle aik doji candle honi chaheye (candle k open aur close position lazmi same hone chaheye)
    4. Pattern ki 2nd doji candle k high aur low point (mukamal shadow) white candle k real body se baher nahi hona chaheye.


    Click image for larger version

Name:	IMG_20220607_152516.png
Views:	1
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12399663

    Pattern ki Tafseel


    Bearish Harami Cross pattern prices k top par banta hai, jab bhi buyers prices ko bohut ziada bulandi par le jate hen, to iss pattern ka uss position ba banna market main trend change hone ki alamat ban jati hai. Pattern do candles ka hai, jis me 1st candle aik bari real body wali white candle hoti hai, jo k high qeematon ki tarjumani karti hai. Pattern ki 2nd candle aik doji (candle ki open aur close lazmi same hona chaheye, ziada tar ye star doji candle hoti hai) candle hoti hai. Pori Doji candle ki shadow samet white candle k real body me ban jati hai. Doji candle ki waja se ye pattern "Bearish Harami Pattern" se mukhtalif dekhta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6) (27).jpeg
Views:	6
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12399664

    Pattern pe Trading


    Bearish Harami Cross pattern buyers k market main power k khatme ka ishara hota hai, ye pattern bearish trend k leye sell k signal genrate karta hai, q k ye pattern high price area me banne ki waja se qeematon ko bullish trend se bearish trend me reversal kar deta hai. Pattern ki confirmation k leye 3rd black ya bearish candle ka intezar karna chaheye, jis k baad market me sell ki entry ki ja sakti hai, lekin agli candle ka bullish banne par pattern invalid ho jayega.

    Click image for larger version

Name:	images (6) (29).jpeg
Views:	2
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12399661
    • #3 Collapse

      Re: Importance of Bearish Harami Cross Pattern in Forex Trading.

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Bearish Harami Cross Candlestick Pattern


      Price chart par jab prices buyers k bohut ziada pressure ki waja se bullish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, jo do candles par mushtamil hote hen. Bearish harami cross pattern prices k top par ya bullish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad aik doji candle hoti hai, jo k pehli candle k real body ka andar banti hai. Pattern ki dosri candle doji star candle hoti hai jiss ka open aur close dono bullish candle k andar hota hai. Pattern ki dosri candle prices ko aik to mazeed bullish jane se rokti hai aur dosra ye candle aik doji hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (10) (61).png
Views:	13
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12399669

      Candles Formation


      Bearish harami cross candlestick pattern prices k top par do mukhtalif candles ka aik bearish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle bullish aur dosri doji candle hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (6) (28).jpeg
Views:	3
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12399670

      1. First Candle: Bearish harami cross candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo prices k top par ya bullish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle aik white ya green color ki candle hoti hai.

      2. Second Candle: Bearish harami cross Candlestick pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai. Ye candle real body k bagher hoti hai, jiss ka open aur close same position par hota hai. Dosri doji candle bager real body ki waja se colorless hone k sath iss ka high aur low bhi ziada tar equal length k hoti hai.

      Explanation

      Bearish harami cross candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k top par ya bullish trend main banne ki waja se prices ko mazeed upward jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main aik "Bearish Harami Pattern" ki tarah hota hai, lekin candle doji hone ki waja se ye bearish doji-star pattern ban jata hai. Bearish harami cross pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jiss ka open aur close same point ya price par hota hai. Dosre candle k open aur close same point par hona chaheye, warna same point par na hone ki waja se ye pattern descending hawk ya bearish harami pattern main badal sakta hai.

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220607_152856.jpg
Views:	1
Size:	62.1 کلوبائٹ
ID:	12399671

      Trading

      Bearish harami cross candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main sell ki entry karte hen. Pattern k top par sellers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bearish ya black candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bullish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya pehli candle k close price se two pips above par set karen.

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220607_153022.jpg
Views:	1
Size:	54.3 کلوبائٹ
ID:	12399668
      • #4 Collapse

        Bearish Harami Cross pattern forex trading mein ek important candlestick pattern hai, jo traders ke liye ek significant reversal signal provide karta hai. Yeh pattern price trend ki reversal ko indicate karta hai, jab ek bullish trend ke baad market direction change kar ke bearish trend mein jaane ka possibility hota hai. Bearish Harami Cross pattern ek do-candlestick pattern hota hai, jismein pehli candle ek long bullish candle hoti hai, aur dusri candle ek small doji hoti hai jo pehli candle ke andar banti hai. Bearish Harami Cross pattern ko samajhne ke liye, hum iske components ko detail mein dekhte hain. Pehli candle ek long bullish candle hoti hai, iska matlab hai ke market mein tezi hai aur prices upar ja rahi hain. Doosri candle ek doji hoti hai, jo pehli candle ke andar banti hai. Doji ek aisa candle hota hai jiska open aur close price ek doosre ke bohot qareeb hote hain. Iski wajah se doji ka body bilkul chhota hota hai, aur iski upper aur lower wicks bari hoti hain. Is tarah ka pattern dekhne par traders ko ek potential trend reversal signal milta hai. Bearish Harami Cross pattern ki importance is baat mein hai ke yeh ek strong reversal signal provide karta hai. Pehli candle ki long bullish move aur doji ki indecision ek saath combine ho kar bearish trend ki shuruaat ko darust karte hain. Is pattern se traders ko yeh pata chalta hai ke bullish trend abhi khatam ho sakta hai aur bearish trend ka start hone ka chance hai. Bearish Harami Cross pattern ki recognition aur confirmation ke liye, traders ko kuch important points par focus rakhna hota hai. Pehle toh, pehli candle ki long bullish move ko confirm karna zaroori hai, kyunki bearish harami cross ke baad bullish trend ko verify karna ahem hai. Doosra point doji ki formation par dhyaan dena hai. Doji ki wajah se market mein indecision ka indication hota hai, jisse bearish reversal ka chance barh jata hai. Pattern ki confirmatory signals mein ek important factor hai ki bearish harami cross pattern resistance level, trend lines ya phir kisi aur technical indicator ke saath align ho. Agar yeh pattern kisi important support level ke near form ho, toh uska significance aur bhi zyada hota hai. Isi tarah, agar kisi bearish trend ki starting point par bearish harami cross pattern form ho, toh uska importance aur bhi barh jata hai. Trading strategy mein bearish harami cross pattern ke istemaal ko sahi time par karna bhi ahem hai. Is pattern ki recognition ke baad, traders apni existing long positions ko close kar sakte hain aur short positions enter kar sakte hain, taaki bearish trend ke saath profit earn kar saken. Stop-loss orders ka sahi istemaal karna bhi important hai, taki market mein unexpected movements ke time aapke losses controlled rahen. Yeh pattern timeframes ke saath bhi kam karta hai, jaise ki daily, weekly aur monthly charts par bhi bearish harami cross pattern dekha ja sakta hai. Longer timeframes par iski importance aur bhi zyada hoti hai, kyun ki longer trends mein bearish harami cross pattern ka effect powerful hota hai. Yeh kehna galat nahi hoga ke bearish harami cross pattern ek versatile pattern hai, kyunki iski reversal signals har tarah ke markets aur instruments mein kaam karte hain. Isko sahi tarah se samajh kar aur confirm karke traders bearish trends ko capture kar sakte hain aur profit generate kar sakte hain. Lekin jaisa ki har trading strategy ke saath hota hai, bearish harami cross pattern ka bhi istemaal sahi risk management ke saath karna zaroori hai. Market mein unexpected movements ho sakte hain, isliye stop-loss orders aur position sizing ko theek se manage karna traders ke liye important hai.
        Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Understanding the Harami Cross tjart tkneke tjzeh tkneke tjzeh bneade talem hrame kras: taref، asbab، tjart men astamal، aor msal CORY MITCHELL ke trf say 31 jnore 2022 ko ap det kea gea۔ GORDON SCOTT kay zreah jae'zh lea gea۔ KIRSTEN ROHRS SCHMITT ke trf say hqae'q ke janch ke ge'e۔ hrame kras kea hay? hrame kras aek japane kendl stk petrn hay jo aek brre mom bte pr mshtml hota hay jo rjhan ke smt hrkt krta hay، as kay bad aek chhote doje kendl stk aate hay۔ doje mkml tor pr phlay kendl stk kay jsm men mojod hay۔ hrame kras petrn say pth chlta hay kh hoskta hay kh sabqh ​​rjhan reors honay oala ho۔ petrn ya to teze ya mnde ka ho skta hay۔ teze ka petrn mmknh qemt kay alt janay ka asharh deta hay، jb kh mnde ka petrn mmknh qemt kay mnfe phlo ko tbdel krnay ka asharh krta hay۔ blsh aor bee'rsh hrame kras tsoer bzreah jole beng © anostopedea 2020 ahm tek ae oez aek tez hrame kras aek brre nechay kendl hay js kay bad doje hote hay۔ yh kme kay rjhan kay doran hota hay۔ belsh hrame kras ke tsdeq petrn kay bad qemt men azafay say hote hay۔ bee'rsh hrame kras aek brre mom bte hay js kay bad doje hote hay۔ yh aek ap trend kay doran hota hay۔ bee'rsh petrn ke tsdeq petrn kay bad qemt men kme say hote hay۔ hrame kras ko smjhna aek teze hrame kras petrn kme kay bad bnta hay۔ phle mom bte aek lmbe nechay kendl hay (aam tor pr seah ya srkh rng ke) jo as bat ke nshandhe krte hay kh bechnay oalay kntrol men hen۔ dosre mom bte، doje، aek tng renj rkhte hay aor pchhlay dn kay bnd say aopr khlte hay۔ doje kendl astk as qemt kay qreb bnd ho jate hay js pr asay khola gea tha۔ doje ko pchhle mom bte kay asle jsm kay sath mkml tor pr shaml hona chahe'ay۔ doje say pth chlta hay kh bechnay oalon kay zhnon men kchh gher feslh kn pn dakhl ho gea hay۔ aam tor pr، tajr as trz pr aml nhen krtay jb tk kh qemt aglay do mom bteon kay andr aopr nh aajae'ay۔ asay tsdeq khtay hen۔ kbhe kbhe qemt doje kay bad chnd mom bteon kay leay rk skte hay، aor phr brrh skte hay ya gr skte hay۔ phle mom bte kay khlnay say aopr athnay say as bat ke tsdeq men mdd mlte hay kh qemt zeadh ho skte hay۔ aopre rjhan kay bad bee'rsh hrame kras bnta hay۔ phle mom bte aek lmbe mom bte hay (aam tor pr sfed ya sbz rng ke) jo zahr krte hay kh khredar kntrol men hen۔ as kay bad doje aata hay، jo khredaron ke janb say adm feslh ko zahr krta hay۔ aek bar phr، doje ko phlay ke kendl kay asle bade men hona chaheay۔ Harami Cross Enhancers hrame kras ke tjart zrore nhen hay۔ kchh tajr asay srf aek alrt kay tor pr astamal krtay hen takh oh alt janay ke tlash men rhen۔ agr phlay he lmba ho to، aek bee'rsh hrame kras zahr honay aor petrn kay bad qemt grnay ke sort men tajr mnafa lay skta hay۔ ya، mkhtsr pozeshn men aek tajr bahr nklnay ke trf dekh skta hay agr teze say hrame kras zahr hota hay aor phr thorre der bad qemt brrhna shroa ho jate hay۔ hrame kras zahr honay kay bad kchh tajr pozeshnz men dakhl honay ka antkhab kr sktay hen۔ agr blsh hrame kras pr lmba dakhl hota hay to، aek stap nqsan ko doje lo kay nechay ya phle kendl stk kay nechay rkha ja skta hay۔ lang men dakhl honay ke aek mmknh jgh oh hay jb qemt phle mom bte kay khlay say aopr jate hay۔ Trading the Harami Cross Pattern tkneke tjzeh tkneke tjzeh bneade talem hrame kras: taref، asbab، tjart men astamal، aor msal CORY MITCHELL ke trf say 31 jnore 2022 ko ap det kea gea۔ GORDON SCOTT kay zreah jae'zh lea gea۔ KIRSTEN ROHRS SCHMITT ke trf say hqae'q ke janch ke ge'e۔ hrame kras kea hay? hrame kras aek japane kendl stk petrn hay jo aek brre mom bte pr mshtml hota hay jo rjhan ke smt hrkt krta hay، as kay bad aek chhote doje kendl stk aate hay۔ doje mkml tor pr phlay kendl stk kay jsm men mojod hay۔ hrame kras petrn say pth chlta hay kh hoskta hay kh sabqh ​​rjhan reors honay oala ho۔ petrn ya to teze ya mnde ka ho skta hay۔ teze ka petrn mmknh qemt kay alt janay ka asharh deta hay، jb kh mnde ka petrn mmknh qemt kay mnfe phlo ko tbdel krnay ka asharh krta hay۔ blsh aor bee'rsh hrame kras tsoer bzreah jole beng © anostopedea 2020 ahm tek ae oez aek tez hrame kras aek brre nechay kendl hay js kay bad doje hote hay۔ yh kme kay rjhan kay doran hota hay۔ belsh hrame kras ke tsdeq petrn kay bad qemt men azafay say hote hay۔ doje say pth chlta hay kh bechnay oalon kay zhnon men kchh gher feslh kn pn dakhl ho gea hay۔ aam tor pr، tajr as trz pr aml nhen krtay jb tk kh qemt aglay do mom bteon kay andr aopr nh aajae'ay۔ asay tsdeq khtay hen۔

          اب آن لائن

          Working...
          X