Forex chart and it's types:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex chart and it's types:
    Assalam alaikum dear members!aj ki post main hum discuss kareb gy forex chart kia hota ha or ye kia information convey krta ha or kaisy es chary se information collect ki jati ha . Es k sth sth hum chart ki different types ko dekhen gy or un ka use bhi dkehen gy.

    What is forex chart??

    Forex main chart hamen kisi bhi trading pair ki price movements k bary main btata ha or uski ask or bid price mtlb k sell or buy ki price btata or ye hamen spread k bary main bhi information deta ha.Ye kisi b trha se ho skta ha jesa k line column ya koe or shkl.
    chart different time frames k b hoty hain jesa k 1Minute,5Minute ,1Hour 1Day. Hr chart main us k time k mutabiq kisi pair ki price main changing dkhai jati ha.
    Forex charts main X-axis pay hamen time or date bataya jata ha
    Jb k Y-axis py hamen trading pair ki price ki information di jati ha.
    Traders in charts ko technical analysis k lye istamal krty hain or past ki price movements ko dkh k future kinprices predict karty hain.

    Click image for larger version

Name:	E5C1DF83-0532-4476-BFD5-330BFE6F8EA4.jpeg
Views:	5
Size:	59.4 کلوبائٹ
ID:	12535554

    Different types of charts.
    .Line chart
    .Candle stick chart
    .Bar chart

    Line chart.

    Line chart forex ka sb se simple chart hai.Ye kisi trading pair ki price movement ko plot karty hovy 1 continous line bnata jata ha.
    ye un traders k lye helpful ha jo closing values find krna chahty hain q k ye chart closing values show karta ha.Or ye chart technical analysis main helpful hota ha q k ye closing values show karta ha to support resistance ka sahi se andaza hota ha es chart py.
    Click image for larger version

Name:	EA9FB159-7F23-44E4-BD61-0DE99872F550.png
Views:	6
Size:	83.1 کلوبائٹ
ID:	12535555

    Bar chart?

    Line chart ki nisbat ye chart kafi complex ha. 1 time main ye 4 different prices ki information deta ha.
    bar chart main 1 bar ka high or low kisi trading pair ki hoghest or lowest price btata ha .
    jb k bar k opr left side py horizontal short line opening price ko show krti ha or bottom main right side py short horizontal line closing price ko show karti ha.

    Click image for larger version

Name:	901D28D5-D82F-4BF7-8494-AAC7BED9875A.png
Views:	6
Size:	87.8 کلوبائٹ
ID:	12535556

    Candle stick:

    Most popular chart of forex;

    Candle stick chart esy es lye kaha jata ha q k es main different candles type bodies goti hain jo k price movement ko show karti hain. Es main sell or buy ki differnt candles hoti ha jo asani se dkh k ap bta skty hain k price kis direction main jaa rhi ha.
    1 candle hamen bar ki trha 4 prices k bary main btati ha opening closing high and low.
    or es k sth sth candle stick chart technical analysis main helpful hota ha or es k pattern market ko analyse karny main help karty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex chart and it's types:

    Dear Pakistan forex for a member aap ne bahut hi acchi information hamare sath Pakistan Forex forum per share ki hai dear forex market mein ham dekhte hain ki hamen agar trading karni hai to iske liye hamare pass information aur knowledge Ka Hona bahut jyada jaruri Hota hai to ismein hamen use waqt hi kamyabi milati hai isliye information hasil Karen aur knowledge hasil Karke is market mein kam Karen.

    WHAT IS CHART: dear forex market mein agar aap chart ko dekhen to isko technical analysis ke liye use Kiya jata hai aur ismein aapke pass live prices show ho rahi hoti hain aur ismein aap market ki current movement ko bhi dekh sakte hain aur iske alava aap is market mein previous movement ki desh per aap apni trading kar sakte hain aur ismein aap apni technical analysis ko perform kar sakte hain.

    KINDS OF CHART: dear Pakistan Forex forum member is market mein agar aap dekhen to basically ismein aapke pass chart ki three different kinds show ho rahi hoti hain jinki basis per aap apne analysis ko perform kar sakte hain.
    Line Chart
    Bar Chart
    Candlesticks Chart

    Yah teen basically kinds Hain jinke mutabik aap apne analysis ko perform karte Hain.

    WHAT IS LINE CHART: dear forex market mein chart mein sabse first kind aapke pass line chart hote hain jaisa ke naam se ja Raha hai ki ismein aap market ki current price aur previous price ko line ke jarie Dekh sakte hain aur ismein aap market mein line ke through market ki current movement ko dekh sakte hain aur previous movement ko dekh sakte hain ismein basically aap market ki support and resistance ka idea aasani se laga sakte hain aur is line chart ki kind ko forex market mein jyada use Kiya jata hai analysis ke liye.
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	3
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12399533

    WHAT IS BAR CHART: bar chart mein aapko bahar ke through market ke movement dekhne ko milati hai ismein aap different patterns ko dekh sakte hain aur analysis ko perform kar sakte hain bar chart mein aapke pass market mein open price aur closing price ki candles show hoti hain iske साथ-साथ aap ismein different sport and resistance aur Market ke high aur loss ko aasani se dekh sakte hain aur Market mein Apne technical analysis ko perform kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	6
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12399532

    WHAT IS CANDLESTICKS CHART: dear forex market mein yah Jo chart ki kind hai yah sabse jyada forex market mein use kiye jaate Hain aur har trader takriban is kind ko RX mein Apne analysis ke liye use karta hai candlestick chart mein aap aasani se market mein different kinds of patterns aur patterns ko dekh sakte hain aur apne analysis ko kar sakte hain ismein aap previous movement ko aasani se jayaj kar sakte hain iske साथ-साथ aapke liye ismein analysis karna bahut jyada aasan hota hai ismein aapko market ke movement candles ki madad se show ho rahi hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	8
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12399584
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 07-06-2022, 01:22 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex chart and it's types:

      Explanation:-

      Forex chart ke price chart ka hi ak roop hai. Forex charts do horizontal line khenchna sa Banta hai. Forex charts ko Trisha rectangle Bhi kahta hai . Is ki two types hoti hain Bullish continuation price and bearish continuation price bullish continuation price tezi ka trend ko barkarar rakhna ka signal deta ha matlab keh jo tezi ka trend chal rha ha wo agey or bhi chala ga. Forex chart main ham dekhte hain market-main downtrend chal Raha ha bearish continuation price ka bana ma yha zaruri ha shuruwati trend downtrend ho iska bad price support bana kar upar ana lagta ha lakin downtrend ko maintain krna k lie ek resitance bana leta ha or wapis sa upr jana lagta ha is tarah sa pahla resitance or pahla support ban jata ha iska bad price upar jana lagta ha or wapis sa 2nd resitance banata ha , lakin yha pahla resistance dusra resistance ka mutabik lower hona chayie , or fir sa price necha ana lagta ha or fir price 2nd support banata ha ,or ya pahla support sa lower hona chayie , dosto ab yaha pa 2 lower resitance or 2 lower support tayar h chuki hain to ab hamain dono resistance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna ha is trend line ko is pattern ka sath main trend line kahta hai.

      Click image for larger version

Name:	1595242597584.png
Views:	1
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12399535

      [COLOR="#4B0082"]
      Forex Chart And It's Types:


      Forex chart ka hi eik roop hai.price chart pattern ka hi eik roop ha , Forex chart ko horizontal line khenchna sa Banta hai ,price channel ko Trisha rectangle Bhi kahta hai . Forex chart ke two types hoti hai Bullish continuation price and bearish continuation price ,bullish continuation Forex chart tezi ka trend ko barkarar rakhna ka signal deta ha matlab keh jo tezi ka trend chal rha ha wo agey or bhi chala ga. Bearish continuation Forex chart downtrend ka signal deta ha matlab abi or price necha aye gi .How price channel is formed?Bullish Continuation Forex chart:Dosto chart main ham dekhte hain market-main uptrend chal Raha ha bullish continuation price chanel ka bana ma yha zaruri ha shuruwati trend uptrend ho iska bad price resistance bana kar necha ana lagta ha lakin uptrend ko maintain krna k lie ek support bana leta ha or wapis sa upr jana lagta ha is tarah sa pahla resitance or pahla support ban jata ha iska bad price upar jana lagta ha or wapis sa 2nd resitance banata ha , lakin yha pahla resistance dusra resistance ka mutabik lower hona chayie , or fir sa price necha ana lagta ha or fir price 2nd support banata ha ,or ya pahla support sa lower hona chayie , dosto ab yaha pa 2 lower resitance or 2 lower support tayar h chuki hain to ab hamain dono resistance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna ha is trend line ko is pattern ka sath main trend line kahta hain iska bad hama dono support ka low ko touch karta hue ek dusri trend line khenchna ha , is trend line ko is pattern ka sath channel line kahta hain iska bana ma ya zaruri ha yha 2 support 2 resistance banein , dosto jab ap trend line khenchein to ya dono parallel honi chayien , agr dono lines parallel nahi hogi isa valid rice chanel nhi mana jaye ga ,iska bad price resistance level tor kar upar chali jaye to ya patteren pura hota ha or uptrend fir sa chalna lagta ha.Buying With Bullish Continuation Price Channel:Dosto agr apko bulish continuation price channel nazar araha ha to apko sabsa pahla 2 support ko touch karta hue ek trend line khenchna ha , iska bad dono resitance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna ha ab hama buying karna ka lie yha dekhna hain jab koi candle price channel complete hona ka bad resistance line ka upar closing da da to uska bad wali type mai buying karni ha or stoploss uska low ka neha lagana ha or profit book karna ka lie jaha pahla support bana ha usa kahta hai point B or jaha pahla resistance bana ha usa kahta hain point A, or iska jo difference hoga wo hamara target hoga.
      Click image for larger version

Name:	How-to-read-forex-charts.png
Views:	6
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12399536
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex chart and it's types:

        Forex Chart Pattern


        Forex trading ki analysis aik zarori ansar hai, jiss k leye humen historical data ki zarorat hoti hai. Ye data hum forex trading main chart ki sorat me melta hai. Aam tawar par forex trading main istemal hone wale charts main teen main charts istemal hote hen, aur iss main pehle number par line chart ata hai, jo prices ka sirf close price hi zahir karta haia aur aik line ki shap main agay ki taraf barhta rehta hai. Dosre number par bar chart hai jo k prices k leye kuch ziada information deta hai, jis mein open close k sath sath high aur low data bhi zahir kart ahai, jab k last par candlestick pattern ate hen, jis main aik candlestick sab se ziada aham aur clear information deta hai, jiss ki tafseel darjazel hai:

        Click image for larger version

Name:	images (87).png
Views:	2
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12399573

        Line Chart


        Line chart ki tamam aqsam mein sab se asaan hai, aur yeh har daur ki ikhtitami qeemat ko mila kar banaya gaya hai (misaal ke tor par, rozana line chart ki yomiya ikhtitami qeemat ya hafta waar chart ki hafta waar ikhtitami qeemat ). Haqeeqat yeh hai ke line chart sirf ikhtitami qeemat ka istemaal karta hai is ka matlab hai ke yeh bazaar ke kuch shore ko khatam karta hai (yani qeemat mein mamooli tabdeelian) aur taajiron ko qeemat ki ahem tabdeelion par tawajah markooz karne ki ijazat deta hai. Shuru karne walon ke liye, is qisam ke chart ko samjhna aasaan ho sakta hai. Line charts taajiron ko madad, muzahmat, aur makhsoos chart patteren ki makhsoos sthon ki shanakht karne ki ijazat dete hain jo ahem hain. Negative pehlu yeh hai ke tajir qeematon ke baray mein is se ziyada maloomat chahtay hain jo line chart faraham kar sakta hai. Baaz auqaat, nah sirf ikhtitami qeemat, balkay ibtidayi qeemat, sab se ziyada qeemat aur sab se kam qeemat bhi janna zaroori hota hai. Line chart ka aik aur nuqsaan yeh hai ke is mein koi khalaa nahi hai. Charts ki doosri kasmain hain (bar charts aur candlestick charts) jo is maqsad ko haasil karne mein hamari madad kar satke hain.

        Click image for larger version

Name:	images (88).png
Views:	2
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12399572

        Bar Chart


        Bar chart waqat ki aik muddat mein qeemat ki had dekhata hai. Bar chart aik amoodi line hai jo waqt ke sath sath aala aur kam qeematon ko judte hai. Vertical line trading session ki open qeemat (left) aur close qeemat (right) ko nishaan zad karti hai. hafta waar chart par, har baar 1 hafta ki numaindagi karta hai. H1 chart par, har baar chart 1 ghantay mein qeemat ki naqal o harkat ki had dekhata hai. Mukhtalif rangon ka istemaal un qeematon ki nishandahi karne ke liye kya ja sakta hai jin ki ikhtitami qeemat ibtidayi qeemat (Bullish ya barhti hui baar) se ziyada hai ya woh qeematein jin ki ikhtitami qeemat ibtidayi qeemat (bearish ya girty hui baar) se kam hai. Neechay di gayi misaal mein, blush baar sabz hai aur bearish baar surkh hai. Bar chart ko dekh kar, tajir taizi se andaza laga satke hain ke kisi khaas waqt aur muddat mein qeemat ke sath kya ho raha hai. Yeh market tajzia ke liye misali hai.

        Click image for larger version

Name:	images (89).png
Views:	1
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12399571

        Candlestick Chart

        Aik candlestick chart aik trader ko wohi maloomat deta hai jo bar chart ki terhan hota hai, lekin candlestick ka real tole o arz rakhta hai aur rang se bhara hota hai (agar is muddat ke douran qeemat barh jati hai to, candle stuck aam tor par green / white hoti hai, agar qeemat barh jati hai. Neechay, yeh red / black hai). Candlestick ke markazi jism se oopar aur neechay tak phaily hui lakeer ko mehwar ya shadow kaha jata hai. Oopri mehwar ka oopri hissa kisi muqarara muddat mein sab se ziyada qeemat ki numaindagi karta hai, jabkay mehwar ka nichala hissa kisi muqarara muddat mein kam az kam qeemat ki satah ki numaindagi karta hai. Agar candle stuck ka mehwar candle stuck ki pemaiesh se bara hai, to yeh is baat ki nishandahi karta hai ke market mein aik mumkina reversal point mojood hai. Experience traders candlestick charts se market ki nafsiat ke baray mein kaafi maloomat haasil kar satke hain. Traders ki aik barri tadaad is baat par mutfiq hai ke sonay ki salakhon ke muqablay mein mom batii basri tor par parhna aasaan hai, halaank ab bhi bohat se log aisay hain jo candlestick par sonay ki salakhon ko tarjeeh dete hain.

        Click image for larger version

Name:	images (90).png
Views:	4
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12399570

        اب آن لائن

        Working...
        X