Triangle Chart Pattern in Forex Market !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triangle Chart Pattern in Forex Market !
    Assalam-O-Alaikum :
    dear members umeed ha ap sb thk hn gy.Dear members aj hum chart patterns ki list main agy barhty hovy triangle pattern ko discuss karny lagy hain hum dekhen gy k ye pattern kesy bnta ha or eski direction kia hoti ha or esy kesy trade kia jata ha.

    Triangle pattern in Forex Market :

    Dear members triangel pattern 1 continuation chart pary pattern ha mtlb k price jis direction main move kar ri hoti ha ye us trend ya direction ki continuation ki indication ha.
    Jb price 2 convergin lines k darmiyan estrha highs kr lows bnati ha k highs upper line ko touch karty hain kr lows lower line ko touch karty hain to 1 triangle shape structure bnta ha.
    Commonly triangle pattern ki 3 different types hoti hain jo k hum aj bari bari discuss karen gy.

    (1) Ascending triangle in Forex:

    Ascending triangle 1 breakout pattern hota ha or ye tb bnt ha jb market opr ki trf 1 horizontal trendline se bar bar resist hoti ha estrha es triangel ki oper ki trend line horizontal hoti ha or nechy ki trend line upward direction main hoti ha mtlb k market higher lows bnati ha.q k buyer apni bids barhaty jaty hain jiski waja se higher lows bnty hain or 1 wqt ata ha k buyers momentum pakarty hain or triangle ka breakout hota ha.
    Es pattern main ap triangel ki lower trend line se trade le skty hain or stop loss lower trend line k nechy ho jb k take profit apka triangle ki length k equal ho.
    ya phr ap breakout py bhi trade le skty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12535549

    (2) Descending Triangle in Forex :

    Decending triangel inverted type ha ascending triangle ki. Es main triangle ki nechy wali trend line horizontal hoti ha jo k support k tor py kaam krti ha jb k oper wali trend line downward sloping hoti ha jiska mtlb ha market lower lows bnati ha or sellers dominate kye hoty hain market ko or at the end market breakdown ho k mazeed nechy jati ha.
    Es main ap breakdown py bhi trade le skty hain ya us se phly triangle ki upper trend line py trade le skty hain or stop loss trend line se thora opr rkh skty hain.
    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	1
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12535550

    (3) Symmetrical triangle in Forex:

    Symmetrical triangle ki upper trend line downward sloping hoti ha or lower trend line upward sloping hoti ha mtlb k market converge hoti jati ha or jesy hi range short hoti ha to market breakout ya bteakdown ho k bullish ya bearish ho jati ha.
    Es main sirf or sirf breakout ya breakdown py hi apko trade karni chahye.

    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	33.8 کلوبائٹ
ID:	12535551
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Triangle Chart Pattern in Forex Market !

    Description.

    Dear friends triangle ko Ham mukhtalif tarah Se chat par draw kar sakte hain aur triangle ke Breakout hone per Kis Tarah Se Hamen signal hoga jis ki help se Ham trading Karen aur analysis a confidence Hasil Karen doston Triangle teen kisam Ke Chat per Lagai Jaati Hai

    Types of Triangls.
    • Assending triangles
    • Descending triangles
    • Symmetrical triangles

    Assending triangles.

    Dear friends jub market move katy karty aik khas kam distance areas main ja kar rokti hai osk bad apni movement change karti hai jis ko hum hum assending kahtu hain jis main hum es k word se he smjh skty hain k market nechy se oper jati hai tu osko hum assending triangles kahty hain jis main market ka break out hmaisha oper ko hota hai q k aghr market nechy se oper ja rahi hai tu mazzed oper jany k chances hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	28
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12399528

    Descending triangles.

    Dear friends jub market ooper sey neechay aati hai tu aik channel main move karty karty aik triangles banati hai jis ko hum dessending triangle kahty hain jis se hmain es bat ki confirmation milti hai k hum apni trading main ayes trade lgaty hain k es ka break out nechy hoga tu hum tab tarde open karengy jis se hmain faida hoga dessending main market hmaisha apko support par reverse main milti hai jahan par ap apna take profit set kar skty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	5
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12399529

    Symmetrical triangles.

    Dear friends symmetrical triangles main first candle tou size main large ho lekin consective candles bhi size main decrease hoti ja rehi hon lekin triangle pattern isterha sy creat ho raha ho ky yeh market main na tou bearish trend ko show ker raha ho aur na hi bullish trend ko tou aesy triangle pattern ko symmetrical triangle pattern kehty hain jis main market ki movement ky maximum chance bhi uptrend main movement ky hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	3
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12399530

    Dear friends triangle pattern Jab bhi chat par banta hai to yah hamare liye market changing ka ek bahut achcha signal hota hai aur agar Ham isko analyse Kar Le to hamen bahut acchi trade mil sakti hai.
    Market mein hamesha ham entry lene ke liye kisi bhi aise pattern ka intezar karte hain aur jab tak market mein koi aisa pata nahin ban jata hai tab tak hamen market ki intezar karni padati hai aur jab hamen market mein koi aisa setup milta hai to tab hi Ham trading shuru karte hain aur jatak hamen koi aisa setup nahin Mil jata hai to fir Ham trading shuru nahin karte hain aur ham market ka intezar karte hain lekin Jab hamen ek achcha pattern Mil jata hai to fir Ham trading shuru karte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Triangle Chart Pattern in Forex Market !

      TRIANGLES KI STRAGETY:-

      Triangle strategy ko found karna chahte hain to sabse pahle aapko market ka friend dekhna hoga aur use friend ke mutabik aapko ismein apni strategy ko follow karna hoga jab aapko market ka confirm downtrend ya fir market ka confirm uptrend mil jaaye to aap ismein aasani se a Triangle strategy ko found kar sakte hai. Triangle strategies used hoti hai jismein aapke pass ascending Triangle aur aapke pass descending Triangle strategy use hoti hai sabse pahle main aapko ascending toy game strategy ke bare mein batana chahunga jab bhi market aap trend mai hoti hai to market 1 channel mai movement karti hai for example market thoda sa upar jati hai aur fir thoda sa down hoti hai ishq ishq tera ki strategy market mai use ki jaati hai aur aap jab dekhte hain ki market 1 channel mai munh matka rahi hai aur ek aisa point hota hai jab aapke donon point ek taraf mil rahe hote hain to isko aap ascending Triangle strategy ka naam de sakte hai. Dear Forex Triangle main market main banny waly boht se patterns main aik pattern Triangle hai jis se hum apni trading ko es ko follow kar k apni trading kar skty hain forex main Triangles 3 types k hoty hai jin ko smjh kar hum apni trade karty hai. market ke different patterns ko samajh nahe hota hai Kyunki market ki movement yah fundamental analysis par depend kar rahi hoti hai aur yah FIR technical analysis per Jab market mai Koi news nahe ati to us ke alava market hundred percent technical analysis ko hi follow kar rahi hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	How-to-read-forex-charts.png
Views:	6
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12399543


      ASSENDING TRIANGLES:-


      Forex trading mai assending Triangle mai market aik channel main move katy karty aik kam distance areas main ja kar rokti hai osk bad apni movement change karti hai jis ko hum hum assending kahtu hai jis main hum es k word se he smjh skty hai ka market nechy se oper jati hai tu osko hum assending Triangle kahty hai jis mai market ka break out hmaisha oper ko hota hai q k aghr market nechy se oper ja rahi hai tu mazzed oper jany k chances hoty hai.

      Click image for larger version

Name:	triangle-patterns-forex-traders-should-know_body_Ascendingtriangle.png.full.png
Views:	1
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12399544

      DESSENDING TRIANGLES:-

      Forex Triangle mai market oper se nehy ati hai tu aik channel mai move karty karty aik Triangle banati hai jis ko hum dessending Triangle kahty hai jis se humai es bat ki confirmation milti hai k hum apni Triangle main ayes trade lgaty hai k es ka break out nechy hoga tu hum tab tarde open karengy jis se humai faida hoga dessending mai market hmaisha apko support par reverse mai milti hai jahan par ap apna take profit set kar skty hai.
      Click image for larger version

Name:	triangle-patterns-forex-traders-should-know_body_Descendingtriangle.png.full.png
Views:	3
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12399545

      اب آن لائن

      Working...
      X