Relative strength index in Forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative strength index in Forex?
    Relative strength index in Forex?

    Assalam alaikum dear members

    Umeed karta hun aap sb khairiat se hn gy or apka trading week bahut acha jaa raha ho ga.
    dear members agr trading main successful hona ha to apko market ko analyse karna ana chahye agr aap market ko analyse kar k trade karen gy to apki trades profitable hn ge.
    or markey ko analyse karny k lye apko charts ko read karna ana chahye or sth sth indicators ko b smjhna chahye.
    aj ki es post main hum RELATIVE STRENGTH INDEX indicator ko detail se study karen gy .


    Relative strength index Kia h?


    Dear members relative strength index ko shortly RSI kaha jata ha or ye aik momentum indicator ha or oscillator ki shakal main chart k nechy kaam karta ha.
    Ye market ki values ko measure kar k market main overbought or oversold situation k bary main btata ha.
    es main 3 values use hoti hain aik opr ki trf 70-80 ki hoti ha jb k nechy ki trf 10-20 ki hoti ha or darmayan ka level 50 ka hota ha.
    ye indicator technical analysis main use hota ha or traders ko bearish or bullish momentum k bary main batata ha.
    Es main 2 situation hoti hain

    Overbought RSI
    Oversold RSI

    In dono ko nechy tafseel se bayan kia gaya ha.



    Overbought RSI::
    Dear members jb market uptrend main kaafi opr ja chuki ho or RSI 80 ya us se opr ki value show kary to market ko overbought consider kia jata ha.
    mtlb k ab bhht ziada buy ho chuki ha market or buyers exit ho rhy hain market se jski waja se marlet ki price low hona shro ho jati hain or market main trend reversal expect kia jata ha.


    Oversold RSI;
    Dear members jb market downtrend main bhht zada nechy jaa chuki ho or RSI hamen 20 ya us se nechy ki values show kary to market ko overslod consider kia jata ha eska mtlb ha k sellers market se exit ho rhy hain or market ki prices barhna shro ho gai hain es main trend reversal expect kia jata ha or market bullish move karti ha.dear memebrs RSI indicators main aik or important chz hai divergence jisy hum nechy bayan kar rhy hain.


    Click image for larger version

Name:	Rsi.jpg
Views:	1
Size:	98.4 کلوبائٹ
ID:	12535445
    RSI divergence Kia h??

    Dear members divergence ka mtlb hota ha mung
    harif ho jaana mtlb k simt badal lena.
    aisy hi RSI divergence ka mtlb ha k jb market or RSI ki simat same na ho or ye alg alg simt main move karen.
    RSI divergence ki 2 types hain

    BEARISH DIVERGENCE
    BULLISH DIVERGENCE

    In dono types ko nechy bayan kia gaya ha.



    Bearish divergence;

    dear members jb market uptrend main ho or higher lows bnati ha jb k RSI market ko follow nahi karta or lower lows ya equal lowa bnata ha to esko bearish ka sign kaha jata ha or esi lye esy bearish divergence kaha jata ha. Es k bad market main trend reversal expect kia jata ha.


    Bullish divergence;
    Dear members jb market downtrend main hoti ha to market lower high bnati ha jb k RSI market ko follow nagi karta or higher highs ya equal highs bnati ha es ko bullish ka sign consider kia jata ha or esi lye bullish divergence kaha jata ha es k bad market ka trend reverse hota h
    Click image for larger version

Name:	Rsi2.jpg
Views:	3
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12535446
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative strength index in Forex?

    aslam o alikum dear forex trader umeed krta ho ky ap sub khoob mojeen kr rhy ho gy aur forex fourm mein q ky ye ek esa platefourm hai jis mein lakhoo loog apna business kr ky lakhoo rupay kama rhy haen daily base pay apny business mein tarqi kr rhy haen ab jo bat main ap logo se share krny laga ho wo hai relative strength index in trading ye kya hai aur forex fourm mein is ki kya importance hai agar hum is ko use kren to hamen kya fida ho sakta hai aur agr es ko use na kya jay to pher hamen kya loss ho sakta hai to chalay start krty haen.
    What is Relative strength index
    ye RSI most commonly used kya jata hai indication ky lye ye temporarily overbought aur oversold condition mein is ko use mein lya jata hai ye intraday forex trading strategy hai jo devised krti hai advantage ko ye indication from the rsi se ye market mein overextended aur therefore likel to retrace hota hai.
    Click image for larger version

Name:	RSI 1.png
Views:	4
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12399417
    ye RSI widely used kya jata hai technicaly indicator ky tour per ye oscillator hai jo indicates krta hai market mein overbought price ko jub RSI value over hoti hai 70 se aur ye indicate krta ai ovesold conditions ko jub RSI readings aur under 30 ho jati hai to pher trader analysts ko prefer krty haen more extreme ko use kry ky 80 se 20 ki reading ko use krty hovy is mein weakness of the RSI ko sudden sharp price per movement ko change kya jata hai sharp price ki jo movement casue ko spike repeatedly up aur pher down kya jata hai thus is prone ko giving false signal indicate krta hai agar those spikes or falls show k trading confirmation mil jaty to pher compared kya jata hai singnal ky sath ye signal entry aur exit point hota hai.
    Click image for larger version

Name:	RSI 2.png
Views:	13
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12399418
    Key Takeaways
    1. The common level pay attention kya jata hai jub trading mein RSI 70 se 30 ho.
    2. dosra ye ky RSI jub over hota hai 70 se to pher is ko considered overbought kya jata hai jub ye below 30 hoti hai to pher is ko considered oversold kya jata hai.
    3. Trading based mein RSI indicator ko aksar starting point per he consider kya jata hai aur bhot se trader place alert kr ky 70 se 30 ko marks krty haen.
    4. Jub ye alert triggered krta hai to pher trader will examine the validity ko trade per lagty haen.
    5. RSI give false signal aur ye not uncommon in volatile ko markets per RSi mein remain aur pher above the 70 ya pher belwo 30 extended period per mark krta hai.
    Click image for larger version

Name:	RSI 3.jpg
Views:	1
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12399419
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Relative strength index in Forex?

      Relative Index Indicatordear forex member forex trading mein kamyabi hasil karne ke ly hamare pass forex market ki movement ko analyse karne ke tamam features ka tamam knowledge Hona chahie.hum forex market ki movement ko different indicators, different patterns, different techniques ki madad se analyse kar sakte hain.agar apke pass ye tamam knowledge hoga tu ap tamam techniques ki madad se market ko achi tarah analyse Karke market ka trend maloom kar sakte hain aur apni trade trend ke mutabik open karke apni trade se acha profit hasil kar sakte hain.Relative strength index indicatordear member yeh aik bohut important indicator hai agr ap achi trading krna chahte ho to isko use kro iske bary main ap se kuch information share krta hn .dosto market great power related Index ik technical index hy is sy apko market main achi trades milti hain. of aik technical Index hy jis sy ap in the best-selling or over-the-counter market k bary main achy tareqy sy btata hy. Is an Identifier with more information about the san hygienic market market in dekh sakty hain. Relative Strength Index (RSI) main jab downtrend hota hy aur market down ho rahe hotibhy isi tarha apko market main Index The over-the-counter indicator k level pr indicates karta hy. Oversold aur overbought par ap the main trade kar sakty.explanationMazeed bar-aan, jaisa ke pehlay zikar kiya gaya hai, rsi aik wasee pemanay par jana jane wala isharay hai. Trader usay kayi saloon mein duniya bhar se mutadid mazameen, kitabon aur interviews mein shaamil dekh satke hain. Constance brown ki" Technical analysis for the trading professional" ke unwan se aik kitaab bhi mojood hai jahan rsi ki nisbat reechh ki market aur bail market ko muta-arif karaya gaya hai. Brown ke sarparast, Andrew cardail ne bhi indicator ke misbet aur manfi ulat phair ke baray mein apni baseerat di. Woh inhiraf ki mazeed wazahat ka bhi zimma daar tha jis ka itlaq aaj bhi bohat se tajir tijarat mein karte hain. Wilder ke paas apni kitaab bhi hai jis ka naam" new concepts6 un technical trading systems" hai jo 1978 mein shaya sun-hwa tha. RSI ke taaruf ke sath sath, deegar tools bhi un ki kitabon mein numaya hain jaisay ke directional movement concept ya" adx, parabolic sar, aur ost haqeeqi had. Yeh baat bhi qabil ghhor hai ke agar Wilder ke isharay bohat pehlay muta-arif karaye gaye thay, tab bhi is ke ozaar la zawaal hain yeh jadeed duniya mein maqbool hain.trade with RSIRSI ke hisaab ko behtar tor par samajhney ke liye, usay bunyadi ajzaa mein aasaan kya gaya hai jo ke average faida, aur ost nuqsaan hain. note karen ke is hisaab mein pehlay se tay shuda 14 period istemaal hota hai jaisa ke Wilder ne apni kitaab mein istemaal ki tajweez paish ki thi. Traders ko yeh bhi yaad dilana chahiye ke nuqsanaat ko misbet shakal mein eqdaar ke tor par paish kya jana chahiye nah ke manfi mein.pehlay average profit aur pehlay average nuqsaan dono ka hisaab laganay ke liye, un farmolon ko yaad rakhen:First Average Gain = total gains over the past 14 periods / 14First Average Loss = total losses over the past 14 periods / 14Agla hisaab Sabiqa ​​average aur naffa nuqsaan ki mojooda qeemat par mabni hai. farmolh darj zail faraham kya gaya hai:Average Gain = [(previous average gain) x 13 + current gain] / 14Average Loss = [(previous average loss) x 13 + current loss] / 14Smooth karne ke tareeqon mein se aik jo exponential moving average ya" EMA " ke hisaab mein istemaal honay walay tareeqay se milta jalta hai woh hai pehlay ki qader ko le kar usay mojooda qader mein shaamil karna. Note karen ke rsi eqdaar ki durustagi musalsal behtar hoti ja rahi hai kyunkay hisaab ki muddat jari rehti hai. Note karen ke kisi bhi chart ki tareekh shuru honay se pehlay istemaal honay walay data points aik plate form se dosray mein mukhtalif ho satke hain. Lehaza, is ko check karne ka yaqeen rakhen.Mazeed bar-aan, Wilder ka formula rs ko mamool banata hai. Chunkay yeh maamla hai, yeh aik oscillator ban jata hai jo sifar se 100 ki had mein barhta ya ghat-ta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X