What Is a Bullish Belt Hold?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is a Bullish Belt Hold?
    Introduction

    Aik blush belt hold aik patteren hai jo aik hi tijarti din mein japanese candles ka istemaal karte hue banaya ja sakta hai. yeh is baat ki nebenzahi karta hai ke mojooda gravt ka rujhan rivers honay wala hai.

    Yeh patteren is waqt bantaa hai jab mustaqbil mein kisi mourr par mandi ki tijarat ki aik taar ke baad taizi yasafaid candle stick aati hai. karobari din ke aaghaz mein qeemat, jo aakhir-kaar din ki kam tareen satah ban jati hai, pichlle tijarti din ke ekhtataam par qeemat se kam hai. is ke baad, stock ki qeemat din bhar barhti rehti hai, jis se aik lambi safaid mom batii tayyar hoti hai jis ke oopri hissay mein aik mukhtasir saya hota hai aur neechay ka saya bilkul bhi nahi hota hai.

    Definition

    Blush belt hold ki tashkeel aik aisa namona hai jo sarmaya karon ke darmiyan mandi se taizi ki zehniat ki taraf sign karne ki salahiyat rakhta hai.Bearish belt holds there mushkil hai, lekin yeh yakeeni banana zaroori hai ke signals durust hon. agar yeh level of support ke qareeb bantaa hai, it will be inhisaar behtar ho jaye ga.Agarchay blush belt hold har waqt ke fraimoon mein dekha ja sakta hai, lekin usay rozana aur hafta waar chart par talaash karna ziyada benefits mand hai.


    Note Bullish Belt Hold

    Umama batii, jo muddat ke nichale maqam se shuru hoti hai aur phir –apne ounchay maqam ke qareeb band honay ke liyekhula karti hai, umama batii ke oopri hissay par aik chhota saya chore kar, aik safaid ki terhan hai aurdd a ke nichale maqam par khulti hai. neechay ki taraf rujhan ke douran, mom btyon ki aik series ke baad patteren nazar aata hai jo mandi mein hoti hain. umama batii jis qeemat par trading shuru karti hai woh pichlle tijarti din ke is ke kam tareen point se bohat kam hai. "bamba ibhande" ka naam is haqeeqat se aaya hai ke patteren pichli , jo qeemat ko nechay girnay se rokta hai.

    Holding a red belt, jisay japani mein kaha jata hai, aksar sarmaya karon mein mandi se misbet ehsas mein tabdeeli ki n Workinghi karta hai. sikyortiz ki mustaqbil ki qeemat ki passion goi ke liye is candle stuck patteren ko istemaal karne ke nataij ghair mutawaqqa hain, is haqeeqat ke bawajood ke yeh kaafi aam hai. agar aik candle adheres patteren support level ke qareeb ubharta hai - misal ke tor par, aik trained line, aik moving average, ya market mein aik point - is ki pishin goi ki taaqat ko barha diya jaye ga.

    Mustaqbil ke rujhanaat ke hawalay se pishin goi karte waqt, taajiron ko sirf pichlle do tijarti dinon se ziyada ko mad e nazar rakhna chahiye, bilkul isi terhan jaisay woh candle stuck charting patteren ki kisi doosri qisam ke sath karte hain. red belt hold time for tamam mein paaya ja sakta hai, lekin yeh rozana aur hafta waar chart par ziyada qabil aetmaad hai kyunkay un auqaat mein is ki taamer mein ziyada tajir shaamil hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is a Bullish Belt Hold?

    Belt Hold Candle Pattern ?

    Belt hold candle Bullish b ho sakti ha aur bearish b, Bullishbelthold downtrend ma bnti ha, is ma aik rising candlestick hoti ha jo high k kareeb open hoti ha aur low par close hoti ha, isi tarah bearish belthold ma aik dark candle hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is ma opening pichlay din ki closing sa high hogi, isko ziada reliable nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik long black candle bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in candlesticks ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb bullish aur bearish belthold tb behtar reliable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, jo trend line, support and resistance ya moving average sa zahir hota ha, beld hold us waqt ziada aham hoti hain jb ye dusri candle sticks k pattern ka hisa bnti hain jin ma dark cloud pattern ya engulfing pattern shamil hain, lihaza hmain forex sa related apni knowledge aur information ko enhance aur updated kartay rehna chaoay ta k hm different patterns aur indicators ko easily samajh sakain jis sa hmain market ya trend ki moment ka andaza ho sakay aur hm thek trades open kar paen, agr hmari learning behtar nhi hon gi to hm sa miatakes hon gi jo loss ka sabab bn jaen gi jis sa hmain forex ma nakami ho gi, is liay mehnat k sath kam karain ta k forex k tools, indicators aur chart patterns k sath sath candlesticks sa trade k liay indication hasil kar sakain

    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	17
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12399357

    What Is a Bullish Belt Hold?

    Jab market mein Main downtrend hota hai aur Market Apna trend change karti hai to use time per aap
    bullishbelthold line ko observe kar sakte hain jaise hi market Mein doji candlestick banne ke bad aapko Ek Jyada body wali candlestick Najar Aati Hai Isko aap bullishbelthold line stick Keh sakte hain. Ye pattern har time frame ma ban sakta hai but ye daily ya weekly chart par zayada reliable samja jata hai. Es pattern k lae market ma pehle down trend hota hai or phr ik candle asi banti hai jo totally bullish hoti hai or ye market k trend ko bearish sy bullish ma ley jati hai. Ye pattern aksar market ma dakha ja sakta hai but ye etny achy result ni dety or na he achi tarha future ko predict karta hai. Es pattern ma ye belthold wali candlestick previous session k nechy sy open hoti hai or mazeed down jany ki bajae strong up trend ma chali jati hai.

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	34
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12399358

    More Information about Bullish Belt Hold?

    Belt holt candle stick pattern ko minor reversal pattern k tor par kheal kiya jata hai or ye exactly pattern ki nature par depend kerta hai or ye bullish aur bearish both trends reversal ko show kerta ai ye aik aisa single stick pattern hota hai jo sirf single stick pattern par he depend kerta hai aur is ko marobozu candle stick pattern bhi kaha jata hai is k features ye hoty hain k is ki body large hoti hai aur is ka shadow ya tou bohat kam hota hai ya phir hota he nahi hai shadow k hony ya naa hony se bullish aur bearish acitivity ki strength ka andaza lagay ja sakta hai bullishbelthold aur bearish belthold isi ki types hain bullishbelthold aik aisa pattern hota hai jo har time frame mein ben sakta hai lekin ye daily aur weekly basis par zeada reliable samjha jata hai is k liye market mein pehly downtrend hota hai aur phir us k baad aik candle stick aisi ati hai jo totally bullish hoti hai aur ye market k trend ko bearish se bullish mein ly jati hai aur is tarhan k apttern aksar market mien dekhy ja sakty hain lekin in ka faida bohat kam hota hai kuen k ye itny achy results nahi dety aur na he ye aik acha future predict kerty hain es pattern k liye market mein bullish trend hota hai or jab market mein new session aata hai tou ye upward mein gap se open hoti hai aur phir is tarhan market mazeed up jany ki bajaye downward jany lag jati hai bearsih belthold mein last candle bear he ki benti hai

    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	2
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12399359
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bullish Belt-Hold Line Candlestick Pattern
      Bullish belt-hold line candlestick pattern price chart par jab bhi hota hai, to market ka trend upward movement karna shoro karta hai. Ye two days ka aik bullish trend reversal hai, jo prices k bottom par ya bearish trend main paya jata hai. Ye pattern market main bulls ka control zahir karta hai, jo bearish trend k baad wo bears se hasil karte hen. Price chart par hamesha se aik khas trend k mutabiq move kar rahi hoti hai, lekin bohut ziada low prices par aksar jab bhi prices ko bullish belt-hold line candlestick pattern ka samna karna parh jata hai, to uss k baad prices teezi k sath rise karna shoro hoti hai, jo k aik bullish trend ki alamat hoti hai.
      Candles Formation
      Bullish belt-hold line pattern pehli din ki candle aik bearish candle hoti hai, lekin dosre din ki candle bullish candle k close prices par hone ki bajaye bottom gap main open ho kar ussi k real body main close hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai:
      1. First Candle: Bullish belt-hold line candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle black ya red color ki candle hoti hai, jo k market k current bearish trend ya sentiment ki akasi karti hai.
      2. Second Candle: Bullish belt-hold line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali strong bullish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k bottom par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k darmeyan se above hoti hai. Bullish candle k nechay side shadow ya wick nahi hota hai, issi waja se ye aik strong bullish trend reversal ka sabab banti hai.
      Explanation
      Bullish belt-hold line candlestick pattern market main prices ko upward convert karta hai, jo k do candles, bullish aur bearish se mel kar banta hai. Pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k bottom ya bearish trend ko zahir karti hai. Ye candle aik normal real body main shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k opposite direction yanni bullish candle hoti hai, jo open pehli candle k bottom par gap main hoti hai, lekin close pehli candle k darmeyan se ooper hoti hai. Ye candle pehli candle se bane gap ko cover bhi karti hai aur sath hi bullish trend reversal ka kaam bhi karti hai. Ye candle lazmi real body main honi chaheye jiss k open side par shadow nahi hota hai.
      Trading
      Bullish belt-hold line candlestick pattern prices k bottom par traders k leye buy ka signal genrate jarta hai, jiss confirmation candle k baad entry ki ja sakti hai. Pattern k baad confirmation candle ka real body main bullish hona bhi zarori hai, jab k dosri candle k top par close hona bhi aham hai. Pattern k baad bearish candle banne se pattern par buy ki entry nahi karni chaheye, jab k trend confirmation indicator jaise CCI, RSI, MACD aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Pattern par stop loss ka bhi zaror istemal karen. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya dosri candle k open price se two pips above set karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X