MACD indicator complete guide;
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD indicator complete guide;
    Assalam alaikum Dear forex members!umeed ha ap sb thk hn gy or apki trades achi ja rhi hn ge.
    dear members last posts main hm ny forex chart patterns complete kye thy or aj se hum Indicators ko seekhna shro karen gy agr ap ny meri pchli posts ni read ki to ab kr len taa k apko charts ka proper knwledge ho or phr ap es k sth indicators ko use kr skn.

    What is MACD indicator;

    Moving average Convergence and divergence (MACD) 1 technical indicator ha jo k ksi bhi trading pair ki moving averages k relation ko show karta ha.
    Ye 26 Exponential moving averrage ko 12 moving average se minus kr k hamen average values btata ha.
    MACD market k bullish or bearish hony k sign btata ha es main 1 signal line hoti ha jb MACD us line se nechy jata ha to trader confirmation k bad sell kr skty hain or jb MACD signal line se opr jata ha to traders confirmation k bad Buy ki trade le skty hain.
    MACD 1 histogram ki shkl main hota ha jo k apni signal line k oper ya nechy move karta ha.
    Click image for larger version

Name:	10757638-6A44-4AA3-86FD-6EC5ABB13773.jpeg
Views:	7
Size:	134.3 کلوبائٹ
ID:	12535414

    Relationship between MACD and RSI:

    Dear members MACD or relative strength index (RSI) ko aksr ikthy use kia jata ha signal ki confirmation k lye.
    RSI hamen btata ha k market ab overbought ha oversold ha. RSI 1 oscillator ha jo k average gains or losses ko given time period main calculate kr k btata ha.
    jb k MACD 2 Exponential moving averages k relation ko measure krta ha.
    ye dono indicator ikthy use kiye jaen ap market k momentum ko measure kar skty hain.Q k ye different values ko calculate karty hain kr baz oqat ye different indication bhi dety hain market ki.
    kbhi kbhi RSI overbought ka signal deta ha mgr MACD btata ha k momentum abi tota ni ha to estra ap 1 gkt trade leny se bach jaty hain.Click image for larger version

Name:	FB1265B5-24C0-4A64-B6DE-D97924A2500A.jpeg
Views:	6
Size:	15.2 کلوبائٹ
ID:	12535415

    Limitations of MACD;

    MACD ki sb se bari limitation ye hoti ha ye k bht bar divergence show krta ha or reversal ka singal deta ha jb k hr bar market reverse ni hoti.
    es lye koe bhi indicator ho us k signal k sth sth apko price action se confirmation bhi lazmi lena chahye ta k ap ki trades profitable hn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD indicator complete guide;

    MACD indicator complete guide

    MACD is indicators Mein zyada tar trader line Koi follow karte hain aur vah banaa Hui apni startegy ke mutabik aage badhate hain aur market ko har lamhe analysis karte rehte hain aur ek khaas entry point ka intezar karte Hain jab market ek strong entry point banati Hai Jahan se unhone trade leni hai bus use time hua trade lete hain aur unki trade takreeban 80% profit Mein Hi jaati Hai kyunki yah indicators bahut hi helpful hai jo market ki situation ko samajhne ke liye kafi helpful hai aur is indicators ki badaulat trader ek sahi direction Mein trade kar padhte hain aur Forex a maximum profit book kar lete hain

    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	5
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12399360

    Indicators chahe kaun sa bhi ho agar aap uske bare mein acchi information rakhte ho aur aapke pass maximum knowledge or experience hai to aap har time Forex per achcha profit easily earn kr milenge kyunki Forex mein kamyabi se acche experience par depend karti hai aur technical points aur tools ko samajhne ke liye acche experience ka hona bahut hi jaruri hai jitna jyada experience or knowledge hoga utna hi jyada Forex se achcha profit Hasil hoga apne knowledge ke strength ko aur increase karne ki jarurat hai aur market ko har time fallen karte rahana chahie Taki har ek chij Ko samajhne mein aasani ho aur maximum Forex ke business se fayda uthaya ja sake

    MACD indicator complete guide

    Indicator koi bhi ho agar apko us sy forex market main trading main help mil rehi ho tou apky liay acha hi hota hai aur forex market main tamam indicators kisi na kisi terha sy bahot behter hoty hain ky her indicator apni importance rakhta hai her trader kisi na kisi indicator sy help ky ker forex market main trade ker raha hota hai tou isy faida hasil ho raha hota hai agar kisi indicator ko use kerny sy continue loss ho raha ho tou aesy indicator ko use kerna chor dena chahiay kisi new indicator sy trade continue kerni chahiay lekin MACD aur mfi indicators main Mery khyal main tou MACD bahot acha indicator hai jis ko samajhna bhi itna mushkil nehi hai ky jab same indicator main strength decrease hona shoru ho jati hai tou hamain phir reverse order main trade open kerny ky liay ready ho jana chahiay aur kab strength centre line cross ker jati hai tou aesy time per usi direction main trade open ker ky achi earning hasil ki ja sakti hai

    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	4
Size:	14.6 کلوبائٹ
ID:	12399361


    Use of MACD indicator

    Agar Hum kisi aik indicator par depend krny ki bjae koi 2 ya 3 indicators ko learn kr Lyn aur apny analysis KY saath Un sab ky according bhi market ka analysis kr Lyn to Mere Khayal see hum bohat ache trading kr sakty hain aur acha profit hasil krny mein Kamyab ho sakty hain ISI Tarah MACD aur MFI different indicators hai jo market Mein maujud Hote Hain successful trader Hamesha Jab trade open Karte Hain To candlestick patterns ke alava aur bhi bahut se pattern use Karte Hain jinhen Ham indicators Kahate Hain indicators tadad mein bahut jyada Hote Hain Agar MACD ko chart Mein Lagaya Jaaye to price Ke Niche maujud Nahin window mein jahir kiya jata hai ismein maujud Hamen dudh Raha ke indicators Nazar Aate Hain unmen 1 Tu MACD hota hai jo red aur blue do line Mein maujud Hota Hai Aur Ek dusre ko karte hue Najar Aata Hai Aur dusra histogram hota hai jo green ufki line Mein Najar Aata Hai histogram Hamesha zero level se upar niche Hota rahata Hai agar yah Upar ki taraf ho to yah ab friend ko jahir karta hai aur Agar yah niche ki taraf ho to yah downtrend ko jahir karta hai agar MACD line Ek dusre ko grass Karti Hain to sell or buy signals Dete Hain market Mein maujud different types ke indicator different information provide karte hain aur Inki information ko Hasil kiye bagair Ham kabhi bhi market Mein acchi trade open nahin kar paate

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	8
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12399362


    اب آن لائن

    Working...
    X