Re: Trade the belt hold strategy.....
INTRODUCTION OF BELT HOLD PATTERN:-
Dear friends forex market mein Jab Ham different candlestick pattern ko carefully follow Karte Hain jismein Ham bahut acchi information learn karte hain aur usko apni trading per reply karte hain jisse aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.Belt-Hold lines Eik candlestick per depend kar raha hota hai Jisko aap Marobuzu candlestick bhi kehty hain yeh Eik Aisi candlestick Hoti Hai Jiski long body hoti hai aur iski Shadow Nahin Hoti, es candlestick ko aap belt hold lines kaise sikhate hain.ab aap is candlestick ko carefully follow karte hain aur focus karte hain to aapko yah Idea hota hai ki yeh bearish bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai.En ki detail ap sy share kerty hein.
![Click image for larger version
Name: 1.png
Views: 1
Size: 31.7 کلوبائٹ
ID: 12460865](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12460865&d=1679398309)
TYPES OF BELT HOLD PATTERN:-
Forex business mein belt hold line ki two types hein.1.Bullish belt hold.Yeh pattern every time frame mein craete ho sakta hai, but yeh daily ya weekly chart par mostly reliable samja jata hai. Es pattern k lae market ma pehle down trend hota hai or phr aik candle asi create hoti hay, jo completely bullish hoti hai aor yeh market k trend ko bearish sy bullish ma convert kert hai. Yeh pattern aksar market ma daikha ja sakta hai but yeh achy result ni dety or na he achi tarha future ko predict karta hai. Es pattern mein yeh belt hold wali candlestick previous session k bottom sy open hoti hai or mazeed down jany ki bajae strong up trend mein move kerti chali jati hai.2.Bearish belt hold.Es pattern k leye market mein pehle bullish trend hota hai aor jab market new session mei open hoti hai tu yeh upward mein gap sy open hoti hai or phir market mazeed up jany ki bajae down ward move kar ati hai. Bearish belt hold mein last candle bearish craete hoti hy. Jo previous session wali candle k closing point k bhot uper sy open hoti hai or previous session wali candle ki closing point k bhot nechy ah kar close ho jati hai.
![Click image for larger version
Name: 2.png
Views: 4
Size: 47.1 کلوبائٹ
ID: 12460866](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12460866&d=1661351767)
![Click image for larger version
Name: 3.png
Views: 4
Size: 3.7 کلوبائٹ
ID: 12460867](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12460867&d=1670763377)
TECHNICAL ANALYSIS:-
Market mein jab belt hold candlestick pattern resistors per banta hai to aap isko bearish belt hold candlestick pattern ka naam Dete Hain. Jiska aapko ya fayda hota hai ki aap ismein apni trade isliye enter kar sakte hain aap isko bearish engulfing ka naam bhi de sakte hain Kyunki market Mein Jab Bhi bearish candle banti hai tu to market ki movement down start hoti hai. aap ismein same like marbuzu candle bhi Rakh sakte hain Jiska colour aap observe ker ky samajh sakte hain, ki market ki confirmation down ki taraf hi hai.hamen cahiye ke hum is main dil se kam kara karen hum agar is main dil se sahe tarah se kam kar jate hain to hum is main kuch na kuch gain kar he jaya karte hain, bas hamen bhe is main kam ko sahe tarah se karna he pare ga jitna zayada hamara kam hota hae is main hum is main se kuch na kuch gain kar he jate hain is waja se jo hold belts hote hain us se hum is main ache tarah se candle stick charts ko hum is main samajh sakte hain bas hamen is main dil se kam kar he jate hain to is ke liye hamen is main success hasil karen. es main agar isko samajh lete hain to hum is main sahe tarah se trading kar saktte hain.aur kamyab trader ban sakty hein...
INTRODUCTION OF BELT HOLD PATTERN:-
Dear friends forex market mein Jab Ham different candlestick pattern ko carefully follow Karte Hain jismein Ham bahut acchi information learn karte hain aur usko apni trading per reply karte hain jisse aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.Belt-Hold lines Eik candlestick per depend kar raha hota hai Jisko aap Marobuzu candlestick bhi kehty hain yeh Eik Aisi candlestick Hoti Hai Jiski long body hoti hai aur iski Shadow Nahin Hoti, es candlestick ko aap belt hold lines kaise sikhate hain.ab aap is candlestick ko carefully follow karte hain aur focus karte hain to aapko yah Idea hota hai ki yeh bearish bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai.En ki detail ap sy share kerty hein.
TYPES OF BELT HOLD PATTERN:-
Forex business mein belt hold line ki two types hein.1.Bullish belt hold.Yeh pattern every time frame mein craete ho sakta hai, but yeh daily ya weekly chart par mostly reliable samja jata hai. Es pattern k lae market ma pehle down trend hota hai or phr aik candle asi create hoti hay, jo completely bullish hoti hai aor yeh market k trend ko bearish sy bullish ma convert kert hai. Yeh pattern aksar market ma daikha ja sakta hai but yeh achy result ni dety or na he achi tarha future ko predict karta hai. Es pattern mein yeh belt hold wali candlestick previous session k bottom sy open hoti hai or mazeed down jany ki bajae strong up trend mein move kerti chali jati hai.2.Bearish belt hold.Es pattern k leye market mein pehle bullish trend hota hai aor jab market new session mei open hoti hai tu yeh upward mein gap sy open hoti hai or phir market mazeed up jany ki bajae down ward move kar ati hai. Bearish belt hold mein last candle bearish craete hoti hy. Jo previous session wali candle k closing point k bhot uper sy open hoti hai or previous session wali candle ki closing point k bhot nechy ah kar close ho jati hai.
TECHNICAL ANALYSIS:-
Market mein jab belt hold candlestick pattern resistors per banta hai to aap isko bearish belt hold candlestick pattern ka naam Dete Hain. Jiska aapko ya fayda hota hai ki aap ismein apni trade isliye enter kar sakte hain aap isko bearish engulfing ka naam bhi de sakte hain Kyunki market Mein Jab Bhi bearish candle banti hai tu to market ki movement down start hoti hai. aap ismein same like marbuzu candle bhi Rakh sakte hain Jiska colour aap observe ker ky samajh sakte hain, ki market ki confirmation down ki taraf hi hai.hamen cahiye ke hum is main dil se kam kara karen hum agar is main dil se sahe tarah se kam kar jate hain to hum is main kuch na kuch gain kar he jaya karte hain, bas hamen bhe is main kam ko sahe tarah se karna he pare ga jitna zayada hamara kam hota hae is main hum is main se kuch na kuch gain kar he jate hain is waja se jo hold belts hote hain us se hum is main ache tarah se candle stick charts ko hum is main samajh sakte hain bas hamen is main dil se kam kar he jate hain to is ke liye hamen is main success hasil karen. es main agar isko samajh lete hain to hum is main sahe tarah se trading kar saktte hain.aur kamyab trader ban sakty hein...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим