Forex trading market investing. Pros & cons ,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading market investing. Pros & cons ,,
    Aslam o alaikum

    Introduction

    Dear friend ummid karta hun sab friends khairiyat se honge aur apna kaam samajhdari se knowledge ful experience ke sath kam complete kar rahe honge .

    What is trading pros & cons ,,,

    investing ke bar aks, trading tareeqay mukhtasir muddat mein aamdani peda karne par mabni hain. maliyati alay ki qader mein mutawatar utaar charhao ko aksar trader profit ke husool ke liye tarjeehi rastay ke tor par dekhte hain. swing traders, day traders aur scalpers sabhi practice ka tareeqa kar qaleel mudti trade ke mutradif hai

    Liquidity ,,,

    tajir taizi se pozishnin kholtey aur band karte hain. yeh tijarti account ko naqad raqam mein rakhnay ke qabil banata hai .

    Exposure to systemic risk ,,,

    market ke mukammal khatmay, dewalia pan aur dramayi farokht se wabasta khatraat ko aik fa-aal tijarti falsafah se kam kya jata hai. tajir taizi se ghair mutawaqqa pozishnon se bahar niklny aur ghair mutawaqqa market ki pishrft se mutaliq account dara down ko mehdood karne ke qabil hain

    Reduced risk capital ,,,

    leverage ke istemaal ke zariye, qabil qubool munafe haasil karne ke liye rissk capital ki choti miqdaar istemaal ki ja sakti hai taham mojooda digital market place mein, sirf drawbacks trading par mabni nuqta nazar ko nafiz karne mein kayi kharabian hain

    Technological gap ,,,

    information systems aur internet tiknalojiz musalsal taraqqi kar rahi hain, fa-aal taajiron ko mamool ke alaat aur bunyadi dhanchay ki taaza kaari ke liye sarmaya mukhtas karne ki zaroorat hai

    Exposure to short-term volatilities ,,

    utaar charhao kisi bhi waqt, taqreeban kisi bhi market mein sir utha sakta hai. qeematon mein waqfay waqfay se tabdeeli trading account mein taizi se kami ka baais ban sakti hai tax implications
    tijarti karwaiyon se haasil honay walay munafe ko aksar qaleel mudti sarmaye ke munafe ke tor par dekha jata hai, aur un par tax ki ziyada zimma daari aed hoti hai

    INVESTING PROS AND CONSTRUCTION ,,

    Investment maliyati mandiyon ke liye riwayati nuqta nazar ke tor par kaam karti hai, aur yeh apne paisay ko kaam mein laga kar doulat bananay ke tasawwur par mabni hai. sarmaya kaari ke usoolon par mabni capital managment approach ko nafiz karne se fard ko kayi fawaid mlitay hain

    Limited short-term liability ,,

    market ya numeral ko darpaish mutawatar utaar charhao se mansoob khatray ko bohat had tak kam kya jata hai. sarmaya kaari ke tareeqay shurka ko is khayaal ke sath mushkil baazaaron se bahar niklny ke qabil banatay hain ke waqt ke sath sath sarmaya kaari mein qader wapas aajay gi
    Unexpected capital gain
    ghair janbadar laabhadud adaigi or stak taqsim ekoti sarmaya kari ke pehlo hen jo waqat ke sath bahat ziyadah azafah kar sakte hen

    Compounding

    ya ek wasi madat ke duran ek asasa ki tarqi min hissa line ke pese ki qeemt ki qeemt se marad hay . sud ki sharah se manslk aamadani , or an ke bad min dubarah bazi qarz sazi ki tashkhais ka ek aham pehlo hay
    Transaction costs and tax liabilities
    lain deen ki mehdood tadaad ki wajah se, sarmaya kaari se wabasta akhrajaat mehdood hain. neez, sarmaya kaari ke baaz accounts wusool shuda munafe par tax mein najaat ki ahal hain

    Availability of capital ,,

    sarmaya kaari ka sarmaya aam tor par position ke khatam honay tak aasani se dastyab nahi hota hai

    Lower rates of return ,,,

    jab ke tanawu aur port folyo ka intizam khatray ko mehdood karne ke liye kaam karta hai, woh sarmaya kaari par munafe ( roi ) ko bhi kam kar sakta hai. misaal ke tor par, dilbar ke 2021 ki release ke mutabiq 2022 sarmaya karon ke ravayye ka miqdari tajzia hai

    Market timing ,,,

    agarchay qaleel mudti utaar charhao se mutaliq khatray ki numayesh mehdood hai, lekin pukhtagi par market ki haalat munafe ko haasil karne ka aik ahem pehlu hai. agar liquidation ke waqt sarmaya kaari ki qader kam hoti hai, to haqeeqi munafe ko nuqsaan puhanche ga .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading market investing. Pros &amp; cons ,,

    forex trading kabusniess ekkamyab busniess hain forex trading main har person best learning k sath kaam karta hain har person ko kaam karna hain tu forex trading main learning ko strong kar k he kaam karna chahaiye forex main regular pratice k sath kaam karna chahiaye forex main big loss ho skta hain jo perosn bina learning k aata hai vo forex trading main big loss kar sktehain is liye learning kare forex trrading main hard work kare forex ek full risk wala busniess hain jo learning kar k kaam kare ga vo kamyab ho skta hain jo bina learning k kaam kare ga vo big loss kare ga is liye learning kare forex traidng main best learning he kamyab traders bana skti hain jo learning nhe karte hain vo loss kar deete hain learning karne wlae traders forex trading main kabi b kamyab nhe ho sktehain learning k bina kamyabi nhe hain


    how to anlaysis forex trading market in forex trading:


    forex trading main work karna hain tu analysis kare forex trading main regular pratice kare forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain learning karna parta hain best learning best earning de skti han jo forex trading main hard work nhe karte hain forex trading main big loss kar skte hain loss ko reocver karna hain tu forex main kabi b big lot ko na use kare big lot use kar k big losss he hotahain forex traidng ko smajhy forex trading main hard work kare forex trading main learning kare best learning bestearning de skti hain learning nhe hain tu forex trading main losss he hoga kamyabi nhe hain kamyab hona hain tu forex trading main pratice kare kamyabi kliye learning kare best learning best benefit deti hain learning k bina forex main loss hota hain earning kabi b nhe hoti hain learning kare forex main achi kamyabi mil skti hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading market investing. Pros &amp; cons ,,

      Forex Trading Market ki Hososeyat (Pros)


      Aajakal k financial market me Americaan dollar musalsal dosri currencies k muqabele me oper-nechay (up-down) ho raha hai. Traders ka almi sharah sood (intrust rate) me kami aur market ki equity me kami ki waja se aik naye karobar ki taraf rujhan barha hai. Tejarat aur gher-mulki sarmayakari me almi izafay ki waja se bohut si qomi maeeshaten (economies) aik dosre se juri howi hen. Ye bahmi rabat aur zare-mubadela (exchange rate) ki sharah me ane wale utar-charao (fluctuations) ne aik bohut bari almi market banaye hai. Forex market ne bohut se sarmayakaron (investors) k leye dichasp muaqay aur munafay k naye imkanat peda keye hen. Forex market apne investors ko market ki har tarah ki soratehal me kamaye k behtareen mawaqay (opportunities) faraham karti hai. Forex trading k marndarjazel fawayed hen:

      Click image for larger version

Name:	images (6) (23).jpeg
Views:	1
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12399397

      Sab se Bari Market

      Forex trading market pori dunya k sab se bari market hai, aur aik andaze k mutabiq rozana k hisab se taqreeban 6 trillions dollars ka karobaar hota hai. Itni bari market hone ki waja se ye market crash nahi hoti hai, q k na to ye kisi k andar kaam karti hia aur na hi is me hacking ka koi nizam maojod hai. Is business me pori dunya k log kaam karte hen aur rozana k bunyad pe is market me increasing ho rahi hai.

      24-Hours Market

      Forex trading market ki sab se bari hososegat ye hai k ye market hafte k 5 din 24-hours open hoti hai. Traders ko ikhteyar hota hai k wo apne leye aik makhsos waqat chun sakta hai jo us ko acha lagta ho aur ya wo 24-hours bhi trading kar sakta hai.

      No Commissions

      Forex trading me agar app kisi market maker k sath karobar karte hen to us sorat me koi clearing fees nahi, koi radu-badal (exchange) fees nahi, koi government fees nahi aur kisi bhi qisam ki koi brokerage fees talab nahi ki jati hai.

      Low Spreads

      Forex trading me soreads bohutvkam hone ki waja se ia business ka cost bhi bohut kam hai. Spreads mukhtalif brokers ka mukhtalif ho sakta hai lekin agar hum is ka muazena dosre karobar se karen to is me brokers ki fees (spreads) ki sorat me intehaye kam hai.

      No fixed lot size

      Forex trading market me koi makhsos lot size nahi hai. Jitna aik karobari (investor) ka sarmaya hota hai us k mutabiq wo mukhtalif lot size ka istemal kar sakta hai.

      High Liquidity

      Forex trading market ka daily hujam (volume) $6 trillions uboor (cross) kar chuka hai, is waja se is karobar me traders k pas pora muqa hota hai k wo high liquidity ki waja se market me apne aik makhsos waqat me faida hasil kar sakta hai. Forex trading market pori dunya ka sab se ziada liquidity matket hai.

      High leverage

      Forex trading market me hum kam sarmaye se ziada volume ki trading kar sakte hen, aur ye is waja se mumkin hai k is business me leverages bohut ziada hai. Forex trading ka margin level dosre karobar ki nisbat kam hai jis me traders k pas ziada market share khareedne ka moqa hota hai. Kuch brokers to 1:1000 se bhi ziada ka leverages apne clients ko dete hen.

      No Middle Man

      Forex trading ka ye bhi aik bara advantage hai k is market me trader aur market k darmeyan koye teesra fareeq (middle man) nahi hota. Forex trading me traders dorect market me entry karte hen. No middle man ki waja se forex trading ka karobar din ba din bohut zyada wasee (broad) hota ja raha hai.

      Limited Regulations

      Forex trading market ka ye bhi bohut bara faoda hai k is business me rules aur regulations kam hen. Clients apne brokers ko simple KYC ki badulat dunya ki sab se bari mandi (market) me rasaye hasil kar sakte hen. Is k badolat stock market aur dosre business me rules aur regulations bohut ziada hen.


      Forex Trading k Nuqsanaat

      Wese to forex trading market baqi financial market se kuch mamelat me behtar hai, jaise; kam volume ki requirements, time ki pabandi nahi, waqat ki koi pabandi nahi, technical analysis se trading, no commission, no taxes, kam rules and regulations etc. Lekin is k elawa forex trading me kuch aise naqayes bhi hen jo ye karobar kuch traders k leye mushkil ho jata hai.

      Click image for larger version

Name:	images (10) (49).png
Views:	1
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12399398

      Leverage Risk



      Forex trading me brokers traders ko bohut ziada leverages de rahe hote hen, jitna ziada leverage hoga utna hi ziada trades lagane ki facility hoti hai. Forez trading me chonkeh sab se ziada leverages deye jate hen aur kam se kam trades open karne ki bhi koi limits nahi hoti, is waja se traders k sarmaye ko bohut ziada loss ka hadsha hota hai. High leverages ki waja se baaz traders apna sarmaya minto me zaya kar dete hen.

      Volatility Risk



      Forex trading market me dosra sab se bara masla high volatility ka hota hai. Traders k leye market ki currencies me ziada utaar charo nuqsan ka sabab ban sakta hai. Kam sarmaye wale traders aksar volatility ka shikar hote hen aur apna sara sarmaya zaya kar dete hen.

      Broker Risk


      Wese to forex trading market me ladad brokers maojood hen lekin new trades k leye achay brokers ka intekhab karna bohut mushkil hai. Traders k leye brokers ka risk us k sarmaye k loss se le kar market me slippage tak barqarar rehta hai. Dosra forex trading me brokers k leye license ka hosol aik mushkil marhala hai, q k forex trading market k rules aur regulations brokers k leye mushkil hote hen jo sahuleyat us ne apne clients ko dene hote hen.

      Self learning or training



      Forex trading ka aik issue ye bhi hai k is karobar me sab kuch khud karna hota hai, khas kar chote traders ko. Forex trading ki nisbat stock market mukhtalif hoti hai, jahan har qadam pe rahnumaye ki jati hai, lekin yahan pe aisa nahi hai. Forex trading me ziada tar new trader is business ko is waja se chor jate hen k un ki knowledge, experience aur trading skills (trading discipline, control on over-trading, use of stop loss etc.) me kami hoti hai.

      Easy Access Risk



      Aan kal forex trading k karobar tak rasaye bohut asaan ho chuki hai. Android ya I-phone ki madad se hum dunya k kisi bhi khone se kisi bhi waqat ye karobar chala sakte hen. Forex trading k is asan rasaye ne bhi ye karobar hamare ley riski banaya hai, khas kar new traders ya jin logo me sabar nahi hota un k leye. Forex trading k apps asani se approachable hen jis ko aksar traders har waqat open karte hen aur ziada tar new traders har waqat trading karne ki koshash karte hen.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading market investing. Pros &amp; cons ,,

        umeeed karti ho k forex exchanging k releted kafi best learning share kare gy aaap forex exchanging ek kamytab busniess hain forex exchanging fundamental learning karna must hota hain forex ek best advantage dene wala busniess hain har brokers ko kamyab hona hain tu forex exchanging principal pratice kare forex exchanging primary bina pratice k kamyabi nhe mil skti hain forex ek high gamble wala busniess hain learning ki jati haintu kamyabi mil jati hain jo learning nhe karte hain vo kamyab nhe hote hain kamyab hona hain tu pratice kare kamyab hona hain tu forex exchanging major areas of strength for ko kare forex fundamental kamyabi usi ko milskti hain jo forex exchanging primary pratice k sath kaam karte hain learning k sath kaam karte hain learning nhe hain tu forex exchanging principal misfortune ho skta hain forex exchanging ko smajhy difficult work k sath kaam kare best acquiring ho sktihain

        the most effective method to track down bullish pattern and negative pattern in forex exchanging market:

        forex exchanging k busniess fundamental forex exchanging principal storng learning karna parta hain jo persosn forex exchanging primary kaam karta hain learning forex exchanging principal learning kar kkaamkarta hainvokamyab ho skte hain forex exchanging ko samjhna parta hain forex exchanging primary learning karna parta hain learning kar k forex primary ek kamyabi mil skti hain jo learning nhe karte hain vo large misfortune kar dete hain is liye learning karna must hota hai forex primary ordinary difficult work kare standard pratice kare learning he kamyabi deti hain jisne learning nhe ki vo kamyab nhe hain forex exchanging principal pratice kare learning kamyab merchants bana skti hain forex exchanging principal difficult work kare examination kare merket ko k market kaha move kar skti hai qk jaaab tak learning nhe hoti haintu market principal kabi b kamyabi nhe mil skti hain forex exchanging ko smajhy learning kare kamyabi mil jati hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading market investing. Pros &amp; cons ,,

          forex exchanging kabusniess ekkamyab busniess hain forex exchanging fundamental har individual best learning k sath kaam karta hain har individual ko kaam karna hain tu forex exchanging primary learning areas of strength for ko k he kaam karna chahaiye forex principal customary pratice k sath kaam karna chahiaye forex principal huge misfortune ho skta hain jo perosn bina learning k aata hai vo forex exchanging primary enormous misfortune kar sktehain is liye learning kare forex trrading primary difficult work kare forex ek full gamble wala busniess hain jo learning kar k kaam kare ga vo kamyab ho skta hain jo bina learning k kaam kare ga vo large misfortune kare ga is liye learning kare forex traidng fundamental best learning he kamyab merchants bana skti hain jo learning nhe karte hain vo misfortune kar deete hain learning karne wlae dealers forex exchanging principal kabi b kamyab nhe ho sktehain learning k bina kamyabi nhe hain

          the most effective method to anlaysis forex exchanging market forex exchanging:


          forex exchanging principal work karna hain tu examination kare forex exchanging primary ordinary pratice kare forex exchanging ka busniess ek kamyab busniess hain learning karna parta hain best learning best acquiring de skti han jo forex exchanging fundamental difficult work nhe karte hain forex exchanging primary huge misfortune kar skte hain misfortune ko reocver karna hain tu forex principal kabi b large parcel ko na use kare enormous parcel use kar k huge losss he hotahain forex traidng ko smajhy forex exchanging primary difficult work kare forex exchanging fundamental learning kare best picking up bestearning de skti hain learning nhe hain tu forex exchanging principal losss he hoga kamyabi nhe hain kamyab hona hain tu forex exchanging primary pratice kare kamyabi kliye learning kare best learning best advantage deti hain learning k bina forex fundamental misfortune hota hain procuring kabi b nhe hoti hain learning kare forex primary achi kamyabi mil skti hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading market investing. Pros &amp; cons ,,

            Assalamu alaikum I hope of market achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki market mein hamen Delhi kam karna hota hai daily business ko time deta hota hai to Ham aasani se kamyab ho sakte hain Delhi hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hai jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakti hai demo account hamare liye ek bahut hi achcha kam hai ismein Ham bahut aasani se kamyab ho sakte hain jaisa ki aap log jante Hain ki hamen ismein technical work karna hota hai daily use business ko time Dena hota hai to aasani se kamyab ho sakte hain kamyabi hamesha mein acche work se milati hai.

            community channel and index oscillator

            Dear forex member hamen iske bare mein pata hona chahie ki community oscillator market ki volatility ko zahir krte hein hamen is mein kam karne ke liye important hota hai ki Ham market ko mukmmal time den aur uske bad Ham ismein kam Karen to hamen iske bare mein samajh legi aur ham aasani se kamyab ho sakte hain jaisa ki aap log jante Hain ki market mein Koi bhi work hai usmein Ham proper kam karenge to hamen kamyabi milegi kamyabi hamesha hamen daily kam karne se milati hai ismein Ham hard working ke sath proper kam karenge to hamen success milegi successful banna hai to uske liye hamen mehnat bhi double karni padati hai Jo log ismein extra kam karte Hain vah kamyab Nahin ho sakte.



            trading explanation

            Trading ke bare mein Ham sab log jante Hain ki trading karne ke liye hamen Kitna kam karna hota hai aur Kitna knowledge Lena hota hai hamen market mein live rahana padta hai kyunki market mein jab move hoti hai to uski hamen samajh Nahin lagti agar aap live candle ko follow karenge to hamen success milegi aur aasani se Ham kamyab ho sakte hain kamyabi ke liye hamen daily kam karna hota hai market mein jab move hoti hai to use time hamen market mein online rahana hota hai aur Market ki move ko follow karna hota hai uske bad hamen market mein order place karna chahie jab Ham order place karte hain to vah foreign profit mein Nahin jata hai isliye hamen tension free hokar ismein kam karna hota hai.



            Market mein Koi bhi kam hai use hamen relax mind ke sath karna hota hai kyunki aapko pata hai ki agar Ham ismein extra kam karte hain wait Nahin karte to hamen nuksan uthana padta hai isliye proper hamen ismein daily karna chahie daily hamen technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hai to Ham aasani se kamyab ho sakte hain kamyabi hamesha hamen acche work se milati hai proper hamen ismein kam karte rahana important hai

            اب آن لائن

            Working...
            X