Introduction.
Friends robot trading Ek Aisa method hota hai ki jismein traders apni Marzi ke hisab se Kuchh Bhi Nahin kar sakte vah apni Marji ke hisab se trait bhi open nahin kar sakte Kyunki automatic trading Aisi trade hoti hai ki jismein robot maujud hote hain ya robot hi apni Marji ke hisab market ko acche tarike se analysis karte hain market ko analysis karne ke bad Neet ke liye best opportunities ko select Karke market Mein trade open Karte Hain Jis Tarah Se market Mein trade open karte hain Tu Usi Tarah se vah market Mein Achcha profit Hasil karne ke bad to trade ko close bhi kar dete Hain market Ma trade ki opening or closing Mein traders ko Kuchh karna Nahin Padta Palke Ye robot sara kam Karte Hain.
Robots trading advantages.
Automatic trading kisi system software ki base par ki jati or ye application pre programed hoti hai or ye system auto sy market ko analyze karty hain or phr us base par trades ko or account ko manage karty hain. En ka ik advantage ye b hota ha k trader ko jb loss hota hai to eo emotional ho jaty hain aur Friends robot system software loss kay bad bhi emotional ni hoty jis sy enki performance par kio asar ni parta. Wo trader jo market ko samajny ma acha time implement ni kar sakty un k lae ye best hai. Ye expert ny banae hoty hain so ye jis tarha market ko analyze kar k trade k lae predict karty hain wsy kio trader market ko analyze ni kar sakta. Trader ko es level tak ponchnay k lae bhot hardwork karna hota hai. So wo trader jo market ko time ni dey paty ye software unk lae kisi gift sy kam ni hota.
Disadvantageof robot trading.
Friends financial market me jahan robot trading ki advantages bohut zyada hai, lekin is k kuch disadvantages bhi hen jo k bohut zyada aik trader ko mutasir kar sakti hai Robot trading me brokers registered nahi hote hen,
is waja se hum bohut zyada capital ki risk nahi le sakte hen, financial market me peso ki lain dain me kisi pe bhi aitebar karna bohut ziada mushkil hai is waja se hamen robot trading k leye bohut ziada reliable brokers ko dhondna hoga robot trading sirf technical analysis ki madad se trading karte hen, aur fundamental analysis se un ka koi lena dena nahi hota hai, q k aik robot ko financial news k bare me na to knowledge hoti hai aur na hi wo financial news dekhta hai, is waja se hamen is moqa pe khud hi involve hona parta hai, q k hamari trading fundamental anasir se asar andaz ho sakti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим