Parabolic SAR:
Parabolic SAR yaa Parabolic Stop And Reverse aiek trend koo follow karneey waala aiek aisaa indicator hai, joo kaay price reversal kee shanaakhtt karny kaay liey estiemaal kiyaa jaata hae. Parabolic saar ka istemaal karr kaey traders koo kaffi zayida faiydaa hota hay. Aggar koi trader Parabolic SAR koo sahee tarrhha say istemaal karna jaanta haey to ess sy tradiers koo trend ke simt ka andaza hota haey oaur yehh matket maien entry oaur exit points kaay liey madad karta hay oaur es ka sath sath yehh trailing stops koo place karny maien bhe madad kerrta hae. Jabbb traders koo mareet key trend kaa sahee andaza ho jata haiy too unn kaey liey market maien orders place kaerna qadrey assaan ho jaata hay.
Parabolic sar ko mainly trend indicator key torr perr use kiyaa jaata hae. Parabolic SAR koo dekkhnay kaay liey chart perr app koo aek lagataar dots yaa dashes nazar aayen gee, yehh dot yaa dashes aap koo price action kaay oper yaa neechy trend kaay mutabik nazar aain gee. Jabb yehh dono cross kartey heiin to es ka matlab hota haey kaay trend khatam hony kaay imkanaat heiin oaur hum apni positions koo band kar sagktey hein.
Joo series of dots aap koo chart perr nazer aatey heiin woo chart perr price sey thora neechay kahsoos fasley perr hotey heiin jabb market uptrend maien hoti hay. Oaur essi tarha jabb market downtrend maien hotey haey to dots app koo price action kaay oper nazar aaty hein.
Changing Of Trend
Jessa kaay humhaein maloom haey kaay harr trend ka end zaroor hota haey oaur trend tabdeel hota hay. Jesy he marjet price reversal kaay qareeb jaati haey parabolic SAR price action kaay nazdeek chali jaati hay. Jabb price action oaur parabolic SAR kaay darmiyaan gap km ho jaata haey to es baat kaay chances hotey heiin kaay trend badalny wala hay.
Jessa kaay aap uper dee hui tasveer maien dekh sagktey heiin kaay jis point perr SAR dosri side perr banna start hotey heiin to es baat ka matlab hota haey kaay trend tabdeel ho raha hay. Oaur yehh wakt behtareen hota haey kaay apni long positions koo close kar diya jaay. Oper aap dekh sagktey heiin kaay uptrend kesy khatam hua jabb neechy waly dots sy collide hua. Oaur jessa kaay baaki indicators koo money management sy use karty heiin ess indicator k signal koo bhe dheyaan sy istemaal kiyya jaay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим