Elliot wave theory kia hy aur iski pehchan kaisy karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Elliot wave theory kia hy aur iski pehchan kaisy karen
    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12535279
    Elliot naami trader ki janib se si gae Market ki ek theory hai jo ky humain yeh batati hai ky market ki movement ko waves ki surat mein dekha ja skta hai. Aur whole movement ko hum waves ki trha se dekh kar isko analyze kar skty hain. Elliot way theory market ko Technically analyze karny ka ek tareeqa hai aur yeh aapko Long term trading strategies mein help kar skta hai. Yeh waves aap market ky pairs mein kam karty huey Long time frames mein form hoti dekh sktay hain. Market ka yeh analysis ka tareeqa salon se chalta a rha hai aur bhut se traders iski knowledge par kam karty hain.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	7
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12535280
    Elliot ky mutabiq market mein 2 qism ki waves banti hain
    Impulsive Waves :
    Corrective wave :
    aur jisko usne 2 kinds mein describe kia hai. Aur ek pattern mein aap impulsive waves aur usky bad corrective waves ko dekh skty hain. Yeh waves ki 2 types hain jinky bary mein details yeh hain
    Impulsive Waves :
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	2
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12535281
    Yeh market ky uptrend ky doran dekhi jai hai aur yeh 5 waves par mushtamil ek wave hoti hoti hai is mein market ki total movement upwards hoti hai aur is mein 3 waves upwards htoi hain jab ky har ek wave ky bad corrective wave dekhi ja skti hai aur 5,3,5,3,5 ka pattern banta hai. Jis mein 3 motive waves aur 2 corrective waves dekhi jati hain. Iski formation mein kuch rules ko bhi mad e nazar rkha ja skta hai jiski wjha se hum bata sktay hain ky yeh waqae hi impulsive wave hai jisky bad corrective wave dekhi ja skti hai.

    Corrective wave :

    Impulsive wave ki upwards movement jaari rehti hai jisky baad market mein aap corrective waves ki formation dekh sktay hain. Corrective waves mein 3 sub waves paai jati hain. Yeh market ko ek hi trend mein chalati hai. For example downtrend mein corrective waves banti hain to yeh ek trend ko follow karty huey downwards movement karti hai. Is trha market mein pattern dekha ja skta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Elliot wave theory kia hy aur iski pehchan kaisy karen

    Description.

    Dear friends Elliot wave theory ko samajha bahot zaruri hai ky agar ham forex market main trade kerty huey kisi bhi pair ka market movement chart open ker ky market ky technical analysis kernty hain tou hamain kafi had tak clearance mil jati hai ky ham jo trade open kerny ja rehy hain us main hamain loss kam sy kam aur acha profit hasil ho sakta hai so hamain market ky analysis kerty waqat Elliot wave theory ko bhi zarur mind main rakhna chahiay ky market ki technical movement baghair kisi reference ky kabhi bhi continue nehi rehti market jab bhi kisi direction main movement kerti hai tou kisi reference ko follow kerty huey hi movement continue kerti hai just hamain us reference ko read kerty huey hi market ki kisi bhi direction main movement ki expectation sy ham jo prediction kerty hain tou maximum times main aesy hi hota hai ky ham jo market sy movement expect ker rehy hoty hain tou market bhi same direction main movement kerti hai tou aesa surat main hamari open trade hamain bahot faida dy sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	5a91ab964d640e74b8c831b0cb960e12.gif
Views:	1
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12399236

    Types of Elliot wave.

    Impulse waves
    Corrective waves
    Zig Zag pattern
    Flat waves
    Triangle Waves


    Click image for larger version

Name:	The-Five-Waves-Pattern-Motive-and-Corrective.jpg
Views:	9
Size:	63.8 کلوبائٹ
ID:	12399237

    How to Recover Loss by using Elliot wave.

    Dear friends Elliott Wave theory ki madad se apne loss ko recover kar sakte hain aur apni recovery ko kam time mein perform kar sakte hain but is per kam karte hue aapko pahle markets ki condition aur Market Ki Chart ko samajhna bahut jaruri hai Kyunki is theory per kam karne ke liye aapke pass bahut jyada knowledge or experience Hona chahie agar aap professional trader hain aur aapko indicators ko follow karna aata hai tab ap kamiyabi sy is par kam kar sakte hain aur apni trading ko successful banaa sakte hain aur Jyada Se Jyada apne liye achievement kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	elliott-wave-theory-1024x820.png
Views:	1
Size:	43.2 کلوبائٹ
ID:	12399238

    Principle of Elliot wave.

    Dear friends Elliot Wave theory bohot hi ziada affected hey trading mein aur bohot sarey professional traders is ko use karke acha profit kamatey hein aur is mein succesful trading kar rahey hein aap dost jo bhi is ke barey mein janta hey woh detail se samjhayen takeh jitne bhi newbies traders hein woh isko achi trha se learn kar saken aur is se faida utha saken dear friends Elliot waves theory ak natural market k patterns ko dekhate hai or is ko kuch waves me or phr waves ko sub waves me divide kia gia hai waves k name hai A waves B waves C Wave D waves or E waves yah 5 pare waves panti hai tab yah bny tb market correction me zaroor jate hai or usmy wo sub waves bnate hai jiny a wave b or c waves kha jata hai or yah bare waves k mukamal hony ka pta dynte hai isy azdaza lg jata hai k market ub kis trend me jay ge or entry kha lyni hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X