What is Concept of Lot Size and it's major Types.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Concept of Lot Size and it's major Types.....
    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur sab apna acha kam kar rahy hon gay. Trading main ap ko different factor par study karna hoti hai agr ap apni study ko perfect banana Chahte Hain To aapko bahut jyada time dena ho ga tab hi ap apni learning ko perfect bnayn gy. Or ap market Mein successful trading krain gay. To main aj ap ko lot size k related kuch important information share karna chahti hun. Jis ko ap understand kar k api trading main lot size ki selection asani sy kar sakhty hain. market mein lot size aik bahut hi important factor hota hai, jis ko carefully study karna aapke liye zarori hota hai, kunk aap agar is factor ko properly study nahin krty Hain, tu definitely ismein aap Kay liye difficulties ho sakti hain, or aapki effective trading possible nahin hoti hai.



    WHAT IS LOT SIZE IN FOREX :

    Dear Forex members Lot size basically aik international standard Kay mutabik aik eisi quantity hoti hai, jiski basis per aap market mein entry laty huy is quantity ko select krty Hain, is ki basis par ap ko par PIP movement par profit / loss ho sakhta hai.

    TYPES OF LOT SIZE IN FOREX:

    Dear Forex members Forex trading market mein ap ko following mentioned lot sizes available ho sakte hain, Jin ko aap apni trading activities main include kar sakhty Hain.



    STANDARD LOT IN FOREX TRADING:

    Dear Forex members Standard lot basically 100,000 USD units per include hoti hai, jisko aap mathematically 1.0 sa show krty Hain. Iska matlab hota hai ap market main 100,000 units ki basis par Trading Kar rhy hain. No doubt Forex trading market mein ya sb sa zyda risky lot size hoti hai, is main aap ko maximum advantages or losses hony Kay chances ho sakhty Hain. Agr ap soch samjh kar kam krty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Ap ko humesha ik achy points sy entry lena ho gi or apny experience ko increase karna ho ga ta k achi earning k sath ap trading ko successful banayn. Agr ap market main jaldbazi krain gay to ap ko es main loss b ho sakhta hai. Is liye aapko hamesha standard lot size ki selection aik acchi entry or experience ki basis per krni hoti hai. Isko utilise krny Kay liye aapko pas definitely account balance bhi acha hona cheye.

    MINI LOT IN FOREX TRADING:

    Dear Forex members Forex trading market mein jab aap mini lot size ki selection karte Hain, tu ismein aapko 10,000 USD dollers Units ki basis per apni trading activities ko complete karna hota hai, or aap is lot size ko denote krny Kay liye 0.10 ki selection krty Hain. Or es main ap ko risk nai len hota balky ap apny account ko save rakh kar trading kar rahy hoty hain. Maximum traders is lot size ki selection karte Hain, kunk is main risk as compared to standards lot bahut Kam hota hai.

    MICRO LOT IN FOREX TRADING:

    Dear Forex members Micro lot size ki study karte Hain, to aap ko yah idea milta hai, Kay basically ya lot size 1000 USD units per mushtamil hoti hai. Or isko aap show krny Kay liye 0.01 sign use krty Hain.es main ap ko lot size ki selection soch samjh kar lagani ho gi, Ya bahot hi save trading krny main bahut zyda helpful hoti hai. Ismein aapko hamesha bahut hi minimum profit or nuksan ho raha hota hai.

    INTERPRETATION:

    Dear forex members market main jab ap kam karty hain to ap different candlestick k proper information honi chahye jab ap k analysis strong hon gay to ap ko fayda ho ga es ki further details main ap sy chart main share krun gi or ap jab apni lot size ki selection apny account k k hisab sy lagty hai* to ap mo es main achaa fayda bhi hota hai or es k against loss b ho sakhtahai es liye ap ko risk leny sy pehly market ko achi tara judgement karna chahye ta k ap successful trading kar sakyn..

    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Concept of Lot Size and it's major Types.....

    Forex Lot Size Kia Hai?

    Lot size pemaiesh ki aik ikai hai jo kisi trading main buy ya sell ki gayi currency ki akayyon ki miqdaar ko zahir karne ke liye istemaal hoti hai. Jab bhi aap kisi position ko trade karne ke liye order dete hain, to is order ko lot size mein zahir kya jata hai. Jo hamein is taraf lata hai ke forex laat size kya hai? Standard lot size currency ke 100,000 units hain lekin kuch aur bhi hain. Aap ko mini, micro, aur nino lot size bhi mil satke hain. Aik mini lot ka size 10,000 unit hai, aik micro 1,000 unit hai, aur aakhir mein aik nino 100 unit hai. yeh sab broker ke faraham kardah lot size chart mein milein gey.

    Click image for larger version

Name:	images (182).jpeg
Views:	14
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12400408

    Lot Size Types

    Nano Lot Size : Forex trading mein bohat kam dekha jata hai lekin yeh lot size mein sab se ziyada lachak dar hai. Agar aap choti aghaz kar rahay hain aur forex trading ke value ko janchna chahtay hain to nino lot mufeed hen.

    Micro Lot Size: Micro lot size aam tor par sab se choti laat size mein qabil tijarat hoti hai, kyunkay nino laat bohat kam dekhe jatay hain. 1000 units par, aap chhootey account par tijarat kar satke hain jis ki wajah se micro lot aksar naye tajir istemaal karte hain jo mumkina nuqsanaat ko kam karna chahtay hen.

    Mini Lot Size: Mini lot size ibtidayi ke tor par trading se ziyada se ziyada faida haasil karne ke liye, is lot size mein tijarat karne ki sifarish ki jaye gi. bohat se jadeed tajir apni forex pozishnon par ziyada control haasil karne ke liye money laat istemaal karte hen.

    Standard Lot Size: Retail traders accounts walay ziyada tar tajir is lot size ko kabhi istemaal nahi karen ge. Is size mein tijarat karna purkashish mehsoos hota hai lekin kisi ko waqai mehfooz tareeqay se aisa karne ke liye sarmaye ki zaroorat hoti hai. mayaari lot un taajiron ke liye hain jo rissk managment ko achi terhan samajte hen.

    Pips aur Lot Size ki Calculation Karna


    Chunkay currency ki value mein tabdeeli bohat kam hosakti hai, is liye is raqam ko zahir karne ke liye pemaiesh ki aik aur ikai hai, jisay pip kaha jata hai. Aik pip currency ki qader ka bohat chhota percentage hai. Dar-haqeeqat, aik pip aksar hawala kardah qader ka aakhri aashariya hota hai. Misaal ke tor par, agar aap EUR/USD ki tijarat kar rahay hain aur qeemat 3.2040 se 3.2041 tak barh jati hai, to yeh 0.1 EUR izafah aik pip ka izafah hai.
    Lekin lot size ke liye is ka kya matlab hai? Is terhan munafe ka hisaab lagaya ja sakta hai. Agar aap 10,000 units par GBP/USD ki tijarat karte hain, to aap ko munafe ka taayun karne ke liye, apne lot size ke khilaaf pipe ki naqal o harkat ka hisaab lagana hoga. agar GBP/USD ki qeemat 1.0300 thi aur aik pipe muntaqil kya gaya to hum is terhan hisaab karen ge :

    [ ( 000.1 ) / ( 1.0300 ) ] x 1 = 0.00009708 GBP per Unit


    Is ka matlab hai ke 10,000 unit ki tijarat ke sath, aik pip tabdeeli ki qeemat taqreeban 0.97 GBP hai. Hum ne apne laat size ko unit value, 10,000 x 0.00009708 = 0.97 se zarb day kar is par kaam kya. Ab aap forex mein lot size aur pipe value ki ahmiyat dekh satke hen.

    اب آن لائن

    Working...
    X