Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    hahhahah g han bhai jan aysa hi hota he lakin hum ker b kya skty hain? is main se kuch earn krna he to humain risk to lena hi hota he is main hum risk liye bgair kabhi b earn nahi kr skty. is main aghr hum high risk lety hain to high profit ya phir loss b high hi hota he is main low risk se low earning hi hoti he hmain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      theek kaha yar jab market opar nechay jati hai tou andr dil main ajeb c feelings hoti rehti hain. aurr kbhi kbhi tou insan bilkul himat chor jata hai aur na omeed ho kr trade bnd hi kr deta hai
      • #558 Collapse

        dear price k up & down k sath dil dherkta to hai but hum ne aone emotions ko control rekhna hota hai kuin k forex trading ik business hai aur up and down, profit and loss business ka hisa hote hain.
        • #559 Collapse

          agar kam aata hy to is mien aisa hy ke is mein hmein kafi noqsan hota hy agar kam na aata ho to is mien
          up down price se kuch nhi hota hy kam ke karne pe hota hy ke ap ko aata hy ke nhi
          • #560 Collapse

            dear me ap se agree karta hon ager hum trade up per lagayen ge aur market down ho gi to hamara dil bhi dharta rahe ga kyun k hamari trade loss me ja rahi ho gi lekin mere dost humen relax ho kar trade karni chahiye kyun k profit aur loss business ka hisa hen.
            • #561 Collapse

              je han ap jo bhe business krty hen us men apko profit ho ya loss dono sorton men ap k dil ke dhrkn tez ho jati hei kyon k ye 1 natural chez hei bs ese sorat men apko sabr-o-tahamal ka myzahira krna chaye himat nhi harni chaye kyon k ups and down to life k parts hen
              • #562 Collapse

                Yes in forex trading price tend to go up and down and that is because there are buyer and seller in forex and each one is hoping to take control over the other and also one reson for that is because of demand and supply. when when demand is high price up but when it is low it comes down
                • #563 Collapse

                  yeh un loogon k sath hota hai jo kafi bari investmant kertay hain lakin yehi sahi nahi k app heart beat up and down karain relax karain jab app ny forex py invest kia hai tou loss aur profit koi ek cheez tou honi hi hai
                  • #564 Collapse

                    koi sahk nai jab trading laga din jati ha us k bad kai logo0o halat bhot kharb ho0o jati ha Q k wo0o dary hoty ha kahi loss na h0o jay main t0o un k0o kaho0o k agr ap dar dar k trading karo0o gy to-0o ap k0o loss hi karo0o gy ,,,
                    • #565 Collapse

                      ye to bank is price ko upar neecchey lay jatye hain aur is waja sey ye price move kar rahi hoti hai aur is sey ham ko bahut faida milta hai.
                      • #566 Collapse

                        Price ke up and down kay sath dil bhi dharkta hai kun keh ye aik risky market main aur agar hamary pass achi strategy ho gi to is market main consistent profit kar sakte hain. Price kay up and down ko hum technical knowledge se judge kar sakte hain.
                        • #567 Collapse

                          Dear bhai jaan, forex ma price k up and down hony sy dil b up and down hota hai hamra ar dil ka hi to sara kam hota hai trading ma , is lye dil ka mazboot hona bhot zaruri hai, q k baaz dafa loss bi ho jata hai to insan ko bardassht karna hota hai.
                          • #568 Collapse

                            thek kar rahe ho bhai aise akasar hota hai per mere khyal se ye people waqat ziada hota hai jab apne trade bari lagai ho to all of us soorat mai dil ke dharkan kam ya ziada hoti rehti hai per jo chote level se trade karte hai un ki nahi hoti ha
                            • #569 Collapse

                              saab se pheli baat humain apne emotion ko control karna chaiye... agar hum apne emotion ko control nae kare ge tu humain loss hoga.. as well as other side... ye tu institution ka hisa hai... agar up down na ho tu institution business nae.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                yes dear its a natural reaction that the traders react on the price changing time when there are open trades and the traders watch all the movement of the market trend.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X