Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    agr to hm ne market main cash invest kia ho to dil to dharkay ga he Q k business main jb hm enter ho gy to profit ya loss to ho ga or sath sath hmain market main profit or loss ki samaj b ati rhy gi.es liye demo main learning achi tra se kro.Q k demo main hath set ho ga to real main profit khud he hony lg jay ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      Bhai main ne abi trading start ni ki but ap ki bat bilkul thek Hai , price k up down se dil dhrkta hai. Is ka koi ilaj nahi hai , is I liay a art main km se km invest krna chaiay jb ap confident ho jain tb zyada invest krain , aur apne ap pe control rkhay q k ups and down are part of life.
      • #798 Collapse

        Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu (: Mera pyara pakistani bio bhno ur dosto trading up down hona ka sath dil ka sath sath sara bnda hi up down ho jata ha. jo log low investment krta hain un ka margin level bhi boht kam hota ha jis ka wja tori si bhi market in ka against jati ha tu in ka hosh urna shro ho jta hian dil ki drkan ko qabo mah rkhna ka lyia hamesha zyida investment kran
        • #799 Collapse

          g han ik naya trader jub b market main trading ko krna shuro krta hai market say is ko loss milta hai is main ye kafi zada tension main a jata hai or is say galti ho jati hai mazeed is liay is main kaam ko sabar say krna kafi zada zarori hota hai
          • #800 Collapse

            yes asa he hota ha lakin hum ko kad par apnay emoation par cotrol karna cahay our is ma loss ko dak kar kio mstak nhe karne cahay sabr karna cahay our hum ko is ma profit he ho ga ya market ma upsdonws hiote rahte ha
            • #801 Collapse

              g ha asa to har aik kay saht he hota ha our hum ko is ma saber kay swa our koch nhe karna cahay our jo ga dak jay ga our hum ko is ma humat nhe harne cahay our knowlged sa trading karne cahay
               
              • #802 Collapse

                ha g mary saht be asa he hota ha our mara dil ma be perice kay up our donw honay ka dar rahta ha lakine ka ka ja sakta ha is ma hum ko kad par contrul rakna cahay our is ma humko emoational nhe hona cahay
                 
                • #803 Collapse

                  G han price k up aur down hony p dil zaroor dhrkta hy per agar ap us pair jis p ap trade laga k betho gy agar apko uska mokaml knowledge aur technical annaylsis ho ga to apka dil ni dhrkna chahit blky ap sabar krna apko lazmi profit ho ga
                  • #804 Collapse

                    hamain market main trade karny say pahly is k bary main learn krana ho ga tab hi hum sucess hon gay aur is k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tba hi hum achi trade karein gay aur market main trade karny k liye experience hasil karna ho ga tba hi hum run karein gay aur trend ko mind main rakh k hit rade karni ho gi tba hi hum sucess on gay aur earning ho saky i
                    • #805 Collapse

                      hamain is forex main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main acha profit hasil karny main asani ho saky aur hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi bi mushkil na ho saky aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho skay gi aur market main earn karein
                      • #806 Collapse

                        G han jab tak hum trading karty hain aur market watch karty hain aur jab ye up ya down hoti hy tou dil ke dharkan taiz hoti rehti hy k pata nahi profit ho ga ya loss
                        • #807 Collapse

                          Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai
                          Assalamu Alaikum friends my new user Hoon Main Apne senior member se puchna Chahta Hoon ke price ke up down ke saath Dil Bhi dhadakta Hai please iska Koi Haal Bataye
                          • #808 Collapse

                            Ya tu aik qudarti amar ha k ap jab bi koi kam karen ap ko nafa ya nuqsan ho raha ho tu ap ka dil zaroor dharakta ha aur ap ko aik na hinjani ki kagiat rehti ja isi tara forrx treding mn bi bilkul aisa hi hota ha k ajb bi ap koi trading karte hn ap ka dil dharakta ha aut price k up down hone k sath sath dil ki dharkan bi kam ya zayada hoti jati ha
                            • #809 Collapse

                              G bilkul Forex mai jb market zyada high volatality k sath move krti hai or mushkil hoti hai situation ko manage krnay k liye or esa tb hi hota hai jb trader money management ko use nhi krta or bina money management k risky trading krta hai.Hmesha apni equity ka 2% 1 trade pay use krna chahiye.Is say account b secure rhta hai or wash honay ka khatra b nhi hota.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                Dear hamen koi bhi trade open krne se pehle apne loss ko mind men rakhna chahiye aur poore confidence k sath trading krni chahiye ta k hamen khud pr aur apni stragties per confidence ho jy aur ham better trade kr saken, biggening men hamen forex k liye hamare emotions bahot hote hai hamen aisa feel hota hai lekin waqt gozarne k sath sath ham in cheezon ko smajh lete hain.
                                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X