Martingale Trading Strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Martingale Trading Strategy
    Dear Friends, forex me wesy to bht si stratigies use hoti hen lekin kuch strategies bht mushkil hoti hen implementation me bhot sari lekin kuch simple hoti hen jo trader ko bhot helpout karti hai but asa tb he hota hai jb trader k pass enki knowledge ho. Agr trader k pass enki basic knowledge ni ho gi to usk lae en strategies sy faida utana bhot mushkil ho jata hai. Ye strategies apk lae kamyabi ka rasta tb he ban sakti hai jb apk pass enki achi information ho. Agr ap enko ignore karna start kar deyn gy to apko kbi acha advantage ni mele ga.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-02T173922.508.jpeg
Views:	1
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12534995

    Martingle Strategy

    Martingle pattern zayada tar trend k darmeyan ma occur karta hai or ye signal deta hai market ki continuation k bary ma. Ye strategy trader ko current trend ki information to deta he hai but sath sath ye future market trend k bary ma b trader ko agah karty hain. Es ko mazeed achi tarha samajny k lae martingle pattern ko mazeed types ma divide kiya hain or har type market kk specific information deti hai. But trader ko ye bat hamesa zehan ma rakhni chahe k ye pattern reliable ni hoty or ye market ma ik pattern sy dosray pattern ma transform ho jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-02T173931.843.png
Views:	3
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12534996

    Advantages Using Martingle Strategy

    Martingle Strategy kay bht faidy hen jin sy advantage utthna hai to serf aik pattern ki knowledge sy asa possible ni ho ga es k lae apko forex ki complete knowledge chahe hoti hai jo us trader ko he melti hai jo market ma acha time spend karta hai. Jo trader ye sochta hai k usko time b invest na karna pary or wo forex sy benefit b hasil kar ley to asa possible ni hota. is k lae struggle karna hoti hai. Jo jetni mehnat karta hai wo etny time ma esko learn karny ma kamyab ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-02T173940.183.jpeg
Views:	2
Size:	17.1 کلوبائٹ
ID:	12534997

    Trading Mathod with Margingle Strategy

    Martingale trading stretigy forex market main trade krny ky leay best trading stretegy hai lekin is ky leay hamary trading account main achi amount main balance hona chahiay kyun ky ham agar aik trade open kerty hain aur market hamari open trade ky against move kerna shoru ker deti hai tou hamain kuch time period main market ko sirf observe kerna hota hai ky running loss jab kuch hi increase ho chuka ho aur market kuch pips hamari open trade ky against movement ker chuki ho tou ham same previous trade ko follow kerty huey aik aur trade double lot size sy sath open ker lety hain ky agar market move kerty huey hamari favour main fifty percent bhi move kerti hai tou hamain loss recover hony ky bahd kuch profit bhi hasil ho jata hai lekin agar market phir bhi hamari open trade ky against movement kerti hai tou kuch pips market ki movement ky baad hamain third trade bhi apni previous open trade ko follow kerty huey open kerna hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-02T173947.210.jpeg
Views:	2
Size:	38.9 کلوبائٹ
ID:	12534998

    Market Reversal

    Agar is ki implementation me market sy bhi reverse movement start kerti hai tou bahot jald hamara loss recover hony ky baad hamen profit bhi hasil hona shoru ho jata hai lekin agar reverse movement nehi kerti tou hamara loss beshak increase hota rehta hai lekin agar ham consective trades isi terha lot ko double kerty huey open kerty rehty hain tou jesy hi market reverse movement shoru kerti hai tou bahot jald hamara loss recover ho jata hai hamain martingale trading stretigy sy faida tab ho sakta hai jab market sideways trend main movement ker rehi ho lekin agar market main hamari trade trend per open hony ky bahd trend change ho jata hai tou same stretigy sy trade kerty huey hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Martingale Trading Strategy

    Martingale Trading Strategy:-

    Forex trading mai Martingale strategy sy wo he trader kamyab hoty hain jo market ko achy sy analyze kar sakty hain. jo trader market ko achi tarha analyze ni kar sakty wo es strategy sy kbi faida ni utha sakty. Martingale strategy ma market selection bhot important hoti hai or exit strategy b es ma bhot matter karti hai or es strategy ma trade ka size b bhot matter karta hai. so trader ko Martingale strategy ko use karny ma careful approach ko use karna chahe. Martingale strategy ki bhot importance hai or khas tor par ye loss ko deal karny ma bhot help karti hai. trader jb loss ko recover karny k lae trade size ko double kar lety hain to asa karny sy trader ko agr kamyabi ho jae to wo apna loss recover karny ma kamyab ho jaty hain. but trader agr ye strategy use karny ma market k achy analysis hasil na kar sakyn to enka account he wash ho jata hai. Martingale strategy kiya hae or isko hum kese use karte hain or is se hum kis tarah se faida hasil kar sakte hain bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is se faida hasil kar saken lakin agar hamare pas proper knowledge ho to hum bhe ios se bahut benefit hasil kar sakte hain to tamam members ko cahiye ke wo apne experience or knowledge ke according tamam members ko guide karen take sab is se faida hasil kar sagty hai. Martingale strategy ek bahut hi acchi strategy hai jisko treading ke liye use kiya ja sakta hai aur iski jahiya se acche benefits abhi haasil kiye ja sakte hain market mai traders multiangle trading strategy ko jab apne trading ke liye use karte hain to is ke jariye seva apne trade ke size ko acchi tarike se karwa kar lete hain aur isko confirm karne ke bad market mein acchi kamyabi hasil kar lete hain market mein yah trading strategy traders ko different types ki facility per white karti hai in facilities loss profit outcome stacke running balance yah traders ke liye bahut jyada important facilities hoti hai. Martingale strategy gambling ya betting ma use ki jati ha jb hmain loss ho jay to apni bet ko double kar dia jata ha ta k jo kuch previously lost kia ho usay interest samait wapis hasil kar lia jay, jaisay aik trader koi perticular trade ma 100$ invest karta ha aur us ko loss ho jata ha next trade k liay wo 200$ ki investment karta ha aur tb tk investment increase karta rehta ha jb tk apnay desired results na hasil kar la, is ma hm probability sa kam laitay hain, is strategy ma hm kuch transactions k baad apnay account ko damage kar laitay hain q k continuly trading amount double kartay jatay hai.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	2
Size:	98.8 کلوبائٹ
ID:	12398880
    Last edited by ; 02-06-2022, 08:24 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Martingale Trading Strategy

      Martingale Trading Strategy

      Martingle strategy ki bhot importance hai or khas tor par ye loss ko deal karny ma bhot help karti hai. Trader jb loss ko recover karny k lae trade size ko double kar lety hain to asa karny sy trader ko agr kamyabi ho jae to wo apna loss recover karny ma kamyab ho jaty hain. But trader agr ye strategy use karny ma market k achy analysis hasil na kar sakyn to enka account he wash ho jata hai.

      Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	2
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12398881

      Successful Trading with Martingale Trading Strategy

      Forex
      trading ma martingle strategy sy wo he trader kamyab hoty hain jo market ko achy sy analyze kar sakty hain. Jo trader market ko achi tarha analyze ni kar sakty wo es strategy sy kbi faida ni utha sakty. Martingle strategy ma market selection bhot important hoti hai or exit strategy b es ma bhot matter karti hai or es strategy ma trade ka size b bhot matter karta hai. So trader ko martingle strategy ko use karny ma careful approach ko use karna chahe. Ye trader k loss ko safe kar k profit b dela sakti hai or at the same time ye trader k account ko wash b kar sakti hai. So trader ko asi do or die strategies ko pick karny ma bhot ehteyat karni chahe kiu k en ma trader k pass risk ka factor bhot barh jata hai.

      Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	1
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12398882

      Benefits of Martingale Trading Strategy

      Forex
      trading ki market Mein Jab traders Apna Kam start karte hain ya FIR is market Kuchh Nahin karte hain to use Waqt unhen market se related complete knowledge Hasil karna chahie Agar unke pass market ka complete analysis aur Achcha knowledge hai tab hi unhen market Mein Apna Kam start karna chahie Kyunki Forex trading ka business 1 online business aur is online business Nahin aap jitne Jyada mehnat karte hain aur jitne Jyada strong analysis ke jariye Se Apna work start Karte Hain tab hi aap is market Mein Achcha bonus Hasil kar padhte Hain

      Market Mein Kuchh members Jab apni trading start Karte Hain To unhen Apne trading karne se pahle Apne trading ke bare mein complete knowledge Hasil kar lena chahie Agar unke pass Achcha experience hai to use Waqt hi unhen market Mein Apni trading start Karni chahie market Mein treading karne ke liye different types ke methods maujud hote hain ya method treading karte waqt bahut jyada useful Hote Hain

      Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12398883

      Martingale Trading Strategy

      Forex
      trading ki market Mein different types ki tradingstrategy Hoti Hai yah tradingstrategy is use Waqt istemal ki Jaati Hai Jab traders apni trading start Karte Hain yah trading strategies market mein bahut jyada importance rakhte hain aur yah traders ko market Mein Achcha profit Dilon mein bhi help Karti Hain Forex trading ki market Mein martingalestrategy Ek bahut hi acchi strategy Hai Jisko treading ke liye use Kiya Ja sakta hai aur iski jahiya se acche benefits abhi Haasil Kiye Ja sakte hain market Mein traders multiangle tradingstrategy Ko Jab Apne trading ke liye use karte hain to is ke jariye Seva Apne trade ke size ko acchi tarike se karwa kar lete hain aur isko confirm karne ke bad market Mein acchi kamyabi Hasil kar lete hain market Mein yah tradingstrategy traders ko different types ki facility per white Karti Hai in facilities loss profit outcome stacke running balance yah traders ke liye bahut jyada important facilities Hoti Hai Jin ke jariye se vah apni trade ke bare mein complete information Hasil kar lete hain
      • #4 Collapse

        Re: Martingale Trading Strategy

        Martingale in Forex Trading

        Financial markets mein busy honay ke hawalay se logon ki dilchaspi pichlle saloon mein musalsal barh rahi hai. Is ki wajah ziyada tar woh fawaid hain jo woh is se haasil kar satke thay. Financial markets mein traders ko jo fawaid pasand hain un mein se aik yeh hai ke woh kisi bhi hikmat e amli ko baghair kisi had ke istemaal kar satke hain. Is jagah ke tajir aisi hikmat e amli bananay ke ahal hain jinhein woh tijarat mein istemaal kar satke hain. Traders wahan mojood hazaron hikmat amlyon mein se bhi intikhab kar satke hain.
        Is ke ilawa, sab se aam hikmat e amli jin ke baray mein tajir jantay hain woh hain beijing, price action, scalping, trendd following, aur bohat kuch. Trend ki pairwi karne wali hikmat amlyon mein, tajir rujhan ke ravayye ke lehaaz se mukhtasir ya taweel tijarat mein daakhil hotay hain. Dosri taraf, hedging strategies ko aam tor par ya to do baahum munsalik ya ghair marboot kholnay mein shaamil hoti hain jabkay is baat ko yakeeni banatay hue ke un ki tijarat ko mehfooz rakha jaye.

        Click image for larger version

Name:	image_424772.png
Views:	3
Size:	269.5 کلوبائٹ
ID:	12399042

        Forex Trading me Martingale Strategy

        Un strategies mein se aik jo trader aam tor par istemaal karte hain usay martingale strategy kaha jata hai jisay forex market mein laago kya ja sakta hai. Aik french mathematics ne is ka tasawur so saal se bhi ziyada arsa qabal muta-arif karaya tha, phir bhi yeh aaj ke daur mein bhi faida mand saabit ho raha hai. Is shiraakat ke sath, mathematician ko apne kaam ke liye aik bara aizaz mila. fil haal, yeh tasawur poori duniya ke ziyada tar currencies mein lago hota hai.
        Is ke ilawa, forex mein martingale imkaan ke usool se mutasir hai. Is mein price action ki security ki wapsi ke baray mein aik mafrooza shaamil hai. Misaal ke tor par, agar koi trading martingale ko 1.1400 par currency jora farokht karta hai, to yeh neechay ja sakta hai aur tijarat ko munafe bakhash bana sakta hai. Doosri taraf, jora mumkina tor par oopar ja sakta hai aur is ke nateejay mein nuqsaan ho sakta hai. Agar baad mein hota hai, to tajir nuqsaan uthata hai. Is soorat mein, nuqsaan ka saamna karne ke baad martingale strategy ka istemaal karte hue, tajir ko success ke imkanaat ko badhaane ke liye tijarat ko dugna karna chahiye. Taham, agar koi haar jata hai, to tijarat ka hajam dobarah dugna hona chahiye. Yeh tab tak jari rehta hai jab tak tajir chahay. Lehaza, agar panchwin tijarat jeet jati hai, to yeh is se pehlay honay walay nuqsanaat ko poora kere ga. Is ke baad trader munafe kama sakta hai.
        Mazeed bar-aan, taajiron ko samjhna chahiye ke martingale strategy aik pur khatar hai. Yeh daawa ziyada tar paisa khonay ke laa-mehdood imkaan ki wajah se hai. Traders ko trading nataij ke baray mein ghair yakeeni honay ke imkaan par bhi ghhor karna chahiye. Is maloomat ke sath, martingale strategy un traders ke liye sab se ziyada faida mand ya qabil itlaq hai jin ke paas kaafi paisa hai.

        How does Martingale Works


        Martingale strategy, jab forex mein laago hoti hai, tajweez karti hai ke aik trading ko mlitay jaltay jore par qadray barri trading kholni chahiye. Is se munafe haasil karne ka imkaan hai. Taham, agar is ke nateejay mein nuqsaan hota hai, to trader ko trading se bahar niklana chahiye aur aik bara kholna chahiye. Isi amal ko mazeed teen baar karne ki sifarish ki jati hai. Bas is ke tasawwur ko yaad rakhen ke jab panchwin tijarat sahih simat mein jaye gi to pehlay ke nuqsanaat ko poora kya jaye ga.
        Misaal ke tor par, $50, $60, $70, $80 ki trading ko khonay aur $300 ka munafe haasil karne ka tasawwur karen. Pora trading se haasil honay wala hatmi munafe $40hoga. Wazahat karne ke liye, tamam nuqsanaat ko shaamil karen aur inhen munafe se manhaa karen. aisa karne se, koi yeh dekh sakay ga ke $260 ke kal nuqsanaat $ 300 ke kal munafe se poooray hotay hain. Is terhan, hatmi munafe $40hai .
        Martingale strategy ko sahih tareeqay se laago karne ke baad, yeh traders ko munafe faraham kar sakti hai. Taham, kisi ko mumkina khatraat ke baray mein bhi khayaal rakhna chahiye.

        Martingale Strategy Ka Istemal


        Financial market main martingale strategy aam tor par istemaal nahi ki jati hai kyunkay ziyada tar tajir is se waaqif nahi hain. Sirf chand pesha war tajir hi forex market mein apply karte hain. Is ke aam istemaal nah honay ki aik aur wajah yeh hai ke usay khonay ke laa-mehdood imkanaat ki wajah se kaafi raqam ki zaroorat hoti hai.
        1. Traders ke paas aik asal trading strategy honi chahiye jo aik break out, alogrethom, hedging, ya deegar ho sakti hai.
        2. Traders ko apni analysis karna chahiye. Aisa karne ke baad, inhen entry aur exit dono maqamat ka taayun karna chahiye. Martingale strategy ke itlaq par ghhor karte waqt traders ko chhotey lot size aur kam leverage ka istemaal karne ki sifarish ki jati hai.
        3. Traders ko trading ko open karna chahiye aur take profit aur stop loss dono set karna chahiye. Trading nataij ka sabr se intzaar karna nah bhulen. Agar tajir paisay kho deta hai, to trading size ko dugna karna yaad rakhen aur intzaar karen. Strategy ko jari rakhen jab tak ke koi munafe haasil nah kere.



        Martingale Strategy Mistakes aur Us se Bachao


        Trading mein loss se bachney ke liye ghaltion se aagah hona aksar auqaat madadgaar saabit hota hai. is se waaqif honay ke liye, yahan kuch cheeze note karni hain:
        1. Traders ko ziyada se ziyada nuqsaan ka taayun karne ki zaroorat hai jo woh har trading experience karne ke qabil hain. Zehen mein rakhen ke ziyada se ziyada nuqsanaat ki nishandahi kiye baghair martingale strategy ka istemaal khatarnaak ho sakta hai.
        2. Panchwin trading ke baad takraar ko roknay par ghhor karen. Agar yeh ab bhi kaam karne mein nakaam rehta hai, to traders ke liye yeh tajweez kya jata hai ke woh koi aur shai ya currency jora aazmayen.
        3. Martingale strategy ko kam se kam istemaal karen. Yeh intehai sifarish ki jati hai kyunkay nuqsanaat aik ke baad aik ho saktay hain. Nuqsanaat mein izafah ho sakta hai khaas tor par agar kisi khaas currency ka trend is se ziyada jari rehta hai aur trader usay tabdeel karne ki shart laga raha hai.
        4. Martingale strategy ko seekhnay aur is par amal karne mein aik koshish aur waqat lagayen. Aik demo account zaroor madad kere ga.
        5. Traders ko mahswara diya jata hai ke woh forex mein martingale strategy istemaal karen jab kisi ke paas bara account ho. Jab koi usay chhootey account par istemaal karta hai, to is baat ka ziyada imkaan hota hai ke funds khatam ho jaien.
        • #5 Collapse

          Re: Martingale Trading Strategy

          What is martingale
          martingale system ye ek esa system hai jis mein sirf aur sirf investing ki j ati hia wo bhe dollar value mein ye investment continually increase ki jati hai after losses ki surat mein is mein position ye hoti hai jub size increae hota hai with lowering portfolio sieze mien ye martingale system ko introduced kya hai frecnh mathematicain ne is strategy ko based on ky jata hai premise per is mein one good bet aur ek trade ki zarorat hoti hai jis ko turn on kya jata hai fortunes around per. ye technique can be contrasted hoti hai anti martingale system mein jis mein is ko involves kya hata hai is mein bet each time there ko trade loss aur doubling it each time per again start kya jata hai.
          Click image for larger version

Name:	martingale 1.png
Views:	1
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12399055
          Key Takeaways
          dear forex trader ye martingale system ye methodology ko amplify krta hai recovering of loss ko jo loss kya jata hai streak per is strategy ko apna loss ko recover krny ky lye use kya jata hai. The martingale strategy ko involves kya jata hai doubling up or losing bets per aur reducing winning bets ko half price per bets kya jata hai . Ye essentially ek esi strategy hai jis ko promotes kya jata hai loss averse mentality tries per aur is ko improve odds per breaking even per ye increase kya jata hai jo chance sever kya jata hai quick losses ko. forex trading mein well suited type of strategy hoti haen than for stocks trading ky ya pher casino gambling ky.
          Click image for larger version

Name:	martingale 2.jpg
Views:	3
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12399056
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Martingale Trading Strategy

            Why Martingale is a Losing System?

            martingale trading strategy uske bare mein agar ham study karen to yah ek foreign trading chance hai jismein aapko head kiya jata hai ismein ko kaise what milana hai to iski few reason hoti hai kyon hamen strategy ko alter later currency trading ke yad sath use karte hain predictable karte hain outcomes ko iske profit ko ham dekhte hain jo ke profit mein trade ke liye use kiya jata hai lekin aap steering mai new ho to apne inko sepco acche se samajh kar chalna hai apni apni mistake ko bar bar repeat nahin karna


            Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	1
Size:	103.4 کلوبائٹ
ID:	12399076

            Martingale Strategy – How To Use It





            martingale trading strategy trader ek acchi strategy banaa sakte hain vah strategy bahut jyada useful honi chahie jisse aap profit earning kar sako in strategy ki bed per ham a different point karte hain winning bid dekhni hai simple strategy ko follow karte hain dekhte hain ki yah kaise hua karti ham kaise involve ho sakte hain important thing kiye hota hai ki isko increase karne ke liye aapko winning point dekhna hai long-term expect karna hai send karna is exactly same point ke upar joke a given kiya jata hai success ke liye picking karte ho meaning trade ko right time market ko jo escape kiya jata hai ismein delete karte hain losses ko ham use karte hain write condition ko isko jagale karne se aap ek acchi chij open karte hain

            Does Martingale Always Work?

            Martingale trading strategy ke bare mein bataya Jata Hai Jisme Hero Se Apna start karte ho aap ko dekhna hai ki Kaise Paida Karta Hai To Uske working point of you ko samajhne ke liye Ham use karte hain trading strategy aur ismein ham dekhte hain ki work improper Karen ismein Ek big drop down hota hai jo limit Hote relatively ismein trade side hota hai agar Ham Laut Phool Ko dekar trading capital ke joke Ariel risk hota hai isme ongoing Ham broker ko dancing dekhte hain ismein trader ko trading ke liye kaun sa app kiye Ek Achcha knowledge Mil Jata Hai


            Click image for larger version

Name:	fx111.png
Views:	2
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12399077

            اب آن لائن

            Working...
            X