What are Flags Pattern
Dear Friends bull and bear flags ki ki strong movement me Hamen aik na aik clear indication bataty hain. Bull flag ya bear flag candle stick ki zic zac movement ya pattern ka nateeja hota hay. Laikin in flag ko sirf up ya down lines ka nateeja nai kaha ja sakta balkeh is main volume and break out ko bhi daikhna aur smajhna zaroori hota hay. Warna jis ko ham bull flag samjh rahy hon woh ik bear flag bhi ho sakta hay.
Bulish flag Pattern
Bull flag tab banta hay jab market ki aik normal movement kay bad achanak uptrend movement hoti hay aur is pair ka volume increase ho jata hay. Choti choti bars kay bafd aik bari ban'ny wali bar jo up position main close ho aur isky bad aik ya do mazeed candles bull ki banain to ye aik flag pole ban jata hay, iskay bad ager to zic zac ban kar mazeed up trend candles banain to isko ham bull flag kehty hain. Bull flag main every pull back kay bad again volume increase ho jata hay aur bullish candle banti hay. Candles kay in patterns ko ghor say daikhny say aik flag nazar a raha hota hay jisko ham bull flag kehty hain. Bull flag main hamain safe trade karni chahiye aur in case reversal patterns hamain apna exit point bhi zehn main rakhna chaiye jo keh second candle ka bottom point hona chahiye.
Strategy Using Bullish Flag
Agr Strategy ki baat ki jay gi ye jab up side say downward price movement ho aur volume low side per aye to ye aik downward pole banta hay. Iskay bad ager 2 plus candles ki bhi downward movement ho to ye bull flag ban raha hota hay. Aur is mai har pull back per ham sell ki trade laga kar earning kar sakty hain. Bear flag ka istemal karty huye bhi hamain apni trade ki safety ki khatir apna exit point mutaiyan karna chahiye