Forex trading mein up-to-date rehnaey kay liey sabb sey behtareen tareeka economic calendar sey jury rehnaa hae. Economic calendar istemaal kar keyy traders ko sahee pata laggta hay keyy market kise khas simmt mein kun move kar rahi hae, aur es keyy sath market keyy baary mein andaza bhe laga bhe lagaya ja sakta hae keyy market kaa aglaa move kesay hoga. Amoomi’toor par market joo sab sey zaida economic data asar’andaaz hotaa hae uss mein GDP aur non-Farm payroll number weghraa hein. Yeh economic news matket par kaafi zaida assar andaaz hoti hae aur behtareen trading opportunities faraham kartei hein.
Economic calendar mein kiya dekhna chahey?
Experience traders daily basis par economic calendar ka mushahida karty hae n aur us sy phir kisee currency pair par kesy trade karni hae ess baat ka andaza lagaya jaata hae . Traders hazraat news aany sey pehly hee ko anticipate karty hae n aur jis currency pair ya cross pair par trading karna hoti hae us mein entry lena start kar dety hein. Essy economic events sy long term mein forex market ke direction ka pata chalta hay, forex markets sy muraad yeh hae keyy jo currency kise makhsoos news sy jurri hoti hae uske simat ka taaiyun kiyaa jaa sakta hae.
Economic Calendar ko dekhny aur us ko maintain kary keyy chand tareeky hae n, lekin sab sy common aur mashoor tareeka yeh hae k jo online economic calendar platform mojood hae n unko dekha jaay. Kun keyy wo har cheez update rakhty hae n aur sath sath aapko update karty hein. Esy calendar ko read karny keyy liey jab aap dekhin gy to aapko date keyy hisaab sy news nazar aa rahi hoti hae aur sath mein country ka jhanda bhe nazar aata hay. aek baat ko zehan mein rakhna chahey keyy mumaalik ke different influence hae global markets masslan ab USD dollar International currency hae aur poori duniya mein istemaal kee jaate hae to uska asar almost har currency par hota hae .
Economic indicators ke iksaam
Leading Indicators:
Leading indicators mustaqbil mein hony waali tabdeeliyon ke taraf isharaa karty hein. Leading indicators short term predictions keyy lieay kaafi faidamandd hotey haen kunkay yeh indicators economy change hony sy pehly tabdeel hoty hein.
Lagging Indicators:
Lagging indicators economy yabdeel hony keyy baad aaty hein. Enka istemaal us wakat madadgaar hota hae jab koi confirm pattern keyy liey kiya jaay. Lagging indicator directly economic change keyy liey predict nahi karty hein.
Leading indicator ke aek misaal "Retail Sales" hay jab keyy lagging indicator ke misaal "Unemployment Rate" hay. Es keyy elawa Gross Domestic Product (GDP), Purchasing Manager Index (PMI), Consumer Price Index aur Home Sales weghra bhe bahut important indicators hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим