Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...
    Dosto koi bhe kam ho humain mehnat to karni he chahiye laikan achi umeed bhe rakhni chahiye aur confidence hona chahiye k hum zaror gain karain gy.na umeed na hon kiunke umeed par dunya qaim hai.bus mehnat ko apni routeen bana,ne ki zarorat hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han aap ne thek kaha hai umeedon pr duina qaiyam hai humein forex trading main mehnat krni chaye agr hum sachy dil or dilchaspi se forex trading seekhty hain or learn krty hain sath main practice bhi tu aap 1 din must kamyab hon gy kiyun k mehnat bhi kabhi zaya nahi jati hai
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
    • #3 Collapse

      yes dear mera bi yahi idea ha k humain kabi bi himmet nahi haarni chaahiay zaroor hum kabi to kaamyaab hun gay .forex trading me jo log kaamyaab han wo isi mihnet hi ki weja se successful huay han ore aaj itni earning ker rahay han .aap bi apni mihnet jaari rukhain ,zaroor kaamyaab hun gay
      • #4 Collapse

        g bhaijan forex me ak trder ko umeed rakh k trade krni chahye g or mehnat krni chahye g or sis tra se hi us ko forex me success mil skti ha g forex me mehnat kro ge to success maile gi ye bohat hi risky business ha g hard work is required for this
        • #5 Collapse

          Yes aap thik keh rahy hen, hmen menat sy work krna chaie. or jab work karen to pury confidences kam karen to hm achi earning kr skty hen, Ager hm fear ho k work karen gy to kuch b nai earn kr skty, earning lie hamen hard working krni parti hy or learning krni parti hy or achi trading krni hoti hy ta k ham acha profit kamhen.
           
          • #6 Collapse

            dear main apki es baat se totally satisfied ho kue k muje pata hai k ager ap koi ghalti karty ho to apko forex mainbohat lambay arsay trak phastawa ho sakta hai es liye ghalti se bhachny ki kosis kary.
            • #7 Collapse

              Jee bhai ap nea ek bhut acha swaal kiy ahea aur mein agree karta ho aur yeh kehna chata ho kea forex mein agar ap ko successful hona hea toh ap ko chea kea ap log zida sea zida bat theek hai kyu kay forex trading main jo bhi kam karta hai wo is waja se disheart bikul hota haikay us ko hamesha loss he hota hai so aisi koi bhi bat nai hai her kam agar umeed rakni chea
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                Dosto koi bhe kam ho humain mehnat to karni he chahiye laikan achi umeed bhe rakhni chahiye aur confidence hona chahiye k hum zaror gain karain gy.na umeed na hon kiunke umeed par dunya qaim hai.bus mehnat ko apni routeen bana,ne ki zarorat hai.
                har chez mehnat ki zarurat parti hai aur phir uska nateeja acha atta hai isliye forex ko time bhi dena parta hai aur mehnatt bhi karni parti hai tab ja kar acha result ata hai.
                • #9 Collapse

                  Je haa mehnat kabh ibhi zya nhe jati is liye jab bhi ap mehnat krty ho tu phr apko usskay phal ka intezar rehta hai aur jab apki marzi k mutabik phal ata hai tu phr apko kafi khushi milti hai islye trading main bhi ap mehnat kr bonus earn krty ho aur ussi bonus ko ap insta main use kr apny profit earn krty ho jissy ap cash krwa saakty ho.
                  • #10 Collapse

                    mn ap ke bat ko follow krta hon r ye bat sahe hy k hr chez mehnat sy he mlte hy, es ley mujhay nhe r dusray doston ko es bat sy agree krna chahey r esy follow bhe krna chahey ye hmary fevour mn he hy.
                    • #11 Collapse

                      yes you are right mehnat men azmat he koi bi kam mehnat k bgair nhi kiya ja sakta or kamyabi ka daromidar mehnt prr he naumeed nhi hona chaey kyun naumeedi gunah he boht bara or jo log mehnt karte hen wo kbi bi nakam nhi hote unko lazmi kamyabi milti he
                      • #12 Collapse

                        g bilkul umeed kbi ni harni chaiye ye hi hamari kamiyabi main hamari madad krti hai dorane tradig agar hum ko loss ho bi jata hai to humain is umeed sai age trading krni chaiye k age humain profit hi hoga.
                         
                        • #13 Collapse

                          Forex k business mein bhut sara log ata hain aur jab un ko loss hota hai tu wo iss business ko leave kar jata hain easa nahi karni chaya hum sb ko pata hai k forex aik bhut acha business hai tu hum ko iss business mein hard working karni chaya aur apni trading ko improve karna chaya aur aik na ek din hum iss business mein acha trader ban skta hain.
                          • #14 Collapse

                            bhai jo bi kam start kia jy wo saf neeat ho kar start kia jy,or phr us main pury dil k sath mehnt krni chaheh,jb mehnt kren gy to kamyabi yaqeeni ho jy gi..or aksar bnda kamyab ho jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes my dear ap ne bht pyari bat ki hy hum agr forex ma kamyab nhi hote he to huma apni hard working aur mahnat karni chaye ak din aey ga jab ap bht acha kam karn ga aur bht earn karn ga aur apna profit la kar khush hun ga huma apni nakami pe forex ma kam nhi chorna chaye hum is ko aur ache tariqa se seekna chaye dear aur kamyabi mela gi ak din

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X